Jaizs:bull and bear market .?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaizs:bull and bear market .?
    ji mere Bhai technical indicator aur fundamental source use karte hain vah bole market ko kya kahate Hain aur inke bare mein hamen Janna hai main ine donon chijon ke bare mein mukammal taur per detail Janna chahta hun bull and bear market kya hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaizs:bull and bear market .?

    Bull & Bear:

    Forex business mein different kisam ki languages bhi kahin kahin par use hui hein aur Bull & Bear aik kisam ka Buy and Sell hi hey aur mujhey yeh to nahin pata keh bull & bear kahan se nikla hey lekin mein itna janta hun keh Bull jo hey woh Market ke buy ko kehtey hein aur jab hum buy kartey hein koi bhi trade ko to hum usko bull bhi ke sakhtey hein aur Bear,Yeni keh Bull Bullish se nikla hey jab hum market mein BUy kartey hein to usko Bullish kehtey hein aur Bear, sell se nikla hey bearish Yeni keh Bearish se jab hum market mein Sell kartey hein to usko hum bearish bhi boltey hein aur yeh sab different kisam ke name use huwe hein aur hum inko different kisam ke nam se bhi bula saktey hein.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Jaizs:bull and bear market .?

      Market hamesha aik trend per move ker rehi hoti hai ky agar market upward trend main move ker rehi hai tou bullish trend main hai lekin agar downward trend main market movement ker rehi hai tou market bearish trend main hai tou hamain pehly trads open kerny sy market ky achy analysis ker leny chahiaen ky agar market bull trend main hai tou hamain hergiz buy ki trade open kerni chahiay lekin agar market bearish trend main hai tou hamain her surat sell ki trade open kerni chahiay ky trade hamesha trend ky mutabiq open kerny sy hi ham achi trade aur acha profit hasil ker sakty hain warna jab ham trend ky against trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai then hamari good luck hi hamain kuch profit tab dy sakti hai jab market kuch retracement leti hai lekin market agar retracement leti bhi hai tou kuch time ky liay again trend per move kerna shoru ker deti hai tou hamain hamesha trend ko find ker lena chahiay ky bearish Ho tou sell aur agar bullish Ho tou buy ki hi trade open kerain warna trend ky against trade open kerny per hamain bahot zyada loss bhi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaizs:bull and bear market .?

        Dear ais market mai ap ko pata ho ga k moment hoti hi bulls aor bears ki waja se hai hum ne agar dekha ho to ais market mai jab down trend chal raha hota hai aor aus time market mai bulls aa jaye to wo market ko aik dafa opper le jaty hai ais ki waja ye hoti hai k jab ais market mai bulls zayda aa jaty hai to aus ki waja se market up chal jati hai aor jab market mai bears zayda aa jaty hai to aus mai market nechy aa jati hai agar ap ne ais market mai kaam karna ho to ap ko ais mai ye pata hona chaye k ais mai jab market moment karti hai to aus time market mai ye pata ho k ais time market kis taraf zor laga rahe hai ye ap ko candles ko dekh k pata chal jata hai k ais time market mai bears zayda hai ya bulls zayda hai aus k hisab se ap trade laga sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaizs:bull and bear market .?

          Assalamu Alaikum dear Forex members market Hamesha Ek trend per move karti hai agar market upward trend move kar rahi hai to bullish trend mein hai lekin Agar down ward trend mein moment kar rahi hai to market bearish trend hai To Hamen pahle trades open karne se market Ke Acche analysis kar Lene chahie ki agar market bullish trend mein hai To Hamen main kabhi bhi by ki trade open Nahin Karni chahie lekin Agar market bearish trend Mein Hai To Hamen Har Hal Main sell ki trade open Karni chahie trade Hamesha Trend ke mutabik open karne se hi Ham acchi trade aur accha profit Hasil kar sakte hain Varna Jab Ham trend ke against trade Open Karenge To Hamen loss hota hai then Hamari good luck hi Hamen Kuchh profit de sakti hai otherwise market Kuchh retracement Leti Hai Lekin market Agar retracement Leti Hui Hai To Kuchh time ke liye again trend per move karna Shuru kar deti hai To Hamen Hamesha trend ko finish kar lena chahie Ki Barish ho to sale aur Agar bullish ho to buy ki hi trade open Karen Varna trend ke against trade open karne se apko hamesha loss hi hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaizs:bull and bear market .?

            Dear friends main aapko is Baat Ko simple aur Aasan word mein Samjhana chahta hun ki agar Market by ki taraf ja rahi hai to usko Bhul hote hain police Jisko trading Saman Mein Malish Kahate Hain Jiska trend aapki Taraf ja raha ho to usko police ki awaaz se Kahate Hain aur Jaise ke bear mein jo market ka trend matlab market Agar sale ki taraf ja rahi hai to usko bear Kahate Hain Jaise ke Aam Sada world mein bearish matlab aap aur Sada pass mein Kuchh Aise Ke Bole bhai ko Kahate Hain aur bearish sale ko Kahate Hain isliye bye aur sale ko yah Naam Diye gaye hain aur isliye aap trading ki market Mein Jab aaenge to aap acche experience ke sath ine chijon ke bare mein acchi Tarah Sikh Lenge isliye demo Kaun Banaya usmein by ki trade lagaen aur silky trade gaye aur FIR aapko Pata chalega ki yah donon chijen kya hai

            اب آن لائن

            Working...
            X