Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?
    Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

    G han bilkul ham kar saktey hein Agar ham forex business mein Support & Resistance ke knowledge ko achi trha se jantey hein to phir hum easily yeh prediction kar saktey hein aur Hum Weekly chart open karke us mein bhi achi trha se SUpport and Resistance ko analyze kar saktey hein aur uske sath sath hum purey haftey ke jo daily ke Trends hotey hein unko bhi analyze karke us mein bhi trading kar saktey hein aur is trha se hum aik mixture bana kar in dono mein achi trha se kam kar saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein. Yeh sab hamare apne knowledge & experience par hi depend karta hey keh hum isko kese manage kar saktey hein.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

      Forex market main trade kerny ky liay scalpers aur long term traders ko different time frames ky sath trade open kerni hoti hai ky scalper ky liay small time frames best hoty hain lekin long term traders ky liay Bary time frames ko use kerna behter hota hai jesy

      SCALPERS KY LIAY BEST TIME FRAME

      Scalpers ky liay day one time frame per market ko read kerna analysis kerna aur day one time frame ky hisab sy market ka trend find ker ky trade open kerna bahot faida mand ho sakta hai ky scalpers ko short time ky liay trade open kerni hoti hai aur kuch profit hasil kerna hota hai ky jab market favor main move kerti hai tou profit hasil hoty hi scalpers trade close ker lety hain isliay agar trade trend ky mutabiq bar bar open ho rehi ho tou maximum trades main profit hasil hota hai

      LONG TERM TRADERS KY LIAY BEST TIME FRAME

      long term traders ko weekly base per market chart ko read kerna chahiay ky agar long term traders marker ka monthly bases per chart read kerty hain tou ho sakta hai analysis itny effective na hon jitny ky weekly basis per kiay jany waly analysis effective Ho sakty hain ky weekly trend ko find ker ky trade open kerny per long term traders ko acha profit hasil ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

        G ha dear ye to ap ki apni marzi hoti hai k ap ais market mai jab kaam karty hai to ap ko ais mai ye decide karna hota hai k ap ne ais mai jo trade open karni hai aus ko kitny time k liay open karna hai aor aus k sath sath ap ne ais market mai jo trade lagani hai aus ka target ap ne kitna set karna hai agar ap ais market mai soch sajmjh k aor planing k sath kaam karty hai to ap ko aus par acha profit ho jata hai agar ap ne ais market mai mehnat ki ho to ap ko pata ho ga k ais market mai ap jitna acha kaam karty hai ap ko aus k hisab se hi profit hota hai ais liay ap ais market mai planing kary aor aus k hisab se ais market mai risk ley tab hi ap ko ais market mai faida ho ga aor ap kamyab ho sakty hain ais market mai.
        • #5 Collapse

          Re: Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

          Assalamu Alaikum dear Forex damage ji han bilkul Forex Ek Aisa business hai jis mein Ham Kisi bhi time kabhi bhi kam kar sakte hain lekin Agar Ham ismein Roj kam karte hain aur regularly ismein market ko check karte hain aur aur daily basis per Apna Kam pura Karte Hain To Ham ismein Ek acche Businessman Ban sakte hain lekin Agar Ham ismein Hafte Mein Ek Do Bar kam Karenge yah Kabhi Kabar Jab Hamara Dil Karega To Ham ismein successful Nahin ho sakte aap is market mein Main Jab kam karte hain to aapko ismein yah decide karna hota hai ki aapane ismein jo trade open karni hai usko kitne time ke liye open karna hai aur uske sath sath aapane is market mein jo trade Lagani Hai Uska target aapane Kitna set karna hai agar aap is market Mein Soch samajhkar aur planning ke sath kam karte hain to aapko use per Achcha proper ho jata hai agar aapane is market Mein mehnat ki hi ho to aapko Pata Hoga Ki is market mein aap itna Achcha kam karte hain aapko Uske hisab Se Hi Achcha profit Hasil Hota Hai Jyada risky trade Nahin lagani chahie tabhi aap Safal ho Payenge aap Forex mein Ek proper time table Banakar kam Karen aur aur planning ke mutabik risk Lekar trade Gaye to aap aap ek bahut accha profit earn kar sakte hain aur is market Mein successful ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

            dear ap jab bhi forex main kam karnty hain tu sab s pehly ap ko time fraem pehly say he slect karna parta hai aur target bhi pehly say he set karna parta hai phir he ap ki trade achi rehti hai farz karain ager ap nay scalping karni hai tu ap m30 ya h1 slect karain gay aur apni trade ko aik he din ky ander close karain gay ya aik he din main kaif trade karain gay aur ager ap h4 main trade karain gay tu ap us ko aik week tak ka wait kar sakty hain aur ap ko acha result aik week main he mily ga aur ager ap d1 main kam kar rahy hain tu wo phir aik month ky result main chala jata hai aur usi hisab say he ap ka target hota hai choty time frame ka chota target hota hai aur big time frame ka big target hota hai es lea yeh ap ko pehly say he plan karna chaheay phir he ap ko apne plan ky tehat trade mitli hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kia app din ke ya week ke positions set kar ke trading kar sakty hain?

              Trading ka acha tareeka ya strategy yehi hoti hai kay daily ya Kamm say Kamm weekly positions set ker li jaey aur apnay liye targets Bana liye jaey kiyu kay iss Tarah trader ko pata hota hai kay uss nay apnay balance ko Kitna use kerna hai aur Kitna safe kerna hai. Jab traders apnay liye target set ker laitay hain tou usay achieve kernay kay liye saari safeties ko maintain kernay kay liye acha homework bhi kertay hain. Kiyu kay unhain sirf apnay targets ya positions aoy he focus kerna hota hai. Daily ya weekly targets ya positions set kernay kay liye trading mai pairs ya commodities bhi set kerna aur target eham hotay hain jo traders small balance accounts holder hotay hain unhain ziada ter pairs mai say he selection kerni hoti hai kiyu kay unkay spreads Kamm hotay hain aur phir unki movements bhi bohat ziada volatile nahi hoti jis wajah say profits bhi average mill jatey hain. Jinn traders kay account balance strong hotay hain aur unka experience bhi acha hota hai wo commodities pay pistons set kertay hain aur unn mai bhi gold aur crude oil ko ziada prefer kertay hain. Aur unhain ziada mohtat ho kay trading kerni hoti hai aur profit kay saath saath profit aur loss kay bhi margins rakhna zaruri hotay hain. Is liye daily ya weekly positions set kerna aur unhain achieve kernay kay liye strategy banani chaiye aur ye aik achi trading ka aghaaz ho sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X