Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki
    ji Bhai main yah Janna chahta Hun ki jori trader f9rez mein kaam karta hai to uski sabse badi galti kya hoti hai jiski vajah se bolo uska behtar hai Ham galti karte Hain to isase hamen kya nuksan hota hai main Forex mein sabse badi galti ke bare mein Janna chahta hun
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

    Trading me kesi 1 mistake ya ghalti ki waja se loss nahi hoti aur na hi ham kesi 1 mistake ko loss ki waja samaj sakty hey ham se market analysis karny se le kar market me trade ko close karny tak bahot si ghaltiya ho sakti hay, main aur common mistakes ham jo be karty hey es ka hamy knowledge hona chaye, koch mistakes ham se anjany me ho sakty hey aur koch knowledge hony key bawajood be ham mistake kar lety hey, kesi be ghalti ko samll nahi samjna chaye aur har mistake hamary notice me hona chaye ta key per se ham apni ghalti ko repeat na kar saken.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

      OverTrading Loss ka sab se bara Reason:

      Forex trading business mein bohot sarey traders ki loss karne ki jo sab se bari wjha hoti hey woh ziada tar Over Trading hoti hey aur jo traders bhi is business mein over trading kartey hein woh kabhi bhi is business mein achi trha se kamiyab nahin ho saktey hein, Aur bohot sarey aisey traders bhi hein jinke pas acha knowledge & experience hota hey but uske bawajood bhi woh is mein over trading karne lag jatey hein jiski wjha se woh is business mein loss kar beththey hein aur jab hum is business mein over trading karne lag jatey hein to hamara jitna bhi Knowledge & experience hota hey woh sab ka sab fail ho jata hey isliye always be carefiull ho kar aur fully Confidence ke sath just Money Management ke sath hi trade karne wale traders is business mein kamiyab hotey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

        Dear agar dekha jaye to ais market mai her koi aisi ghalti kar deta hai jis ki waja se loss hota hai magar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ais market mai aisy kaam kary jis se agar ap ko loss ho to atna zayda na ho magar zayda log ais market mai lot bari lagaty hai jis ki waja se market aun k opposite jati hai aor aun ko ais mai kafi zayda loss hota hai aor aun ka account atna bara ni hota k aus loss ko bardast kar saky ais liay hum ko ais market mai agar kaam karna hai to hum ko ais market mai sirf atna hi risk lena chaye jitna humra account ho aor aus par hum aram se safe ho k kaam kar saky ais tarha hum ais market mai loss se bach sakty hai aor account growth kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

          Jald bazi her trader ki bahot bari ghalti hoti hai ky jab Bari lot sy trade open ho jati hai tou phir trade close kerny ka dil bhi nehi kerta aur ham phir aik ghalti ky sath dusri ghalti yeh kerty hain ky ham small loss main trade close kerna nehi chahty ky ab jo trade open ho gai hai tou market jab tak hamari favour main move nehi kerti tou ham trade close nehi kerain gy jab loss increase hoty hoty hamara account wash ho jata hai tab ham apni ghalti ko analysis kerty hain ky ham ny pehly tou trade open kerny main jaldi kerty ki bahot bari mistake ki ky bari lot sy fast moving market main trade open ker li then second mistake bhi yeh ki ky jab loss ho raha tha tou kuch loss main trade close ker leni chahiay thi ky small loss ko recover Kia ja sakta tha lekin trade close na kerny ki waja sy account wash ho gia tou hamain apni aesi mistakes sy her surat bachna hoga tab hamain forex market main trade kerty huey kuch profit hasil ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

            Trading krty wakt ham sy koi aik mistake ni hoti hamy mukhtlif wjohat sy loss hota hy ham forex m bot c mistakes krty han or sb sy bari mistake over trading hy ham over trading ki wja sy loss krty han khas kr new traders zyada mistakes krty han un k pas trading ki learning km hoti hy un k pas knowledge or experience ki kmi hoti hy is kmi ki wja sy b wo loss kr jaty han forex aik bot bara or behad profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is m ham apni mistakes ki wja sy loss krty han hamy chaiy k ham jb b trading karan anylyses ko study kr k or market k up down ko dakh kr smj hamy trade open krni chaiy hamy zyada sy zyada mehnat kr k apni mistakes ko dor krna chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

              Dear members mere zaati khyal mein Forex trading mein loss ki sab se bari wajah money management ko avoid karna hota Hai. Agar Ham apne total capital ko manage nahin karte aur bari lot size mein trade laga dete Hain to is Surat mein hamen bohat bara loss ho sakta hai. Jitne bhi professional trader Hain vah sab se pahle money management ko follow karte hain aur usi hisab se Lot place karte Hain lekin most of the trader is ko avoid karte hain aur bahut bara loss uthate Hain. Agar aap ne money management ki Hui Hai to kisi bhi situation mein aap come back kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

                Forex mai sub say barri ghalti koi nahi hoti kiyu kay forex trading business aisa business hai jiss mai her ghalti he barri hoti hai. Jab koi trader wrong entry ker ley, wrong lot size rakh ley, wrong pair select ker ley, jaldi trade close ker ley, jaldi trade open ker ley, zarurat say ziada trades aik waqt mai open ker ley. Aik lamvi list hai trader ki ghaltioo ki aur inn sub ghaltioo say loss he hota hai kiyu kay ghalti say business mai profits nahi hotay. Forex trading aik aisa business hai jiss mai traders ko loss for hota hai aur for tire pay account balance, equity aur free margins Kamm ho jatey hain. Agar ye baat zara achay tareekay say samjhi jaey tou traders ko trading krtay waqt aik feesad bhi Asia koi chance nahi laina chaiye jiss mai koi shak ho ya confusion ho. Jab traders iss Tarah kay chances laitay hain tou unka nateeja ziada ter ghalat he nikalta hai. Kiyu kay jab traders study aur analysis kay baghair koi trade kertay hain uss mai risk ziada hota hai aur forex mai risk laina theek nahi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

                  Trader ki sab sy bari wja ghalti ki agr kahen to koi ik khass to hy ni mgr major major ghalti koshish krty hain k discuwki jaen.
                  Money management sab sy pehly hmary smny hona chahye
                  Qn k sab sy main factor hi money ager account khali hy to ap ny phir trade kese lgani.
                  Us k bad hy. Trade risk to risk apni chadar ko dekh k len.
                  Us k bad ghlat wqt mn trade open kr lena or stoploss bhi set na krna.
                  Or ap lot size bri lga len to bhi loss ho jata istrha hmen achi trdae k liye ye chzen dekh k hi trade kren to loss sy bach sakty.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:trader ki sb sy bri galti loss krny ki

                    Dear friends jyadatar Logon ki loss Karne Ki Sabse Badi Bajaj Yahi hoti hai ki unke pass kam experience hota hai lekin Jab Har trader tabhi loss Karta Hai Jab Uske pass kam experience aur kam backup balance Ho Kyunki jyadatar trader cub balance lagakar training start kar dete hain aur FIR usmein Badi lot size use karte hain Kyunki Jitna Bada lot size Hoga utna hi jyada risk factor Hoga isliye risk factor ko kam Karen aur trading ka pahle Achcha experience Karen Jab aapke pass Achcha experience Hoga Na aap kam se kam lot size use Karen aur kaam leverage rakhen aur backup ke liye achha balance baccha bracket ab aap apne dost ko control kar sakte hain aur log sone ki Teesri Badi vajah yah hai ki log jyadatar lalas karte hain Kyunki lalach ki vajah se aapko Hamesha nuksan hi Hota Hai lalach Karte time badi badi trade open kar lete hain Jiski vajah se nuksan Hasil Hota Hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X