Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?
    Dear Members:

    Jab apki trade loss mein Close hoti hey aur apka Stop Loss hit hota hey to wohi time hota hey apke emotions ka keh aap apne sath kia react kartey hein. Apni apni raaye ka izhar karen keh Stop Loss hit hone ke bad hamara reaction kesa hona chahiye?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?

    Dear agar ap ais market mai analysis karty hai aor aus k baad ap ais market mai trade karty hai to ap ki koi trade loss mai close hoti hai to ap ko aus mai dekhna chaye k ap ais market mai jo trade laga rahy hai wo kis waja se sahe ni lagi mean ap ne jo analysis kiay hai aus mai aisi kon si ghalti ki hai jis ki waja se ap ko ais mai loss hoa hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko apni her trade ka result note karna chaye tab hi ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai zayda loss karty hai to ap ko apni trading strategy change karni chyae agar ap ka aik ya 2 stop loss hit ho jaty hai to atna zayda masla ni hai ap aram se apny analysis par kaam karty rahy aor profit banaty rahy apny account par.
    • #3 Collapse

      Re: Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?

      bhai jan jub hmain loss hota hai or hamari trdae loss main close ho jati hai tu hum sub ka reaction kuj acha nahi hota haiu or yah natural hota hai es liye hum jitna bh apna reaction acha de den hmain yah tu afsos lazmi hota ai k hmara account blance kam ho gya hai jo k aik boht dukh ki bat hoti hai or aghr hum yah dekhen tu hmain jub loss hota hai hmay reaction hony k bad yah sochna chahye k hmain ab es ko ecover kesy karna hai sub se pahly hmain loss hony ki wjah ko talash karna chahye jub hum loss hony ki wjah dekh lety hain per osi par sub se pahly foocus krna chhahe os k bad apny trdaig ko soch smjh kar karni chahhye ta k hmain dobara loss na hony pay o hum jub planning kar k loss ko recover karen ta he recover kar skty hain warna hmain pher loss ho jata hai tu apny reaction k bad acha kam karen zyda kam khrab kar k nahi kanrna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?

        ji mere Bhai aapane bahut achcha Kiya aap is market mein vandalise karte hain aur iske bad is market mein trade karte Hain to aap ki koi trade laws main close hoti hai to aapko usmein dekhna chahie KR market per trade ja rahe hain vah kis vajah se aapki sahi nahin lagi aur kis tarah aapko loss hua hai aapko apni mistakes ko follow karna chahie ismein tension lene ki koi baat nahin hai iska Shroff ki agali trade per bilkul nahin hona chahie balki aap jab aap agali trailer Gaye to aap kaise hain main yah nahin hona chahie ki mujhe ismein loss hoga full confidence ke sath aur ismein lost hote rahte hain lekin ek successful trader hamesha sab baton ko bhul Kar full confidence ke sath market ko analyse karte hue aur apni mistake se sikhate hue agali der lagata hai to aapko bhi aisa karna chahie aur aapko ek satrajani banani chahie jisse aap agali trade pata kar saken aur ismein daily basis per market ko analyse Karen aur jyada se jyada time spend Karen Taki aap successful trader Ban sake
        • #5 Collapse

          Re: Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?

          agar stop loss hit ho jaye ya hamara order running position me loss me ho to hamara reaction normal hi hona chaye, emotions se bachny ki koshish karni chaye aur pressure key sath trading karny ki be koshish nahi karni chaye, loss hony se pressure mazeed increase ho sakta hay magar hamari har mumken koshish pressure ko release karny ki honi chaye agar ham loss ko face kar key normal position me trading ki planing karen gey to hamara reaction be normal hi ho ga aur kesi be kisam ki trading me loss ki tension hamy nahi ho gi.
          • #6 Collapse

            Re: Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?

            jab bhi ap ko forex main loss ho ya ap ko profit ho tu ap ka reaction same he hona chaheya ya ap ko ziada over khush hona chaheay aur na he ap ko ziada loss hony pay preshan hona chaheay es ka fiada yeh hota hai ky ap forex main emtions say bach jaty hain jiss ki waja say ap ko profit aur loss dono sorat main apna reaction aik jesa he rakhna parta hai aur ap ko forex main es ka bohut ziada faida ho ga kyon ky ju professional trader hoty hain wo es chez ko samjhty hain es lea ap ka aur ham sab ka reaction bilkul aik jesa hona chaheay phir he ham forex main aik normal trader ky tor par kam kar sakty hain aur success ho kar earn kar skaty hain forex main earn karna koi asan kam nahi hain pehly ap ko har logic ko samjhna parta hai aur logic ky sath he kam karna parta hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trade loss mein close hone par konsa reaction hona chahiye?

              Trading kertay huay jab trader ko loss hota hai tou mukhtalif reactions hotay hain. Jo traders achi Tarah seekh kay trading kertay hain unka reaction ye hota hai kay ye loss kaisay hogaya aur wo trade loss mai Janey kay baad sub say reasons dhundnay ki he koshish kertay hain. Issi Tarah jab new traders ko loss hota hai tou wo ziada react nahi kertay kiyu kay unhain itna experience nahi hota aur wo ziada ter wrong entry say loss ker laiatay hain. Jo tradersoss honay pay emotional ho jatey hain unhain ziada problem face kernay partay hain kiyu kay wo loss ko accept he nahi kertay aur iss Tarah unhain apni ghaltioo ka pata nahi Chalta aur wo correct bhi nahi hoti jis kay nateejay mai woh dobara usi qisam ki ghalti ker laitay hain.

              Iss liye forex ko business samajhna chaiye aur ye pata hkna chaiye kay business mai loss aur profits dono hotay rehtay hain. Iss liye na tou profit pay emotional hona chaiye aur na he loss pay emotionally react Lena chaiye. Jo traders apnay emotions pay acha control rakhtay hain woh trading business mai bohat jaldi aur bohat ziada kaamyabi haasil kertay hain

              اب آن لائن

              Working...
              X