jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?
    dear yoon to hamko kisi bhi suarat main markeet main confirmations k baghair koi bhi trades nai laini chaye laikin jub hamko koi bhi trades na mil rahi ho aur trades laina bhi zaruri ho jaye tab hamko kya krna chaye is baray main wazahat kr dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

    Dear agar ap ne ais market mai dekha ho to ais market mai kai dafa achi trades ni milti aor aus time agar ap ais market mai kisi aor time frame mai analysis kary to ap ko ais market mai achi trade mil jati hai kun k her time frame mai trades aleda setup hoty hai jin par ap ko trade lagani hoti hai aus mai ap ko aus k hisab se take profit lagana hota hai agar ap ais market mai aik trade lagaty hai jis par target thora hai to aus par ap ka stop loss bhi kam hota hai aisy hi agar ap ne ais market mai bary time frame mai analysis kiay ho to ap ko ais market mai jo target milta hai aus par ap acha profit bana sakty hai kun k ais market mai ap jab trade karty hai to ais mai risk reward k hisab se trade lagye to ap ko ais mai acha profit ho jata hai, ais market mai ap planing k hisab se kaam kary gay to ap ko faida hi ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

      ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya jab aapko koi train Mili mushkil Ho jaaye to aapko lalach nahin karni chahie motion mein nahin aana chahie balki use per Sabra karna chahie aap market mein kisi aur timeframe airlines karen to aapko is market mein kacchi trade Mil Hi jaati hai kyunki timeframe trade setups hote hain Jin per aapki trailer ghani hoti hai usmein aapko apni trade ek hisab se laga nahi hoti hai ki aap ko kis tarah se treasury set karni hai thoda hai to aap uske hisab se stop loss set kar dete Hain agar aap ka target jata hai to aap use hisab se stop loss karte hain kyunki is market mein aap jab trade jaate Hain to is market risk reward ka jawab se trailer Gaye to aap usmein achcha profit ho jata hai isliye aapko ismein trade lagaane ke liye jyada se jyada mehnat ki jarurat hai aur ismein experience ki jarurat hai kyunki experience ke office mein successful nahin ho sakte ek achcha aur successful trade hamesha experience ki vyavastha par kaam karta hai
      • #4 Collapse

        Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

        dear members humme trade market ki knowledge hasil kar kay tarde leni chahiye apna profit margin kam krden jis tarhan tenders main hota hai trade bhi kuch asa hi business hai koi bhi kam ziada time kay liye krna hai tu hume apne kam say sekhte rehna chahiye apni ghaltiyon ko correct krte rehna trade mushkil nahi bas humme experience hasil krte rehni chahiye sab kam asaan ho jate hen.
        • #5 Collapse

          Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

          Agar true trend na mil raha ho to market me true aur real trend ka wait karna chaye, trend na milny ka matlab ye nahi key jaldi ki jaye, koi be trend asani se nahi mil sakta hay fake aur false trend to bahot mil sakty hey magar hamary strong aur real trend ko hi find karny ki koshish karna ho gi, fundamental aur technical analysis se ye trend bahot asani se mil sakty he agar mehnat ki jaye aur din me ya week me 1 be true trend find kar lety hey to weekly profit target es single trend se be ham pora kar sakty hey, agar trend nahi milta to zeyda tension nahi lena chaye.
          • #6 Collapse

            Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

            Well bro agar ap ko jis time trade samajh nhi arahi ho to us waqt trading nhi kare to acha hai, ek din agar trade nhi lagae ge to is mein koe bari bat nhi hai, phr jab ap ko samajh aae achi trade tab laga liya kare. Qk agar ap ese bager samjhe tuqe pe trade lagao ge to profit ki jagha ap ko nuksan hoga to behter yahi hai ke jab koe trade samajh nhi aa rahi ho to ap patience se kam le.
            • #7 Collapse

              Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

              jab bhi koi trade milna mushkil ho jay tu ap ko forex main tab trade nahi karni chaheay asa tab hota hai jab market main slow ya sideway movement ho rahi ho asi halat main trade karna bohut mushkil ho jata hai aur ager ap trade kar bhi daity hain tu ap ko forex main loss he hota hai ap sell karty hain market buy ho jati hai aur ap buy karty hain market sell ki janab chali jati hai es lea ap ko forex main loss ka samna akrna aprta hai wo hi ager ap kisi achy level ka breakout ka wait karain aur phir trade karain tab ap ko loss bhi nahi ho ga aur ap aik acha profit lay kar market say out ho jaty hain si lea fforex market main har trading ka time nahi hota hai jiss say ap ko bhi yeh bat ko samjhna chaheay ky har time trade karna nahi hota hai aur jab achi trade mily hmain tab he trade karni chaheay.
              • #8 Collapse

                Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                bhai jan aghr apko arket se koi bhi trade nahi mil ahi hai or ap ko smjh nahi a rahi market ki tu kbhi hi trade na karen q k '[trading k liye zaori hai k market main tab apni enty kaen jis se apko lgta ho k hum achi trade ko talas kar skty hain or profit gain kar skty hain or aghr apko aysa kuj bhi nahi mil rha hai tu apko aysa karna risky ho jat hai tu ap kbhji bhi trdae na lagen q k maret k according he hum nay rdae lgani hoti ha or jub hum wohi nahi find out kar skty tu hum pher rdae kesy kar skty hain tu kbhi bhi ayes trdaing na karen jis main ap he confident na ho skaen apko chahye k ap apni trading ka knowldge gain karen ub ap knolwedge ko gain katy hain tu ap market ko bari achi trha se find out kar lety hain or apko apki rdaing man los bi nahi hota hai apko apni trdaing ko miyari kam krna chahye risk ko maagnge kar k trading karny main apki bahti hai warna los tu hmain tab bhi ho jata hai jub humain lgta bhi nahi hai ho jay ga or jub hmain yah pta chal jay k hmain loss he hona hai tu pher loss ho bhi jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                  Jab bhi aap market mein enter hotey hein aur aap dekhtey hein keh apko trade milna mushkil ho rahi he aur apko sahi trha se trend nazar nahin araha hey to phir hamen chahiye keh hum Market ko leave kar jayen kioun keh phir aur koi rasta nahin hey sirf aur sirf loss ke agar aap har surat jab market apko koi bhi rasta na de rahi ho trade karne ka aur phir bhi aap har surat trade lagane keliye zid kar lengey to phir aap kabhi bhi us mein kamiyab nahin ho sakengey aur apka jo loss hoga woh yaqini ho jayega isliye hamen chahiye keh agar hamen Market koi bhi rasta nahin de rahi hey aur hamen koi trade nahi mil rahi he to hamen chahiye keh hum Market se out ho kar bahar kahin freshment keliye chaley jayen aur life ko enjoy kar len aur phir se jese hi koi acha trend miley to hamen dobara se trade mein enter ho jana chahiye is trha se hi hum is mein kamiyab ho saktey hain aur apne aap ko grow kar saktey hain
                  Otherwise hum Totally fail hi hotey hein aur hamen loss ke siwa aur kuch nahin milta hey.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                    Pyare doston Forex currency trading mein Jab aap kam karte hain to aap ko sab se pahle yah chahie ki aap major pairs per kam Karen jo ke movment mein zyada fast hote Hain. different qisam ke currency pairs ek hi waqt mein different phases se guzar Rahe hote hain aur jab market ki moment fast hoti hai to aap kisi bhi waqt trade place kar sakte hain. Aise chance bahut kam hota hai ki aapko koi bhi trade Na Mile vah isliye ke tamam currency pair ki trading characteristics alag hoti hai aur aap ko Koi na Koi trade Mil Hi jata Hai, Jo bhe pair oversold ya overbought hota hai to aap use per trade kar sakte hain lekin fir bhi agar koi aisi situation ho me aapko Pair nahin mila to trade lagane ki zarurat nahin Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                      Jab Hamen Forex trading business Mein Koi Bhi trade Banti Najar Na Aaye To Hamen kabhi bhi order Nahin Lagana chahie aur koshish Karni chahie ki market ka vate Karen Kyunki market sometime stable Ho Jaati Hai isiliye Hamen vate karna chahie aur apan down situations ko dekhna chahie aur uske bad analysis karte hue trade order Lagani chahie Bahut Si traders vate Nahin Karte aur trade order Laga Dete Hain Aur Is Tarah vah right trade ki jagah opposite trade Laga Dete Hain Jiski vajah se unko Kafi heavy rose ka Samna karna padta ha isiliye koshish Karni chahie kilo se bachne ke liye Ham Agar market Mein Koi Bhi trade order ke liye Nahin Hai To Hamen market ki apan down situations ko vate karna chahie Kyunki market mein vah jyada currency idre Lagai Jaati Hai Ham Apne senior traders se Suggest kar le aur Unki guidelines ko follow kar le Taki Hamen koi bhi loss ka Samna Na Karna Pade aur easily profitable trade select ki Ja sake jaldbazi Mein Kabhi Bhi Koi Kam Nahin Karna chahie Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                        Trend ko find karny ki koshish ki jaye to zaror mil sakti hay aur true market trend jo acha profit be de sakti hay bahot asani se ham esy trend ko find karny me kamyab ho sakty hey, market trend ko different technical techniques aur economic news events se find kia ja sakta hay agar weekly market trend ko find kia jaye to long term trading key ley ye bahot hi profitable trend samja jata hay, esy trend ko find karny key bad loss ka hony ka factor kam ho jata hay ham har esi technique ko use karna ho ga es se ham long term trading key ley true market trend ko find karny me kamyab ho saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                          Forex market bohat volatile market hai. Jab Monday ko pehla session start hota hai tou aisa lag raha hits hai kay market mai movement nahi hogi aur issi Tarah kabhi kabhaar market itni ziada move ker rahi hoti hai kay traders ko samajh he nahi arahi hoti hai kay trade kaha Karey aur kaha na Karey kiyu kay movement itni fast aur ziada hoti hai. Isi Tarah puray week mai market ki states tabdeel hoti rehti hain. Forex traders iss Tarah ki situations kay liye mukhtalif strategies kay saath dealing kertay hain. Jinn traders kay accounts mai strong balance hota hai wo market ki smaal say small movement mai bhi big lots kay saath trading
                          Ker kay business haasil ker laitay hain aur jinn ka balance small hota hai wo wait kertay rehtay hain. Isi Tarah fast movement jab dono side pay ho rahi hoto traders scalping bhi kerna shuru ker laitay hain jiss say unhain achay profits mill jatey hain. Issi Tarah traders aik teesri strategy bhi apply kertay kay jab movements na ho rahi ho ya unhain movements ka pata na chal raha hoti wo sirf market ki watch kertay hain aur trends kay analysis kertay rehtay hain. Her trader apnay liye best strategy daikh kay usay apnay account mai trading kay liye munasib waqt kay hisaab apply ker laita hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                            Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex m trading krty hoay ham anylyses karty han or market k up down ko dakh kr trades open krty han or acha profit hasil krty han or aksar trading karty hoay hamy kbi koi trade ni milti or is sorat m hamy sabar karna chaey or trading stop krna chaiy or agr hamy trading krna bot zyada zrori hy to or kisi time frame m trade open karni chaey forex aik bot bara or behad profitable business hy or agr phr b ap ko koi profitable trade milni na mumkin hy to ap ko kuch arsy k liay ya tb tk trading stop kar lyni chaiy or tb tk stop karni chaiy jb tk koi achi trade na mil jaiy hamy market ko sath sath musalsal wach krty rahna chaiy or jb market hamy koi acha moqa dy tb trading start karni chaiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              jub koi trades milna mushkil ho jaye tab kia kya jaye?<br />dear yoon to hamko kisi bhi suarat main markeet main confirmations k baghair koi bhi trades nai laini chaye laikin jub hamko koi bhi trades na mil rahi ho aur trades laina bhi zaruri ho jaye tab hamko kya krna chaye is baray main wazahat kr dain?
                              Ji ap nay bohat acha question kia hay. Dar asal Forex market main trade na milnay wali soorat us time paish aati hay jab market main price ki movement side pay ho rahi ho ja bohat hi ziada slow ho rahi ho jes say market kay trend ka thek taran say pata na chal raha ho agar market side main move kar rahi ho aor trade open kar di jay to trading main bohat hi ziada mushkil oaida ho jati hay aor loss kay chances bhi ziada ho jatay hain bal main to yeh kahon ga k loss yaqeni ho ga market main trend ka na milna yehni trade ka na milna koi big problem nahi hay es condition main trade laganay ki bajay kuch time wat kia jay aor trend kay change honay par trend kay hisab say hi trade open ki jay ta k loss honay kay chances kam ho jay aor kamyabi kay chances ziada ho jay lehaza wait karna ziada behtar hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X