Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?
    Dear jab hum ne ais market mai analysis karny ho to aus mai hum ko kai dekhna chyae k market running ho ya weekend par jab market close ho aus time analysis karny chyae ais market mai hum kis time analysis kary jis time hum ais market mai zayda profit bana sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai agar koi ais k bary mai batna chaye to kindly bataye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

    Dear market ka technical analysis karny ka be fix time nahi hota aur fundamental analysis ka be, daily base par news updates hasil karna be zarori hay aur technical base par market ko samjna be zarori hay, agar app ye samjty ho key koi fix time market analysis karny ka hay to app ghalti par ho, market news se kesi be time idea leya ja sakta hay aur esi tarha price action study key base par technical analysis ka be fix time nahi hona chaye kesi be time market ka jaiza signals se leya ja sakta hay, market analysis karny me app azaad hoty hey app market analysis work kesi be time kar sakty ho.
    • #3 Collapse

      Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

      Analysis ka Best Time:

      Analysis hamesha us waqat karne chahiye jab aap bilkul relax hon aur apka jo mind ho woh fully active ho aur iske liye jo ziada tar best time hota hey woh Subha ka hota hey hum jese hi Subha sawere uthtey hein aur namaz parh kar agar hum Analysis karne bethen to us waqat hamara mind bohot hi ziada active hota hey aur us time hum is mein ziada achi trha se work kar saktey hein kioun keh Subha savere ke time market fully rest mein hoti hey aur Movement bhi kuch khas nahin hoti hey Market mein hum asani ke sath us waqat analysis karke purey din keliye aik achi aur strong trade find kar saktey hain aur apne pending orders laga kar Market se achi income hasil kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

        market main hum apni marsi se kam kr sakte hein is main agr hume kameyab hona hai tu os k liye hume is main daily menat krni hoti ha is main jab hum trading krne lagte hein tu ose phaly hume market k achi tra analysis kr lene chaiye kew k is main ap jitna acha analysis krein gey is main hum jitna acha market ka knowledge hasil krein gey utni hi jaldi hum is buisness se success be hasil kr sakte hein hume is main daily acha work krna chaiye daily is main menat krni hoti hai acha work kr k hi ap is main eik achy ur success full trader ban sakte hein hume demo account main soch samj k work krna hota tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krna lazmi ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

          forex main analysis karny ka best time din 12 bjy ky bad shuru hota hai ap nay aksar yeh bat note ki ho ge ky market main fast movement ess time say shuru ho jati hai aur ager forex main taizi move ho gee tab he koi strategy ap ko signal day ge faraz karain ap ager trend line use kar rahy hain tu ap ki trend libne ka breakout kabhi bhi subha ky time nahi ho ga wo hamesha tab hota hai jab market main ziada move ho rahi ho tab he ap ky analysis kamyab hoty hain kyon ky tab he ap ko breakout milty hain iss lea ap ko forex market main breakout bhi tab he milty hain jab ap ki market fast chal rahi hoti hai aur analysis bhi tab he hoty hain is lea ap ko tab he trade karni chaheay jab ap ko forex main achi movement mily tab he trade wining ky chanses ziaada hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya lekin main aapko batata chalun ke market mein analyse karne ke liye koi accha time nahin hai aap jis vyakti chahe market ka analyse kar sakte hain kyunki Forex ek aisa business hai joki pura week chalta hai sirf 2 din Saturday Sunday off hota hai aap ine do din ke alava time is coinmarketcap analyse kar sakte hain jitna market canalize karenge utnautna hi behtar tarike se aap iski bargad ka samjhenge utna hi aapas mein Chad kar sakenge kar aapas mein kamyab hona hai to aapko daily basis per iski market karnal ise karna hoga time chahe Jo bhi Ho lekin aapko iske bare mein Janna hoga ismein jyada se jyada experience Lena hoga kyunki jitna Radha aapke pass experience hoga jitna Dada aap iski market penalized karenge utna hi achcha ismein profit kar sakenge aur ek acchi
            • #7 Collapse

              Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

              bhai jan mere khayal forex market main analysis karny ka koi bhi time nahi hota ha ap jab bhi chain forex main analysis akr sakty hain kyon ky forex market tu 24 hour bhi open hoti hai aur ap analysis ko weekend pay bhi kar sakty hain main tu ap ko yehi advice doun ga ky ap weekend pay apne analysi akrain aur phir usi plan ky tehat ap next week kam karain iss ka faida yeh ho ga ky market main ap ko analysis karny ki zrorat nahi ho gee aur iss say ap ka time bhi bach jay jis say ap forum ko utna he acha time day akr apna bonus ko increase kar sakty hain iss lea apne analysis ko free tiem main karain ta ky ap ka time zaya na ho balky ap advanced he forex main analysis kar ky rakhain aur apna time zaya hony say bachain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Market mai analysis k liay sab se acha time kon sa hai?

                Market ka analysis Agar trader nay khud kerna hai tou uss ka best time wohi hai jab woh trading kerna chah raha ho aur khud trading ko monitor bhi ker raha ho. Jiss mai ye baat tou yaqeenun sub say pehlay zaruri hai kay week end nahi ho kiyu kay weekend pay market close hoti hai aur prices closing time pay freeze ho jaati hai. Jab market open hoto trader ko pehlay tou yeh select ker laina chaiye kay kiss pair ya commodity pay trading kerni hai uss kay baad uss pair ya commodity ka chart open ker kay uss ki movement ko monitor kerna chaiye. Market mai chart pay movement ko analysis kay liye monitor kerna hoto pehlay M1 aur M5 pay current movement ko observe karain uss kay baad pattern pay focus ker kay M15 aur M30 time frames mai movement chart daikhain aur analyze kerain kay trend Kia bann raha aur price mai up aur down kaha tak fluctuations hai. Support aur resistance kaha bann rahi hai. Is Tarah achi trade open kernay ka moqa mill Jata hai

                اب آن لائن

                Working...
                X