jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...
    Forex trading business profitable business Hai Magar Sath Sath Kafi risky business bhi hai sometime Hamen Forex trading business mein galat trade Lagane Ki vajah se loose ka Samna bhi karna padta hai aur due to lack of knowledge or experience bill loss ka Samna karna padta hai isiliye Hamen chahie ki Ham Forex form Mein Apne dusre traders ke sath Apne loss ke experience ko bhi share karna bahut jaruri hai Taki dusre traders same Galti na Karen aur koshish karen ke direct Apne knowledge or experience ko increase karne ki koshish karen aur exact profitable trade select karne mein help Ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

    Forex trading business mai jo traders iss Baat ko admit ker laitay hain kay iss business mai profit kay saath loss bhi hota hai unhain iss Baat ka andaza bhi hota hai kay ye loss sirf unki nahi hota bulkay taqreebun her trader he iss situation say guzarta hai. Iss liye Agar loss Wali trade kay barey mai forum pay discuss ker Lia jaey tou bohat behtar hai. Kiyu kay iss Tarah next time kay liye sub traders bahtreen planning ker sakta hain jiss say loss ko Kamm ya khatam bhi kia jaa sakta hai.

    Forex trading ho ya forex forum ho yaha sub he aik dusray ki help aur mashwaroo say kaam kertay hain aur issi liye forex trading community online mai sub say strong community count hoti hai kiyu kay sirf forex aik aisa online business hai jiss mai sub ko pata hai kay aik dusray ki madad kernay say sub ko faida hoga. Loss ki wajhuhaat bhi share kerna bhi bohat zaruri hota hai takay iss say faida ho aur acha mashwara bhi mill jaey takay dobara koi ghalti nahi ho aur loss bhi nahi ho
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

      Forex ik essa online business hy jahan profit bhi hy to us k sath sath loss bhi hy.
      Loss qn hota hy us k pichy kiya wja hoti jis wja sy loss hova us ko findout krna chahye.
      Jab ap us ghalti ki wja tak ponch jaty to actually ap win kr lety qn k next life mn apko ik experience mil jata k is tarha karny ka nateeja kiya hoga.
      To jo log apni mistak sy sikhtu boht khoob mgr jo loh dosron ki ghalti sy sikh k khud ghalti sy bachtu woi kamyab hoty hain. Isi lie hamen chahye k apny friends ko bhi apni ghltyan share kren ta k wo ese ghalti kar k loss na kr bethen. To ye ik boht hi good habit hy.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

        Loss ke bari reason
        Trading Mein loss Ki Sab se Bari wajah Mere zaati experience ke hisab se ya hoti hai ki Jab ham, Apne account mein money management Nahin Karte aur start Mein hi trend ko judge kiye bagair Bari lot size Laga Dete Hain. Is se aisa hota hai ki Ham Apne account ko Dobara se recover bhi nahin kar sakte Kyunki Humne already bahut bari Lot sizeLagai hui hai aur hamare pass koi spare balance nahin Hota. Ek baat agar aap zehan nasheen kar len to aap ko loss mein Kami ho sakti hai wah bhi yah ki aap Jab Bhi trading karne lage To Apne total capital ke hisab se 1 3rd ki trade place Karen is se zyada lot size aap Place na Karen. Agar aap sirf is aik point Ko follow Karen ge to aap ko trading Mein Loss kam aae ga or profit zyada. Trading ko Hamesha professional tarike se deal Karen ge to yah aap ke liye profit Ka bais Bane gi.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

          Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye dekhna hota hai k hum agar ais market mai kaam karty waqat kisi waja se loss kar lety hai to hum ko aus mai ye pata ho k hum ne ais market mai loss kis waja se kia hai agar hum ais market mai risk soch samjh k agar risk lety hai to aus se humra account safe rehta hai agar ap ne ais market mai loss se bachna hai to ap ko ais mai money management k hisab se kaam karna chyae aor sath ap ye remind kar ley k ap ne ais market mai kis waja se phly loss kia hai aus k baad ap ais market mai trade kary aisy hi agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais mai sab doston ko batana chaye k hum ais mai loss kis waja se karty hai aor kaisy bach sakty hai loss se.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

            jo traders is business mein real work kartey hein aur sab logon ke sath mukhlis hotey hein woh apni mistakes ko bhi sab ke sath share kartey hein kioun keh agar apko loss hota hey to us mein aap hi ki kahin na kahin par mistakes ki wjha se hi apko loss hota hey is wjha se hamen apne loss ko bhi apne doston mein share karna chahiye takeh jitne bhi new traders is business mein atey hein unhen bhi pata chale keh experience traders kis trha is business mein loss kartey hein aur phir kis trha se woh apne Loss ko Manage kartey hein bohot sarey jo traders is business mein atey hein aur jese hi unhen is mein loss hota he to woh is business mein greedy banne lag jatey hein aur apne loss ko recover karne keliye woh apne emotions ko control nahin kar patey hein aur is mein ziada se ziada loss kar jatey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

              Loss ke sub sy bari waja ye hy kh hum lig money managment ka na hona r market ka proper abalysis ka na hona r forex trading mn alot size trading kerna r jissy ziada loss ka samna kerna prta hy.main chez lalach ka kerna .jab ap logo ko loss hota hy to uske reasons 2sru sy share kerni chahye tahkeh junior ko bh help ho jy.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

                Ji aapki baat bilkul theek hai agar aapko loss hota hai to aap ko share karna chahie Kyunki Jab aapko loss hota hai to Uske jajbe ko aap Agar Logon ke sath share karen to aap loss next Ban sakte hain aur dusre log bhi Usi Galti ko dohrane Se Ban sakte hain isliye apni galtiyon ko bhi form Mein share Karen Taki Sare Logon galtiyo Se Dur Rahen aur koi nai vi ke sath kam Kare aur Market ko analyse karte hue aur acche indicators ka istemal karte hue kam Karen Kyunki Forex trading Aisa business hai Jisme agar aap jaldbaji karte hain to aap Hamesha nuksan uthate Hain isliye Jyada Se Jyada hard work Karen mehnat Karen Taki aapko Achcha aur vistar experience ho sake aur aap Kamyab earning kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

                  dear bhai hume is main apni mistake ki waja se lose hota hai agr hum is main acha work krein gey is main acha knowledge hasil kr k kam krein gey tu hum is business se asani se faida hasil kr sakte hein hume is main daily kam krne k liye daily forum ko time dena parta ha agr hum is main daily earning krne k liye daily chota target select krna hota ha agr hum is main big taregt select krein gey tu phtr hume is main lose hi hona ha menat krein gey tu menat se hi hum is main kameyab ho sakte hein small balanse hi a is main acha trader be ban sakte heina chi earning ap achi menat se hi kr sakte hein hume is main daily samjdari se work krna hota ha daily is main ap rule ko fallow kr k kam krein
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

                    Forex forum me loss ka expernice aur es se bachny key useful tips share karny bahot zarori hey, hamari koi be mistake small nahi hoti aur na hi es ko ghir zarori learning key ley samjna chaye, Senior traders agar apna loss ka experience share karty hey to es ka faida new traders ko hi nahi khud traders es es waja se ho jata hay key us key thread me jes me us ne loss ka experience share kia hota hay other traders us ko acha mashwara be de sakty hey aur us ki mistake ko remove karny key bary me useful information be de sakty hey mery khayal me ham sab ko knowledge key sath apny loss ko experience be share karna chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

                      ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha agar aap forex mein kam ki nahin to aapko kisi vajah se usmein ho jata hai yah aapki mistakes ki vajah se aapko usmein profit nahin hota ban gaya aapka account close mein chala jata hai to aap ko chahie ki agar aap form per post kar rahe hain ya kisi ke question ka reply de rahe hain to aapko chahie uske bare mein bataya ki aapko loss ki vajah kya bani aur aapane kis tarah Kiya aur takat aane wale ho raha hai aur vo isme fayda hua hasil Karen isiliye unko bhi iske bare mein agar aapke pass to aana chahie aapko kis tarah kam karna chahieaur kis tarah forex make achcha profit hasil kar sakte hain aapko tamam halat ke bare mein batana chahie aur agar aapka loss hota hai to aapko uske bare mein batana chahie ke kisse mistake uski vajah se aapko 972 ke vah Knight riders mewa mistakes na Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: loss ki waja bhi share karni chahye...

                        Ap ki bt bilkal durst hy forex aik bot bara or profitable business hony k sath sath aik risky business b hy ham jo b kam krty han us m hamy profit or loss dono ka samna krna prta hy profit or loss hmari zindgi ka hisa han hamy trading krty hoay b kbi kbi loss ho jata hy ham chahy ktny hi expert trader q na hon hamy kahin na kahin loss ka samna krna prta hy hmary loss ki wja ye b hoti hy k ham sy koi galt trade open ho jati hy forex aik difficult business b hy is liay hamy is m soch smj kr or smjdari k sath kam krna chaiy jb b koi trade open karan us sy pehly anylyses ko achy sy study kr lyna chaiy ta k ham jo b trade open karan wo hamy acha profit frahm kry

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X