Fundamental analysis kiya hen??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis kiya hen??
    Asslam o alaikum members. Mn ap sy pochna chahta hon k fundamental analysis kisko kehty .fundamental analysis kis tarha kiye jaty. Kon kon sy tools fundamental analysis mn istmal hoty apni apni raye den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis kiya hen??

    Fundamental Analysis kia hein:

    Fundamental analysis mein hum Market ko Economic, Social, and Political effects jo purey world mein arahey hotey hein us ke zariye se hum Market ke analysis kartey hein aur uske liye hum news ka sahara lete hein jo traders fundamental analysis par work kartey hein woh News trading ziada kartey hein aur jese hi Market mein koi news aney lagti hey to woh us news ko achi trha se read kartey hein aur phir us par analysis karke us mein trade kartey hein,
    News trading karne wale traders har Country ke Economic ke barey mein mukamal jankari rakhtey hein aur us mein har kisam ki update woh lete rehtey hein aur is trha se woh achi trha se jab Economic Data ko read kar lete hein to phir woh news ke time hi trade lagatey hein jis se unhen kafi ziada faida hota hey aur aisey traders kafi ziada successful traders hotey hein jo Economic traders hotey hein.

    Click image for larger version

Name:	fundamental analysis.png
Views:	6
Size:	67.5 کلوبائٹ
ID:	12325183,
    Click image for larger version

Name:	fundamental 2.png
Views:	6
Size:	33.0 کلوبائٹ
ID:	12325184
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis kiya hen??

      Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading Mein daily 7 trillion dollars ki trading ke Jaati Hai Yahi vajah Hai Ke Forex trading day by day sabse bada business Banta ja raha hai aur Iske popularity Mein Hota ja raha hai
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis kiya hen??

        Fundamental analysis.
        Fundamental analysis se Murad yah hoti hai ki aise news Jo economic calender se Link hoti Hain yani trading related news, bank sector news, GDP of different countries, war and terror, unemployeement rates and many many other economic related news and meetings. Tamam countries ka only aik economic calendar banaya jata hai jis me important meetings and issues ko study Kiya jata hai aur un meeting ki timing bhi hoti Hai jo ke trader ko trade karne se pahle read Karni hoti hain. Dear members agar aap trading mein kamyabi chahte Hain to technical analysis ke sath fundamental analysis ko bhi zarur follow Karen tabhi aap ek kamyab trade kar sakte hain. Fundamental effect rapid aur sharp hote hain jis ki vajah se market bahut jald up and down Kar jaati Hai aur yah ek bahut acha source hota Ha earning ke liye.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis kiya hen??

          Fundamental analysis

          Market ka Fundamental analysis news events se aur country ki economy se financial helth ko determine kia jata hay, Forex market par news high impact hoty hey es se Forex market me majood currencies price key values key increase hony ya decrease hony ka andaza lagaya jata hay, Fundamental analysis se 1 tarha se market ki next movement, slow movement ya fast movement ka andaza ho sakta hay, har news be market par high impact nahi kar sakti koch news esi hoti hey jes se clearly ye andaza ho jata hay key market ki financial health kesi hay.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis kiya hen??

            Dear ais market mai ap ne dekha hai k hum agar currency k bary mai study kary aor aus ka koi event aa raha ho to aus ko dekh k ais event mai ais currency ne strong hona hai ya weak hona hai aus k baad hum ko ais market mai trade karni hoti hai agar hum ais market mai kisi currency par trade karna chaty hai to aus k bary mai study kary aor aus k baad hum ye decide karty hai k ais currency ko buy kary ya sell kary aus k baad hum ais market mai profit bana sakty hai aisy hi hum agar ais market mai chart ko dekh k kaam karty hai to ais market mai technical analysis kehty hai ais market mai ap ne jab fundamental analysis par kaam karna hai to hum ko ais market mai chart ni dekhna parta bas currency k bary mai study karni hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis kiya hen??

              Forex trading main success hasil karnay main analysis ka bohat eham kirdar hay koi bhi trade aisi nahi ho sakti jes main nalysis kiay baghair ki kamyabi hasil ho gai ho yehni Forex trading main kamyabi kay liay traders analysis zaror kartay hain en analysis kay hisab say hi trading kar kay achi earning kartay hain. Aam tor par Forex main three types kay analysis kiay jatay hain.
              1: Technical Analysis
              2: Sentimental Analysis
              3: Fundamental Analysis

              Yahan ham Fundamental Analysis ki bat karain gay.
              Fundamental Analysis
              Fundamental analysis main kisi currency ki mulki political, economic, imports, exports, productions and growth rate, interest rates conditions ko mad-e-nazar rakha jata hay. kun k yeh factors kisi currency kay strong ya weak honay ki wajah bantay hain aor price ki up down movement ka baeis yehni sabab bantay hain. Daily kisi na kisi country ki es noiat ki announcement hoti rehti hay. Forex ki mukhtalif websites pay en announcements ka weekly schedule mojod hota hay es schedule ko calendar kehtay hain. Most popular website ************.com hay jes main calendar kay tag ko click karain to kai dinon ka schedule samnay aa jata hay.
              Click image for larger version

Name:	Economy-growth_3-01.png
Views:	2
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12325195
              Click image for larger version

Name:	www.belajarforex.biz-analisafundamental.gif
Views:	1
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12325196
              Best analysis in Forex
              Waisay to Forex main technical and fundamental analysis donon hi bohat importance kay hamil hain. Agar ap professional trader banana chahtay hain to Fundamental Analysis main ziada say ziada interest laini chahiay kun agar fundamental analysis ko samnay rakhtay howay trading ki jay to profit hasil honay kay chances ziada hotay hain. Es ka easily method yeh hota hay k trading say pehlay calendar ko check kar lia jay aor Bank rate, FMOC meeting and Non Farm Pay Roll walay day ko trading na karna ziada best hay. Es kay elawah agar koi important noeiat ki announcement ho to bhi trade kam az kam 1 hour pehlay stop kar daini chahiay
              Click image for larger version

Name:	How_to_Combine_Technical_and_Fundamental_body_Picture_5.png
Views:	1
Size:	115.8 کلوبائٹ
ID:	12325197
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis kiya hen??

                dear fundamental analysis forex main ham news trading ko kehty hain aur news trading aik bohut he mushkil step hai forex main ager ap fundamental ko samjhna chahty hain tu pehly ap ko forex main technical ko samjhna pary ga aur ager ap ko technical analysis aty hain tu aksar market main jab bhi news ati hai tu ju big time frame main trend chal raha hota hai us ky mutabik ati hai kyon ky market main aik trend hota hai jiss ky mutabik market zig zag karty hoay chalti hai aur ager trend ky khilaf koi news ajay tu wo ziada tar arzi tor par news hoti hai jiss waja say kcuh movement karny ky bad market phir apne real trend main ajati hai jis waja say asa hota ha es lea ap ager technical analysis sekh laity hain tu fundamental ka ap ko khud he andaza ho jata hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis kiya hen??

                  ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Gaya Forex mein kam karen to ismein do tarah ke analyser hote hain ek fundamental aur dusre technical aapko batata jaruri fundamental analyser se mujhe yaad hai ki is news Jo economic calendar se link hoti hai yani trading latest news bank sector and use gpd of different countries were and unemployment rates and many many other economic related meetings tamaam countries ke only 1 economic calendar banaya jata hai jisme important meeting yeshu ki study Kiya jata hai un meeting ki timing bhi hoti hai jo kata trader ko straight karne se pahle red karni hoti hai dear member agar aap training mein kamyabi jaate Hain to aapko technical analyser ke sath sath fundamental analysis bhi jaruri hai aap ine donon ko analyse Kar ke kachhiya Ban sakte fundamental analysis bahut jyada aap ki training par effect karte hain iski vajah se market a friend on hona shuru ho jaati hai isliye aapko trade karne se pahle ine donon per gaur karna chahie aur inke bare mein jyada se jyada experience on knowledge Lena chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X