Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?
    Forex trading main many types kay indicators use hotay hain jen main say indicator ki aik type Cross Over bhi hay mara ap sab members say yahi sawal hay k ap es kay baray main kia jantay hain aor es ko kaisay use kia jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?

    Cross over indicator:

    Forex business mein wese to bohot sari strategies hein jinke through traders work kar rahey hotey hein but in mein jo Most popular Cross over indicator hey woh Moving Average hey.

    Moving Average:

    Moving Average World ka sab se ziada popular Cross over tools hey aur isko purey world se log istamal kartey hein aur yeh bohot hi ziada asan hey agar hum isko achi trha se learn kar len to hum ko aur ziada Analysis karne ki bhi zarurat nahin rehti hey aur na hi hamen ziada aur confusion ka shikar hone ki zarurat hoti hey hum Moving average ko simply Add kar lete hein aur us se hum achi trha se trading kar saktey hein.
    Moving average mein jo Most popular Cross over use ho rahey hein woh 100 & 200 SMA hein aur agar aap inko laga lete hein to aap market ko achi trha se samajh saktey hein aur Moving average ki madad se Jese hi Market mein Cross over hota hey aap Wahan par Buy ya Sell easily le saktey hein aur aik acha profit hasil kar saktey hain.
    Dee gai Picture mein aap Moving average ke cross over aur Clear trend ko asani ke sath dekh aur samajh saktey hein.

    Click image for larger version

Name:	moving average.png
Views:	2
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12325169
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?

      Jab ham forex market main trade kerty huey cross over indicators per trade kerna chahty hain tou hamain phir forex market main moving averages ko different values ky sath select kerna perta hai jesy aik ham twenty ki aur aik sixty ki select ker lety hain tou jab dono moving averages aik dusry ko cross kerti hain tab chance hota hai ky ab market ka trend change ho jaey ga tou market main hamain different indicators ky sath yeah cross over indicators bhi use kerty huey trend change ko read ker ky trade open kerny main asani sy acha profit hasil ho jata hai ky jab ham different indicators jesy parabolic sar hai jis main jab dot moving average line ko cross kerta hai tou apni position change kerny per hamain market ka trend change hota hua nazar ata hai then MACD cross over indicators hai ky jab kisi bhi direction main market move ker rehi ho tou market ki Trend tab change ho jata hai jab same indicator mail strength center line ko cross ker rehi ho tou hamain Cross over indicators ko use ker ky trade kerny per acha profit tab hasil hota hai jab moving averages cross ker rehi hon aur ham aesy time per trade open ker ky market ky new trend per trade open ker lain tou acha profit hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?

        asslam o alima bhai jan agr ahum, indicotor k sath kam krein gey tu hum faida hasil kr sakte hein lekin bro forex market apni marsi se move krti hai jab news ane wali hoti hai tu hume indicotor k istamal kam krna hota ha is main kam krne k liye hume menat krni lazmi hai agr ap is main kameyab hona chahte hein tu daily menat k sath kam krein jitna acha work krein gey utni hi asani se kameyab ho sakte hein hume chart indicotor ko fallow kr k kam krna lazmi hai jitna acha work krein gey utni hi asani se kameyab ho sakte hein fundamental analysis ko dekh k hi hume acha work krna hota ha is main jinta hamre paas knowledge hoga utna hi kam ha hume chart ko mis nai krna hota ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?

          Dear jaisy ap k samny moving average ki picture hai ais mai bhi ap k samny show ho raha hai k ais mai 2 diffrent moving averages hai jin ko use kar k hum ais market mai trade laga sakty hai ais mai jo moving average 21 period ki hai aus mai hum ko pata chalta hai k abi market kis tarha move kar rahe hai aor aus k sath 50 period ki moving average hai aus mai hum long term k hisab se trade karty hai jab kam period wali moving average zayda period wali moving average ko oper se nechy cross kary to aus time hum sell ki trade lagaty hai agar nechy se oper cross kary to aus time hum ais mai buy ki trade lagaty hai ais mai hum ko ye dekhna hota hai k candle aus cross over k baad trade lagani chaye tab hi hum ko faida hota hai.

          Click image for larger version

Name:	Moving Average Strategy.png
Views:	6
Size:	87.6 کلوبائٹ
ID:	12325193
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Cross Over indicator kay baray main ap kia jantay hain?

            cross over indicotor main sab say acha indicator moving average hai ju ky tredn chaneg hony say pehly he ap ko cros over day daita hai jiss say ap market ki moving main ju trend change hota hai us ko samjh sakty hain main ap ko aik chart bana kar bhi send karta hun aur ap ko detail bhi sath btata hun ky kis tara market main jab cross over hota ha tu trend change ha.
            Click image for larger version

Name:	moving.png
Views:	1
Size:	58.4 کلوبائٹ
ID:	12325240
            yahn pay ap dekh sakty hain main nay 12 aur 26 ki moving average ko daily chart main apply kia hai aur jesy he es ka cross over hoa hai tu market main trend change hoa hai aur bilkul market apni trend ki tarf gai hai ap es say bohut asani ky sath tredn confirmation ko dekh sakty hain yehi apne chart pay laga kar es say ap ko bohut he help milti hai aur yeh bohut he asan method hai trend ko samjhny ka.
            note:
            ye moving average sirf daily chart main apply karny say achi acuracy milti hai kisi or time frame main na aplly karian ap ko fake cross over mily gay.

            اب آن لائن

            Working...
            X