Mixed economy se kia murad hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mixed economy se kia murad hoti hay?
    Mixed economy se kia murad hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mixed economy se kia murad hoti hay?

    Mixed Economy:

    Mixed economy usko kehtey hein keh jis Mein kisi Country ki Government and Private companies mil kar kisi bhi firm ko chala rahey hotey hein aur us par ikathey mil kar work kar rahey hotey hein aur dono mil kar Market ko control bhi kartey hein aur Market mein Demand and Supply bhi kartey hein in sab ka jab jor banta hey to isko Mixed economy kehtey hein aur yeh bohot sarey countries mein chal raha hota hey aur Pakistan mein bhi taqriban Mixed economy chal rahi hey aur bohot sarey aisey kam hein aur chezen hein jinko Governament and Private sectors mil kar rahey hein aur is mein achi trha se kamiyab bhi ho rahey hein yeh aik gharib country keliye bohot hi acha iqdaam hey.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Mixed economy se kia murad hoti hay?

      Mixed economy ka matlab hota hai ky kisi country ki economical state kabhi strong ho rehi hai tou kabhi week kisi bhi time ham yeh idea nehi raha sakty ky economy grow ker rehi hai ya week ho rehi hai ky kuch organizations same country ki economical state main bahot strong ho rehi hoti hain aur kuch organizations ki economy bahot weak chal rehi hoti hai tou aesi situation main ham kabhi bhi economy ko strong ya weak nehi keh sakty aesi surat main kisi bhi country ki economical state mixed economy kehlati hai then ham isi ko forex market main trading ky liay agar use kerna chahty hain tou hamain phir same country ki economical state ko American economical state sy compare kerna hota hai ky forex market tou totally dollar per depend kerti hai ky yahan per ham dollar ky against kisi country ki economy ky strong ya weak hony per ham trade usi hisab sy open kerty hain tou hamain profit hasil hota hai lekin agar ham is terha ky fundamental analysis kiay baghair hi kisi bhi currency pair main trade open ker lety hain tou phir profit hasil kerna hamary liay bahot mushkil ho jata hai ky market hamari favour main bahot kam hi move kerti hai
      • #4 Collapse

        Re: Mixed economy se kia murad hoti hay?

        Dear ais mai bahot sari cheazy aa jati hai jin ki waja se hum ye keh sakty hai k ais market mai jo changing aa rahe hai jaisy agar aik state aor private campanies mil k koi setup chal rahy ho aus ki waja se jo currency par faraq parta hai aus ko mix economy kehty hai ais mai bahot sari baat hai k ais mai currency strong kaisy hoti hai aor kon sa time aata hai jis time currency weak hoti hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye sari baaty pata ho kun k ap jis pair par trade karty hai aus ki state ap ko pata ho gi to ap ais market mai achy se kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai mehnat karni hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Mixed economy se kia murad hoti hay?

          BF Assalamu Alaikum dear Forex members mixed economy usko Kahate Hain jismein Kisi country ki Government and private companies Milkar Kisi bhi film ko chala rahe hote hain aur use per ekatthe Milkar work karte hain aur donon Milkar markeet ko control Bhi Karte Hain aur aur donon Milkar market ko control Bhi Karte Hain market Mein demand and supply Bhi Karte Hain ine Sab ka jb jod banta ha to usko mixed economy Kahate Hain aur yah bahut Sare countries mein chal raha hai aur Pakistan mein bhi takriban mixed economy chal rahi hai aur bahut Sare Aise kam hai aur chijen Hain jinko Government and private sectors Milkar kar rahe hain aur ismein acchi Tarah Se successful bhi ho rahe hain yah Ek poor country ke liye bahut hi Achcha Kadam hai aur isase bahut Sare fayde Hasil Kiye Ja sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X