Liquidity Providors kon hotey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Liquidity Providors kon hotey hein?
    Dear Members..

    Mera Sawal yeh he keh Forex mn Liquidity providers ka mne bohot suna hey yeh kon hotey hein aur inka konsa Role hota hey?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Liquidity Providors kon hotey hein?

    Liquidity providers big investors key big lot key trades hoty hey market ki movement important news key base par be teez ho sakti hay aur possible hay key big movement be ho jaye aur ye be possible hay key agar buyers market me bahot zeyda lot size key sath entry kar lety hey to market me per be big movement hi ho sakti hay, market ka agar news key base par jaiza leya jaye ya technical base par to hamy advance me signals buy ka ya sell ka mil sakta hay ye 1 advantage hota hay jes se faida utana chaye, market me liquidity providers se related information be hamy news se hi mil sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Liquidity Providors kon hotey hein?

      Dear jaisy ap ne baat ki hai liquidity providers ki to ais market mai agar ap account banaty hai to wo broker ap ko leverage deta hai aus k liay aus k sath kuch banks hoty hai jin ka bahot sara paisa reserve hota hai broker k sath agar ap ais market mai kam investment par bari lot lagaty hai to aus par ap ko jo profit hota hai wo ap ko market se milta hai magar ais market mai bari lot lagany k liay ap ko ais mai ye dekhna hota hai k ais market mai ap leverage use ni karty hai to ais mai ap k pass bahot sara account balance hona chaye tab hi ap ais market mai trade kar sakty hai jo bank apna paisa rakhwaty hai wo ais mai se profit lety hai aor aun ka paisa bhi safe rehta hai broker k pass jab chaye wapis le sakty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X