jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rakhn..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rakhn..
    Trading mai sary he log profit earning karny ke liye aatay han aur har aik trader yaqeeni toor per profit hasil karny ke liye trading karta hai.
    iss liye aksar trader jab tade open karty hain tu inkay maind mai iss say hasil hony wala possible profit zaroor hota hai aur traders possiabel profit kko earn karny ke liye trade b oopen karty hain.
    lakin trading mai tu profit aur loss dono sath he chalty hain iss liye traders ka liye yeh bara zaroori ho jata hai ke woh possible loss kay baray mai b sochy aur iss ke b planning zaroor honi chaiye aur Jis trah say possible profit ko mind mai rakhty hain iss trah say possible loss ko b mind mai rakhin tu trading kafi best ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

    Ye aik bohat achi approach hai kay profit kay saath saath Los ko bhi mind mai rakhta ajey aur trader ko pata ho kay uska account aur account balance kitnay loss tak sustain ker sakta hai. Mairay khayaal say tou control mai rakhna he loss ko chaiye kiyu kay loss he balance aur capital ko khatam kerta hai jiss say account weak hota hai, equity aur margins weak hotay hain. Jab equity aur margins weak hotay hain tab account wash honay kay chances bohat ziada barh jatey hain. Jab trader profit kay liye planning kerta Hai tou usay saath saath loss kay liye bhi plan kerna chaiye kay kitnay loss tak kaha aur kitnay lot size kay saath trade kerni hai aur kiss waqt kitnay balance pay plan b pay switch kerna hai. Bohat Kamm traders inn baato ka khayaal rakhtay hain aur isi wajah say wo expert traders bhi kehlata hain. Aam average trader aur expert trader mai yehi aik difference hota hai kay average trader inn baato ka khayaal nahi rakhta aur account balance ki kammi ka shikaar rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

      Forex business mein jo bhi trader trading keliye atey hein woh ziada tar apne mind mein profit hi rakhtey hein aur woh loss ko to mind mein rakhne ki bajaye accept karna bhi munasib nahin samhtey hein aur yehi wajha hoti he keh phir jab is business mein unhen loss ho jata hey thora bohot to woh is mein Emotional ho jatey hein aur phir Over trading karne lag jatey hein isliye is business mein aney se pehle apko profit ke sath sath loss ko bhi mind mein rakhna hota hey aur aisa nahin hota hey keh apko just profit hi ho apko is business mein loss aur profit dono hi hotey hein aur Jis trha aap profit ko accept kartey hein usy trha se hi apko loss ko bhi accept karna chahiye tab hi aap is mein kamiyab ho saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

        Abhijeet Saran price 1 Din kamaliya pass ka history dekhna Chahte 10 Din Ka iska matlab 10 din ke liye to aapke pass 40 Aisa Hai Har Ek Din Ka 4 4 price ab Har Ek Din Ka 4 price to usko aap kitne baje 10 din ke liye Dekh Rahe to aapke pass total 40 price a Jaenge 40 23 ko ek tarike Se Kaise likha Jayega ab Socho ki last 10 days ka Tahsil karna chahte ho jana chahte ho isko ekadam shot Karke present Karne Ka Tarika
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

          Trader ko samajhna chahie ki market hamesha dono taraf move kar sakti hai us mein hamen profit bhi a sakta hai aur loss mein bhi ja sakte. Is cheaz ko madhya nazar rakh kar aap ne trading Karni hoti hai hamesha trading predictions aur possibilities per relay karti Hai. Lekin hamen apne zehanat ke sath ek possible profit and loss ko madhya nazar rakhna hota Hai is calculation ko risk and reward ratio bhi kaha jata hai. Jab Ham is calculation ko apne zehan mein rakh kar tradevplace karen ge to hamen tamam possibilities nazar aane lag jaayen gi aur ham log loss se zyada pareshan nahin hon ge is liye aik professional trader banne ke liye aap trading ki tamam possibilities ko apne zahan mein rakhkar trading Kiya Karen.
          Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	40.6 کلوبائٹ
ID:	12325187
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main hmain jahan profit hota hai whan lsoss bhi hota hai es liye hain chahye k hum agr trdaing main proit ko mind main rakhty hain tu hmain loss ko bhi mind main rakh kar trading karni chahye q k hmain kub loss ho jay hmain pta bhi nahi hlta ai or ju hum apny mind main loss ko bhi rakh kar kam karengy tu apko loss hony par dukh nahi ho ga jitna apko loss ko sochy sjhy bagir face krna parhta hai
            forex main jahan hmain profit hota haiu wahan loss hona bhi aik yakini amal hai or hum apni trdaing ko bhi bahr ta he karty hain jub hmain aik yah do bar loss ho jay tu hmain loss ko face karny bad apni trading ko bahtr se bahtr karny ki kosish karni chaye ta k hmain hmari trading main loss hony k chnaces kam se akm hoty hain or hmain hmari trading main ach aprofit bhi mil jata hai tu kbhi bhi forrx main ayse kam na karen jis se apko loss ho tu ap apny los se fed up ho kar apni trdaing ko he chor den positive rah kar kam karen forex main
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

              G han bilkul jetna ham profit target ko mind me rakty hey etny hi limit ka loss be hamary mind me hona chaye, jetny profit earn karny ka ham ne socha hota hay risk management agar ki be jaye per be ye possible loss ka be sochna chaye, ye hakeeqat hay key agar ham ne 100$ profit ka target raka hota hay to etna hi hamy market me loss be ho sakta hay, sab se best strategy jo mery mind me hay wo ye hay key agar ham 100$ daily profit ka 1 target rakty hey to minimum loss ka target 40$ ka rakna chaye 40$ loss par stop loss set karna sab se achi trading plan ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

                G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum jab ais market mai aik dafa analysis karty hai to aus time hum ko ais market mai sab se phly ye dekhna hai k hum jo trade lagany lagy hai aus par hum ko profit kitna hona hai aor ais mai humra stop loss kitna hai aus k hisab se hum jab ais market mai lot select karty hai to aus se hum ko pata chal jata hai k humry account k hisab se agar ais trade par loss hoa to kitny % ho ga aus se hum ais market mai asani se kaam kar k acha profit bana sakty hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna chaye tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai ap ko her lehaz se soch k trade lagani chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai aor ap kamyab ho jaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

                  Forex trading business Mein Ham profit ke sath sath loss ko bhi handle karte hain isiliye Hamen trade Lagate Hue profit ke sath sath Apne mind Mein loss ko bhi set Karke Rakhna chahie market ka analysis Hamen behtarin profit aur loss ka margin set karne mein madad deta hai Business mein profit ke sath sath loss bhi hota rahata hai isiliye Agar Ham profit ke sath sath loss Ko Bhi Apne mind mein rakhen aur loss se bachne ki puri koshish karte hue profitable trade select Karen tab hi Ham Kamyab ho sakte hain incase again loss Ho Jaaye To Hamen recover karna Aana chahie Ham Jitna easily loss ko recover kar sakte hain Agar Ham kar sake To Ham easily profitable trade the 12 lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain Ek Kamyab trader Hamesha Apne profit aur loss ko confidence se face karta hai aur koshish Karta Hai Ki Kisi bhi situation Mein Apna hope na chore is tafha trading bohat best ha...
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

                    Ah agr hm tarde lagatee Hai tu asee time hm ko e be apne mind Mai rakna chahee Hai ke aske sat loss ko be mind Mai hona chahee kunkee agr aap trade lagatee Hai tu zaror ya Napa hoga ya nuqsana tu aslee jb b trade lagatee hvee e zaror mind Mai rakee ke loss b hoga.. Tu per aap easy hogy kunkee ke aap kee mind Mai pihlee se mojod hoga aor already aap ke mind Mai knowledge hoga..
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

                      Asalam o alikum friend ap ki bt bilkal durst hy hr trader isi liay forex join krta hy k forex aik bot bara or profitable business hy or hr trader is sy profit hasil krny k liay hi forex join krta hy hr trader sochta hy k forex aik easy business hy or wo jaty sath hi is m sirf or sirf profit hasil Kar k jaldi sy ameer ban jaiy ga traders profit ko to zahn m rakhty han mgr loss ko sochty b ni yahi wja hoti hy k jb unan trading m loss hota hy to wo ghbra jaty han or confused ho kr trading kr k apna account wash kr dyty han forex jb k aik difficult or risky business b hy is m hamy profit hasil krny k liay zyada mehnat ki zarort hoti hy hamy forex m profit or loss dono ka samna krna prta hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: possible profit ko mind ma rkhty hai is trh possible loss ko b mind ma rak

                        ji bhai mere aapane bilkul theek kaha agar Ham Forex mein kaam karte Hain to hamen yah baten jaan leni chahie ki ismein hamen loss bhi ho sakta hai profit bhi yah donon taraf ho sakta hai isliye hamen sirf profit tuhi juhar mein nahin rakhna chahie balki loss kabhi rakhna chahie kyunki yah bhi Forex trading ka hissa hai aur isase hamen Dil chhota nahin karna chahie agar aapka loss bhi ho jata hai to aapko positive mind ke sath is accept karna chahie aur yad rakhenge is mistakes gogali trading main adhura hai mere hisab se agar aapke pass experience hai to aapke pass profit hi hoga jitna jyada of excellence again karenge knowledge ke sath trade lagaenge utna hi aap baithe ismein profit and karenge isiliye Forex mein sabse jyada jaruri hai ki aapke pass experience hona chahie jitna jyada experience hoga aur jitna dam dam account per work karke aaenge utna hi am real account per ismein profit hasil karenge isiliye aapko donon chijen set rakhni chahie care take profit aur stop loss kaise istemal karna chahie Taki aap jyada logon se Ban sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X