Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?
    Dear Members:

    Forex Market mein Different sessions hotey hein jinke sath market 24 hour chalti rehti hein, Won konsa session hota hey jis mein Market bohot hi ziada busy hoti hey aur uski Movement kafi ziada fast hoti hey?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

    Dear ais market mai ap k pass bahot sary session hai jin mai ap kaam kar sakty hai aor ais market mai profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to apko ais market mai agar zayda moment par kaam karna hai to ap ko ais mai London session par kaam karna chaye agar ap ais market mai aisi trading strategy par kaam kar rahy ho to ap ko ais mai acha profit ho jata hai kun k ap ko ais market mai trade tab hi open karni hoti hai jab market mai ap ki trading strategy k hisab se trade ban rahe ho aor ap ais market mai analysis kary aor aus k hisab se ap ais market mai kaam kary gay to ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai kaam sahe ni karty to ap ko ais mai loss ho sakta hai ais liay session apni trading strategy k hisab se select kar k kaam kary.

    Click image for larger version

Name:	Market sessions time.png
Views:	5
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12325132
    • #3 Collapse

      Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

      Pakistani waqat ky mutabiq jab suba 1130 per market main fast movement start hoti hai tou forex market main trade kerny ky liay pehly session hota hai ky ham short time main trade open ker ky acha profit bana sakty hain lekin jab next session start hota hai tou pehly session ky start main hony wali movement sy bhi kuch zyada fast movement hoti hai aur jab American markets open hoti hain day time 1730 per tou dollar index main bhi bahot zyada variation ati hai aur jab dollar main movement bahot fast ho rehi hoti hai tou uski effect puri forex market per ho raha hota hai phir forex market main ham aesy currency pairs jin main dollar ky sath trade ho rehi hoti hai un main bhi aur ko sirf dollars ky sath comodities ya CFDs trade ho rehi hoti hai same session main un main bhi movement bahot fast hoti hai tou un main trade open kerny ky liay hamain same time main dollar index ki movement ki strength ko check ker lena chahiay ky aesy time main fast moving market main jab ham trade open kerty hain tou bahot jald hamain profit bhi hasil ho sakta hai aur bahot jald hamara account wash bhi ho sakta hai lekin jab ham achy analysis kerny ky bahd trade open kerty hain tou maximum trades main hamain profit hi hasil hota hai then hamain aesy tamam sessions sy faida uthana chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

        Forex market 8 ghantay kay 3 sessions mai working kerti hai iss Tarah 24 hours open rehti hai aur 5 din lagatar chalti hai. Jab Monday ki subha Pakistani waqt kay mutabiq 230 pay market open hoti hai tou Asian market ka session open hota hai. Aur akhri session USA Market ka hota hai. Iss Tarah time zones kay difference say market open rehti hai.

        Asian market mai ziada ter currency ka kaam hota hai jiss kay liye traders ko us dollars ki prices pay nazar rakhni hoti hai. Kiyu kay us dollars kay saath tamaam currencies ki prices up aur down jaati hain. Iss kay saath saath us market session jo Pakistani waqt kay mutabiq raat ko hota hai uss mai crude oil aur gold ki prices bohat ziada move kerti hai. Kiyu pooray world ki gold aur crude oil ki market US market he hai. Baaqi sub markets mai bohat Kamm movement hoti hai. Pakistani waqt kay mutabiq sham 6 bajey say raat 9 bajey tak European aur USA Market overlap kerti hai jo trading ka sub say behtar time count hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

          New York market session esa hota hay jes me bahot zeyda hi trading hoti hay es ki waja ye hay key ye din ka last market session hota hay jes key bad market few hours key ley close ho jati hay es waja se traders key pass time be hota hay es market me esi waja se bahot se traders trading key ley active ho jaty hey 1 aur khas bat ye hay key other kesi be market session me market ki movement teez nahi hoti aur traders es market session me zeyda profit key ley trading karna zarori samjty hey, New York market session esa hay jes key open hony key ley har trader hi intezar karta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya mere hisab se Pakistan ki waqt ke mutabik 11:00 baje per market mein fast movement start hoti hai to forex trade karne ke liye pahle session hota hai ki Ham show time mein trade kar sake aur achcha profit bana sake next session start hota hai to next station ke start mein hone wali movement se kuchh jyada fast movement hoti hai aur jab American market open hoti hai aur vah dollar index mein bhi bahut zyada variation aati hai to jab dollar ki movement bahut fast ho rahi hoti hai uski factory market mein ho raha hota hai FIR forex trading mein Ham aise currency pairs jis per dollar ke sath trade ho rahi ho use per dollar ke sath train lagakar Ham usmein achcha profit bhi hasil kar sakte hain aur usse jyada loss bhi ho sakta hai isliye hamen iske bare mein jyada jyada experience nikalna hoga uske alava hamara account hamen forex 8 ghante ke 3 session mein work karti hai aur 24 ghante chalti rahti hai aur 5 din lagatar chalti hai jab ke Monday ki subah se Pakistani waqt ke mutabik do baje se market open hoti hai aur chalti hai aur yah ek bich mein panch din openr aati hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

              market main sab sy ziada busy time US session main hota hai es ki sab sy bari reason doller ka weak hona ha ya strong hota hai kyon ky doller ki movement jab shuru hoti hai tu sab currency bhi fast movement karti hai jis sy ap us tiem acha earn akr skty hain jitny bhi expert trader hain wo apni day trading sii session mai shuru karty hain aur dosra es main news bhi ziada ati hai aur jitni big news hain es session main ati hai jiss ki waja say market movement fast karti hai es lea ham ko es sion ko samjh kar trade krni chahaey ager ham sara din trade na bhi akrain tu es session main kar lain tu hamra profit sary din ki trading say zida ho sakta hai es lea trad tab karain jab market main fast movment ho rhi ho.
              • #8 Collapse

                Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

                hamy apny experience or knowledge ky mutabiq time zone ko set kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy aik time table bana kar forex main daily base par kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kay ky apni family ko support kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain forex aik aam job sy bohat acha or fady mand business hain ham is main live trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain agr ham poors hain yai berozgar hain to ham forex business ko join kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy berozgari ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

                  forex aik best business hain hamy is mai maarket ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kma sky gy forex aik best busienss hain hum is maai apne marze sy time table bana kar kam kar skty hain yai aik asa business hain jo hamy learning bee deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik am business ke nisbat acha busienss hain is mai dunaya ky bary bayr mumalik invoele hain forex bussienss pakitan mai legal ban cuka hain forex mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik internaitonal business hain hum is mai market ko samj kar kam kary g to hamara account baned ho jy ga forex aik world wide busienss hain is jasa koi or busienss nai hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ka sab se ziada busy Time kis Session mein hota hey?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                    Dear Members:

                    Forex Market mein Different sessions hotey hein jinke sath market 24 hour chalti rehti hein, Won konsa session hota hey jis mein Market bohot hi ziada busy hoti hey aur uski Movement kafi ziada fast hoti hey?
                    Forex trading market Mein sabse Jyada movement eversion ke time per hoti hai use time market bahut jyada Munh kar rahe hote hain aur Aise time per trading karna bahut jyada difficult Ho Gaya hota hai market Mein moment Itni Jyada hoti hai ki aapki trade open aur close karne mein bhi bahut jyada issue aata hai your session yani New York fashion mein reading karna Aasan Nahin Hota Jab US dollar se related news aati hai to market for fast move karne lag Jaati Hai Aise time per bahut Sare traders trading ko avoid Karte Hain aur new traders Ko Tu Aise time per trading Karni hi nahin chahie Kyunki vah news compact counter stand nahin kar sakte aur Market bahut jyada Unki trade ke against Ja sakti hai isliye Aise time per trading Ki Na Karna Jyada Baithe Hota Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X