STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?
    Dear Members

    Sab senior traders STOP LOSS ko profit mein hit karne ka tarika batayen?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?

    Dear jab ap ais market mai trade lagaty hai to aus mai agar ap ki trade agar profit mai aa jati hai to aus mai ap apna stop loss entry point par shift kar sakty hai agar aus k baad ap ki trade mazeed profit mai jati hai to ap aus stop loss ko kuch pips profit mai shift kar sakty hai aus se market jab wapis aati hai to aus mai ap ki trade phly hi close ho jati hai aor aus time ap ki trade profit mai chal rahe hoti hai ais market mai agar ap ne zayda profit lena ho to aus k liay ap trailing stop use kar sakty hai aus se ap ki trade jitny profit mai jati hai ap ka stop loss profit mai shift hota jata hai aor ap ko aus mai profit hota jata hai agar market retracement leti hai to aus mai ap ko profit ho jata hai aor ap ki trade close ho jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?

      ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Gaya FIR raat mein kam karen to aapko ismein take profit and stoploss small karna chahie aapko stop loss after profit kile ka istemal kar sakte hain agar aap ismein trade kar rahe hain to aapko ismein profit ho raha hai aur aapka take profit se jyada profit ho raha hai to stop.to aap apne take profit ke. Per stop loss set kar sakte hain isase aapko yah fayda hoga ki jab aapki trade upar baje aayegi tu usse aapka fayda hoga aur jab aap Kaho na hona shuru ho jaega to aapka stop loss after take preferred ke. Per hoga jisse aapko fayda hoga aur use waqt ho jayegiaur jitna aapko pahle profit hua hai vah aapke paas rahega is up to bahut bada hai agar upgrade kar rahe hain to aapko stop loss or take profit jarur istemal karna chahie ek successful trader hamesha ine donon mein istemal karta hai jiski vajah se uske profit mein dhoka hota hai aapko bhi agar apna kaun jyada hai to aapko ismein stop loss or profit istmall karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?

        Dear Stop loss agar hit ho jata hay to esa order profit me close nahi hota ye order hamesha loss me hi close ho sakta hay, agar app ye samajty ho key app key order me stop loss agar hit ho jata hay to app ko profit ho saky ga ye possible nahi hay ye bat sach hay key koi be traders stop loss hit karny key ley use nahi karta magar jab big loss se bachny ki bat ajaye to stop loss ki waja se agar small loss ho be jata hay to es ko face karny me hi faida hay, stop loss be agar hit ho jata hay to ye be hamari kamyabi hi hoti hay es ki waja se pareshan hony ki bilkul be zarorat nahi hay.
        • #5 Collapse

          Re: STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?

          dear yeh aik bohut he simple se bat hai ky ap ka stop loss jab profit main hit hota hai tu ap nay apni trade ko break even kar dia hota hai farz karain ager ap nay aik trade lgai hai ju ky 100 pips profit main ja rahi hai aur ap nay us stop loss utha kar 50 pips profit main rkah dia hai ager market wapsi ati hai tu ap ka jahn pay 50 pips profit bnata hai wo order close kar day ge laykin ap ka stop los take profit main ho jayga es ko ham kehty hain ky hamra stop loss bhi profit main aya hai yeh aik bohut he safe method method hai trading main ky jab bhi ap ko trades main ap ko profit mil raha ho tu apnihalf profit par apna breakeven laga kar apni trade ko safe kar sakty hain aur risk free ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: STOP LOSS profit mein bhi hit hota hey but kese?

            Forex trading mai bohat say aisay tools aur supporting strategies mojud hain jiss say traders ko bohat help milti hai. Iss liye trades open kertay huay aur unhain market mai execute kertay huay unhain use kerna aur unka bahtreen use kerna bohat zaruri hai. Agar stop. Loss ki he baa ki jaey tou iss ka best use yehi hai kay aik tou account balance safe aur secure kia jaey aur dusra faida iss kay use ka apna profit bho secure kerna hai. Jaisa kay sub ko knowledge hona chaiye kay trading kertay huay stop loss ki arrangements her waqt re arrange bhi ki jaa sakti hain kay Agar pehlay stop loss aik level pay lagaya aur market achay profit mai uss trade ko lay gai hai tou stop loss ko re arrange ker kay new running price say set ker laina chaiye jiss say base price jiss pay trade open hui woh tou safe hogai aur uss kay baad Agar mazeed profitable movement hoto phir dobara apna stop loss extend ker kay set ker lain. Issi Tarah jab bhi stop loss hit hoga wo loss mai nahi actual profit mai he hit hoga aur aik excellent profit stop loss hit honay ka bawajud bhi secure ho jaey ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Stop loss woh price hoti hai kay jo ap analysis sy lay kay set kar daity hain kay market es price ko touch kar kay band ho jaye. tu yeh ap ko bary loss sy bacha laiti hai. es tarha jab ap ki trade profit mai hoti hai tu ap apny loss ki value us kay mutabiq kam karty karty tu open price jis pay trade hoti hai waha jab set ho jati hai tu ap ki trade mai ap ki kisi be tarha ka loss nahi hota hai or acha profit ap es tarha kama skaty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X