Mata trader 4 ky indicaters

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mata trader 4 ky indicaters
    Friends Mary khayal ma mata trader 4 ma Jo indicator hoty ha ager him log in ko follow kre gye to him logo ko ktna fida ho ga kaya mata trader 4 ky indicaters hmry leya help full subt ho skty ha kau ky mata trader 4 ek bhot hi Acha software ha jis ki waja sy him log bhot eassy sy trading krty ha kaya is ka him logo ko fida hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mata trader 4 ky indicaters

    Dear ap ko pata hai k ais meta trader mai bahot sary indicators hai jin ko hum use kar sakty hai aor ais market mai trade kar sakty hai hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai indicators kafi zayda help kar dety hai aus se hum ko ye faida hota jata hai k hum agar ais mai indicators use karty hai to aus se hum ko ais market mai achi trades mil jati hai aor ain ka faida ye hai k ais mai diffrent types k indicators hai jin se hum ais market mai achy analysis karny k liay help le sakty hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai indicators ka pata ho k ais mai kon sa indicator kaisy use karty hai aor aus mai hum ne period wagera kitna use karna hai aus k baad sahe indication deta hai.

    Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12325205
    • #3 Collapse

      Re: Mata trader 4 ky indicaters

      Metatrader 4 ke indicator:

      Meta trader 4 mein hamen different type ke indicator default setting mein diye jatey hein aur yeh hamen free mein diye jatey hein aur yeh jitne bhi indicator hein jo hamen metatrader ke sath miltey hein yeh sab ke sab bohot hi zabardast aur Most powerfull indicators hein aur yeh baqaida tor par jitne bhi forex experts hein unke test shuda aur World ke sab se no 1 indicators hein jo hamen yahan par free mein diye jatey hein aur iske ilawa baqi jitne bhi indicators hein jo keh kuch logon ne khud se create kiye hotey hein yeh sab ke sab fake hotey hein aur kabhi bhi in indicators ki tarah real work nahin kartey hein isliye hamen kabhi bhi metatrader ke ander ke indicators ke ialwa aur kisi bhi indicators par na belive karna chahiye aur na hi is mein work karna chahiye otherwise hum is mein totally fail hi hotey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Mata trader 4 ky indicaters

        MT 4 terminal me bahot se useful aur reliable indicators majood hoty hey jes se traders ko trend direction aur trend conformation key bary me useful signals mil sakty hey, MT 4 terminal key indicators section me har tarha key indicators hamy mil sakty hey jo trend ko identify be kar sakty hey aur trend ko 100% conform karny key bad signals be provide kar sakty hey, jo be indicator app ko terminal me nazar aye ga ye sab hi bahot useful aur good work karny waly indicator hi hoty hey, hamy demo account me terminal key har indicator ko use karny ka aur signals hasil karny ka experience hasil karna chaye.
        Click image for larger version

Name:	metatrader_4_en.jpg
Views:	2
Size:	184.3 کلوبائٹ
ID:	12325207
        Last edited by ; 23-11-2019, 10:46 PM.

        اب آن لائن

        Working...
        X