Jaiza:recover of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:recover of loss
    agar Ham forex mein kam kar rahe hain to hamen ismein loss bhi hota hai profile bhi agar hamen hamesha loss ho raha ho to hamen ismein kya stcraggly apni chahie aur ham kis tarah apne dost ko recover kar sakte hain iske bare mein main yah Janna chahta Hun k losse re cover Karne ka tarika kya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:recover of loss

    Trading mai loss recover kernay ka tareeka ziada profit kamana hai. Traders ko jub loss hota hai tou woh ziada profit kama kay uss loss ko recover ker saktay hain. Aur loss kay baad traders ko double kaam aur double mehnat kerna hoti hai. Agar aik trader ka balance 100$ Tha aur usay 50$ loss hogaya hai tou ab usay pehlay apana loss Pura kernay kay liye 50$ kamana hongay tou apna balance pura hojaey ga aur phir 50$ mazid earn kernay hongay takay 50% profit bhi ho jaey.

    Jo traders yeh samajhtay hain kay forex mai loss recover naho jo sakta unhain apni learning aur skills ko improve kernay ki zarurat hoti hai aur woh pehlay apni forex learjing aur knowledge ko strong ker lain tou unhain loss recover kernay ka tareeka bhi pata chal Jata hai aur wo loss recovery bhi ker laitay hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:recover of loss

      Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai kai dafa loss ho jata hai magar trading se phly ap ais market mai plan banaty hai jis mai ap ye decide karty hai k agar hum ko loss ho jaye to hum ais ko recover kaisy kary gay agar hum ais market mai loss ko recover karty hai to aus k liay hum ko lot choti rakh k kaam karna hota hai aor aus mai ye ni hota k hum ne aik hi din mai loss recover karna hai aus mai hum atna zayda risk ni lety kun k banda jab aik dafa loss kar deta hai to aus k baad agar mazeed loss ho jaye to hum ko ais market mai account wash hony ka dar hota hai agar hum ais market mai loss se bach jaty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:recover of loss

        Musalsal Loss:

        Agar aap ko forex business mein musalsal loss ho raha ho to apko chahiye keh aap kuch waqat keliye trading se door ho jayen aur apne kisi bhi senior ke sath beth kar waqat guzar len aur un se mazeed achi achi tips hasil karen is trha se aap apne loss ko jab dobara enter hotey hein trading mein to achi se recover kar saktey hain isliye zaruri he keh hamen Demo par ziada se ziada practice karne ke bad jab hum yeh dekhen keh hum musalsal acha profit karne lagey hein to tab hi hamen real business ki taraf ana chahiye warna hamen jab tak acha knoweldge and experience nahin hota hey to hamen real trading se always avoid hi karna chahiye is se hum kabhi bhi ziada loss nahin kartey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:recover of loss

          Agar app Forex business me expert banna chahty ho to app ki koshish ye honi chaye key app loss ko recover kar sako, Forex market me loss ka pehly sochna chaye aur profit se zeyda app ki koshish loss ko recover karny ki honi chaye, agar app ye samjty ho key asani se loss ko recover kar sakty ho to mery khayal me ye be app ki 1 ghalti hi hoti hay, loss ko recover karny key ley be trading practice ki zarorat hoti hay, jo traders expert hoty hey wo experience be acha rakty hey aur loss ko recover karna be janty hey, ham agar siraf profit earn karny ko hi trading samjy gey to ye ghalat hay, achy traders ki pehchan loss recover karny se hoti hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:recover of loss

            studying Business mein Hamen profit ke sath sath loss ka bhi Samna karna padta hai Hamen chahie ki Ham Apne loss ko control karne ke liye usko recover karne ki koshish Karte Rahe aur struggle Karte Rahen Agar Ham struggle karna Chhod De To Hamen continuously loss ka Samna karna padega isiliye Hamen Jayegi Ham Apne nose ko recover karne ki koshish karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apni learning aur experience kobuild karte hue Apne loss ko recover Karen aur Achcha profit Hasil Karen Agar Hamare Paas experience on Knowledge Hoga To Ham easily Apne dost ko recover kar sakte hain aur isliye profitable trade ko select Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain law se Hamen learning Hasil Karni chahie na ki Ham apni hope Chhod De aur Forex trading se koi bhi fayda hota hai na

            اب آن لائن

            Working...
            X