kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?
    dear friends main ap sab sy yeh bat pochna chata hun ky jab ham kafi old thread par muqably wali post ka jwab deny say hamry withdrawable bonus main fark tu nahi pary ga aur kia old thread ka swal ky jwab deny say bonus milta hai ya nahi jis ko pta ha wo he btay please kyon kay bohut sary members balky main bhi bohut sari old thread ka reply krta hai mager mujhy doubt he rehta hai es lea ap sb sy confirm mar raha hun.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

    information about Old Thread:

    Bhai jan aap is forum par chahe jis portion mein bhi work kar rahey hein aur agar aap sahi trha se mehnat se work kartey hein to apko uska bonus zaroor milta hey. Iske sath sath agar aap old threads mein jo important question hon aur important threads hon jo kafi ziada informative hon to agar aap unka reply kartey hei to apko us mein bhi acha bonus milta hey aur mein apko yeh mashwara dunga keh aap koshish kiya karen keh ziada tar new threads ko open kiya karen kioun keh new threads mein daily basis par traders ke sath koi na koi jo new problems ho rahi hoti hein woh in ke barey mein aap se puch rahey hotey hein aur jab unhen instant jawab mil jata hey to is forum ki reputation bohot hi ziada achi ho jati hey isliye hamen new threads par ziada tawajoh deni chhaiye.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

      Pak forex forum pay members pay aisi koi pabandi nahi hai kay woh new threads pay posts karain ya old threads pay posts karain. Iss say bonus pay bhi koi faraq nahi parta kay old ya new posts pay Kamm ziada bonus milta ho. Forex forum pay daily her members taqreebun 4 threads tou kerta he hai iss Tarah he roz Agar aik andaza kay mutabiq 2000 threads create ho tou aik member average 25 say 30 posts tou ker he laita hai aur daily Agar 20000 posts ho rahi ho tou unkay kay members laazmi tour pay old threads pay bhi posts ker kay apna target Pura ker saktay hain. Ziada ter members ye baat ziada samajhtay hain kay senior members kay threads ko parhao aur unn pay apnay jawabaat dain iss Tarah unhain bhi acha knowledge mill Jata hai jiss say unhain trading mai bohat help mill jaati hai.

      Achay threads old ho ya new ho Un ko parhnay say aur unn pay jawab sainay say faida he hota hai. Forum ka bonus ya contest ka bonus threads ki wajah say nahi posts ki wajah say milta hai jo uss pay do jaati hain. Baaqi sub same he hai koi bonus ki amount ya kisi bhi aur cheez ka faraq nahi hai
      • #4 Collapse

        Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

        Dear agar ap ne ais contest mai kaam karna hai aor ais mai se acha bonus lena hai to ap ko ais mai chaye k ap ais mai new threads par reply kary aor aus k baad ap ko ais mai jo bhi post karni hai aus mai thread k releted hi answer hi dena hai aus se ap ko ais mai log thanks dey gy aor aus par ap ko bonus zayda mily ga agar ap ais forum par acha kaam karty hai to ap ko ais mai acha bonus mil jata hai agar ap ais forum par thora sa kaam karty hai magar ap k kaam ki quality achi ho to ap ko ais mai bonus zayda mil sakta hai ais liay ap ais forum par new threads par reply kary aor try k fazool threads par reply hi na kary aus se ap ais mai acha bonus mily ga kun k fazool thread delete kar diay jaty hain aun ka faida ni hai.
        • #5 Collapse

          Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

          gee han bhai ap ne thek kaha hai is main agr hum old thread main be kam kr lein tu hamre bonas main ko ashar nai hota ha hume acha bonas mil sakta ha lekin hume is main acha kam krna hoa ha jitna acha kam hum is business main krein gey os k mutbaiq hi hume is forum se acha bonas be hasil ho sakta ha bas ap is main daily kam kiya krein daily kam krne se hamra knowledge be acha ta ha ur hum kamyab be jaldi ho sakte hein hume daily tecnical analusis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krna hota ha hume is main samjdari se acha work krte rehna lazmi hota ha agr ap is main kameyab hona chahte hein tu phr is main seriose ho k kam kia krein dil laga k
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

            contest Mein Hamen koshish Karni chahie ki Ham old posting per Jyada Se Jyada answer de Kyon Ke old trade ke delete hone ka Khatra Nahin Hota Ham Jitna Jyada old posting pe jawab Denge utna Jyada Hamare bonus ko increase Milega aur ham Jyada jaldi Achcha bonus Hasil kar sakte hain Kyunki new posting pay answer karne se Hamen Dar hota hai ki post delete Na kar di jaaye isiliye koshish Karenge apni old posting per Thanks aur jawab Is Tarah Ham Apne bonus ko increase kar sakte hain Forex forum Hum Sabke Liye Ek acchi opportunity hai isliye main isase fayda uthana chahie aur koshish Karni chahie ki Jyada Se Jyada mehnat Karke monthly bonus Jyada Hasil kiya jaaye
            • #7 Collapse

              Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

              G nahi dear contest me agar old threads par be comment kia jaye to per be es ka effect hamary bonus par nahi hota es ki waja contest key rule hey contest key rules me ye clearly mention hay key old thread par posting ka be bonus dia jata hay, agar other section me old threads par posting ki bat ki jaye to es ka be bonus mil sakta hay magar regular monthly bonus key posting section me old thread par posting ki jaye to members es ko es waja se es ko read aur thanks nahi karty key sab members ki koshish hoti hay key wo latest se latest threads me hi posting kary.
              • #8 Collapse

                Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

                ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar Ham form per kam karte Hain to hamen apne hisab se ismein experience ke sath reply dena aata hai hamen yah nahin dekhna hota kya hai ismein post purani hai yah new hai Ham ismein apne hisab se kam karte hain aur jitna Dada Ham ismein mehnat karte hain jitna jyada experience share karte hain use hisab se hamen bonus milta hai agar aap aur main yah Park form mein kaam karte hain to aapko pata hona chahie ki aapko ismein behtarin aur kavvali post ke hisab se bonus milta hai jitni aap ko ulti post karenge use hisab se aap ko bonus milega isliye aapko purani jo bhi post hai agar vah aapko uska answer pata hai to aapko uske bare mein batana chahie aur logon ko iske bare mein Rai Deni chahie aage kuchh logon ko usse fayda ho sake aur aapko bhi uska fayda hoga aapko ek achcha aur Mitra bonus milega isliye aap kisi bhi post per apna friend post kar sakte hain main aapko ek achcha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: kia old thread py comment krny say bonus py fark parta hai?

                  G nahi dear ye possible hi nahi hay old threads par be agar app bahot zeyda posting karty ho to app ko sab key sab posting ka hi mil sakta hay, contest key rule me ye bilkul be nahi hay key app posting siraf aur siraf new threads par kar sakty hey app ko old se old threads par be posting karna allow kia jata hay, contest ki yahi to khas bat hay, contest me bahot kam members threads create karty hey es waja se me samjta hon agar ham new key sath old threads par be zeyda posting work karen to hamy bahot zeyda bonus be mil sakta hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X