Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h
    ji Bhai main yah Janna chahta hun ki agar Ham trading kar rahe hain to Ham emotion ke sath trading karte Hain to hamen uska kya nuksan hota hai iska kya roll hai emotional ke sath hamen behtarin milati hai ya nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

    Emotional ho kar hamari trading performance kharab se kharab tar ho sakti hay, loss ko face karny ki himat trader me honi chaye aur trading experience ho ga to hi ham emotions ko be control karny me kamyab ho saken gey, jo traders emotions ko control nahi kar sakty un ko Forex business me trading bilkul be nahi karni chaye, ye business emotional hony waly traders key ley bahot hi zeyda dangerous hay, agar limited risk leya jaye ya trading goals ko set kar key trading ki jaye to ham kabi be trading me emotional nahi ho sakty magar ham zeyada profit earn karny ki hi khowahish karty hey aur bad me emotional be ham ho jaty hey ye bat ghalat hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

      Forex trading mein Emotional trading ke nuqsanat:

      Forex trading business mein agar bohot sarey traders ki fail hone ki wajha he to woh just aur just Emotional trading hi hey aur yeh business aisa he keh agar hum is mein thora bohot bhi wait karke is mein work kartey hein to hum is mein achi trha se kamiayb ho saktey hein aur agar hum is business mein emotional ho kar trading kartey hein to phir hum Greedy banne lag jatey hein aur yehi wajha hoti he keh greedy forex mein always loss hi kartey hein.
      Emotional trading ke sath sath hum Over trading karne lag jatey hein jo hamare liye ziada loss ka sabab banti hey isliye always hamen emotional trading se avoid karna chahiey aur jab bhi hum dekhen keh hamare emotions kafi high ho rahey hein to hamen market se kuch waqat keliye out hi ho jana chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

        Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko apny emotion par control karna ho ga kun k jo log jaldi emotional ho jaty hai wo ais market mai loss kar dety hai jaisy agar ap ais market mai aik trade lagaty hai aor ap ko aus par loss ho jata hai to ap emotional ho k bari lot lagaty hai aor aus loss ko recover karny k liay magar jab ap ais market mai trade lagaty hai to aus mai ap na to analysis karty hai aor na hi ap ais market mai jo trade lagaty hai aus mai ap stop loss lagaty hai ais tarha ap apny account par mazeed loss kar dety hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai apny emotion par control karna ho ga tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

          Trading main jab bhi hamain acha profit hasil hona shoru ho jata hai ya kisi trade main bara loss ho jata hai tou bhi ham emotional ho jaty hain ky pehly state main ky jab hamain acha profit hasil ho jata hai tou emotional is waja sy ho jaty hain ky forex market main trade kerty huey profit hasil kerna koi hamary liay bahot asan hai ky ham jo bhi trade open kerain gy hamain profit hi hasil hoga lekin jab ham real main aesa soch ker bari lots use kerty hain tou phir loss increase hota chala jata hai ky jab tak account wash na ho jaey second state yeh hai ky jab hamain forex market main trade kerty huey bara loss ho jata hai tou ham phir bhi emotional ho jaty hain ky forex market hamesha dhoka deti hai tou ham jo bhi trade open kerty hain tou market hamari aik trade ki waja sy reverse move kerna shoru ker deti hai ham phir account ko khud wash kerny ka sochna shoru ker dety hain tou emotions koi bhi hon hota hamain loss hi hai tou emotions ko jab ham control kerna seekh lety hain tou hamain phir acha profit bhi hasil hona shoru ho jata hai jo continue rehta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

            Forex mai emotion ka koi role ya jagah nahi hai. Business mai emotions say hamesha nuqsaan hota hai. Traders emotional ho kay sirf apna nuqsaan jertya Hain. Emotional situation Agar bann jaey tou traders ko khud pay qabu rakhna chaiye aur uss waqt trading ko kuch dair kay liye stop ker laina chaiye. Jab emotional situation kahtam ho jaey tab he dobara trading kerni chaiye. Traders emotional 2 traeekoo say hotay hain. Pehlay tou uss waqt hotay hain jab unhain tawaqoo say ziada profit achanak ho raha ho aur wo emotional ho jatey hain aur trade close kernay ki bajaey mazeed profit kay chakkar mai Parr jatey hain Dusri situation uss waqt banti hai jab trader ko ghair matwaqoo tire pay loss hona shuru ho jaey. Uss waqt bhi traders emotional ho jatey hain jiss ki wajah account wash hotay hain kiyu kay traders ko uss waqt samajh nahi aati kay trade chalnay Dain ya phir close ker dain. Emotional situation aur emotions dono he trading mai bohat khatatnaak role play kertay hain. Iss liye trading kertay huay emotions ko aik side pay rakhna chaiye kiyu kay iss Tarah wo apnay faislay kertay huay ziada samajhdaari aur calculations say kaam ker saktay hain. Emotions her learning aur knowledge ko ignore kerwa daitay hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

              forex main emeotion ka boht role hai q k jub hum apni trading main positive role ply karty hain tab hmain loss nahi hota hai jub k aghr mary emotion par cntrol nahi rakh paty hain or jald azi main hum s bsuines main kam karty hain tab hum kbhi bhi kamyab nahi ho paty hain tu apko chahye k ap apni trading main kbhi hi ayse trading na kare jis se hmain loss ho aksar tradors ko jub loss hota ai tab he wo verconfidence ho jaty hain or apny loss ko bardsaht nahi kar paty tab he wo apni trading main apny emotions par control nhai rakh skty tu apko chaye k apn emotions par contrl rakh kar kam karen apko kbhi bhi loss nahi hoga or hum apni trading main loss tab he bach skty hain jub humain apy emotions par cntrol rakhna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

                forex trading main emotion aik boht eaham point HIA jis ko hum apni trading main shamil karty hain forex trading main boht se tradors apny loss ko bardsaht nahi karty tab he wo apny emotions ko control hai rakh skty or jald bazai main apny loss ko recover karny ka sochty hain tab he un ko loss dobara ho jata hai es liyue apko aghr apni trading main kamyb hona chahty hain tu apko apny emotions par contrl rakhna hga jis se hmain loss hota hai pher wo nahi hota haui emoions ko he ap apni tdaing ain aghr bahtr traiky se bhi use kaen tab bhi ap ko zyda loss nahi hota ai jub ap sochy smjhy bgair he jald bazi main trading karrty hain tab he apko loss ho jaata hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:trading ma emotion ka rol kya h

                  Forex m emotional traders ki koi jga ni q k jb tk ham kisi kam m emotions ka istamal krty han tb tk hamy kbi profit hasil ni hota hmasha loss hi hota hy emotional traders hmasha confused ho kr trading krty han wo jb b koi trade open krty han jasy hi loss m jati hy to market ki wapsi ka intzar kiay bagar wo trade close kr lyty han or unan loss ho jata hy asy hi koi trade profit m jati hy to wo sochty han k wapis na ho jaiy is liay isy foran close kar dyty han emotional traders ki yahi nashani hoti hy k wo hr bt m jald bazi krty han hamy emotional ho kr kbi b trading ni krni chaiy emotions sy jitna ho sky bach kr trading karan tbi ham forex m acha kam kr skty han forex aik bot bara business hony ki wja sy zyada mehnat sy hi successful hota hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X