Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?
    Asslam o alaikum dears fellows mn ap ay ik swal krna chah rha hon k trading ka ik bra problem ye hy k jaldi selling. Is k kiy kiya nuqsaan hain or kiya kiya benefit hen. Plase apny apny experience sy agah kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

    Forex market main aesi possible nehi hai ky ham just market ko open ker ky kisi bhi pair main bahot jald sell ki trade open kerain aur hamain profit hasil hona shoru ho jaey hamain koi bhi trade chahy woh sell ki trade ho ya buy ki trade pehly market ka chart open ker ky technical analysis kerny chahien ky market kis point tak one direction main move kerty huey support ya resistance sy wapis ati hai then market ki movement kitni fast hai ky ham aesa na ho trade open kerain tou sath hi hamara account wash ho jaey hamain trade open kerny ky liay kisi qisam ki jaldi nehi honi chahiay jab market main trading ka acha chance nazar aa raha ho tab trade open kerni chahiay taky hamain loss kam ho aur short time main trade open ker ky ham forex sy acha profit hasil ker sakain jab ham jaldi main koi bhi trade open kerty hain tou ham start main hi koi bari mistake ker dety hain jis ko recover kerny main ya tou hamain bahot time lag jata hai ya phir hamara account hi wash ho jata hai tou hamain puri terha soch samajh ker forex market main kisi bhi pair main trade open kerni chahiay jis ko continue ker ky ham kuch profit hasil ker sakain
    • #3 Collapse

      Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

      Dear agar ap ne ais market mai dekha ho to ais market mai ap ko kuch trades par loss hota hai aus ki waja ye hoti hai k hum ais market mai koi trade banaty hai aor aus mai wait ni karty achy entry point ki jab hum ais market mai achy analysis karty hai to ais mai achy entry point ka wait karna chaye ta k ap ko ais market mai jo trade mily aus par ap ka stop loss kam ho aor aus par ap ka take profit zayda ho agar ap ais market mai trade par risk lety hai to aus ko thora time hold bhi rakha kary agar ap trade lagaty hai aor ausy jaldi close kar dety hai to ap ko ais mai loss ho sakta hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai sabar karna pary ga ta k ap ko ais market zayda faida ho.
      • #4 Collapse

        Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

        Jaldi Sell kar dene ke nuqsanat:

        Forex business mein jab hum enter hotey hein to hamen purey hosh o hawaas ko qabu mein rakh kar hi is business mein enter hona chahiye aur kabhi bhi foran Sell nahin laga dena chahiye balkeh pehle apko Puri Market ko achi trha se dekh lena chahiye aur Tassali kar leni chahiye aur phir apne kisi na kisi senior se apni trade lagane ke barey mein koi na koi mashwara kar lena chahiye is trha se aap kisi bhi wrong side par jane ki bajaye aik acha aur strong decision le sakengey aur agar aap foran Sell karne lag jatey hein ya Buy karne lag jatey hein to phir to aap apna pesa khud hi loss ke taraf le ja rahey hn isliye hamen always becarefull ho kar hi trading karni chahiye aur Fully patience ke sath karni chahiye tab hi hum is mein kamiyab ho saktye hain Otherwise hum is mein totally fail hi hotey hien.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

          Jab Ham trading kar rahe hote Hain to use waqat market ki movement change hoti rahti hai, Ham apni ek trade place kar dete Hain aur kafi der intezar karne ke bad hamen thora sa profit aata Hai lekin jaise hi thors sa profit receive karte Hain to Ham apni trade ko close kar dete Hain. Iska nuksan yeh hota hai ki aap ko Koi Khatir kha fayda nahin milta Jab aap ne ek trade lagaye aur us mein aapane wait kiya to aap koshish karen ki trend ke sath trade lagaen aur jab trend start ho jaaye to phir aap wait karte rahin Jab tak aap ko acha profit ka receive Na Ho jaaye. Jab aap ke plan ke mutabik aapko profit Mil jata Hai to phir aap apni trade close kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

            jaldi me asani se buy order be place kia ja sakta hay aur sell order be magar baghir sochy samjy aur baghir hi planing key na to hamy buying order place karny ki ghalti karni chaye na jaldi me sell order place karny ka sochna chaye, proper planing key sath aur market ko samjny key bad hi agar jaldi na ki jaye aur order place kar dia jaye to traders zeyda faidy me rehty hey, koi be order place karna ho jaldi kesi be trader ko nahi karni chaye, ye Forex market hay jaha par ham jald bazi ki mistake nahi kar sakty aur market hamy es ka bahot zeyda nuksan de sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

              Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy dear forex trading aik behad difficult business hy is m ham market open hony k sath hi koi trade open kr k usy sell ni kr skty ham tukky bazi ki bunyad pr koi trade open ni kr skty ni to hamy bary nuqsan ka samna krna prta hy hamy hmasha phly market chart open karna ho ga anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr trade ko sell karna ho ga hamy achi planning kr k or achi stertgy bna kr forex m trading karni ho ge tbi ham forex trading main successful hon gy forex aik bot bara online business hy isy ham aik din m ni sekh skty or na hi bagar sekhy kisi bi trade m profit hasil Kar sakty han hamy phly trading ko sekh kr bharpor mehnat karni ho ge trading ka mukamal knowledge or experience hasil krna ho ga tbi ham forex trading main kamyab ho saken gy
              • #8 Collapse

                Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

                forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakaty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik wasee business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamayebe hasal ho jy ge forex kabe be band an hony wala business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kaer sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kakm kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum isy apna professsional career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

                  forex aik legal business hain hum is mai live kam krs saakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busines hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai order palce kar ky acha bonsu hasal kar sakty hain agar hum forex mai new hain or hum order palce kaarna chaety hain to hamy apny senors sy maswara ly kar ordr palce karny ho gy pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

                    Trading ma jldi sell ya phir jldi buy krny ka him logo ko bhot nuksan hota ha is leya him logo ko kisi bi kam ma jaldbaji nh krni hoti kau ky ager him log asa kre gye to account wash ho skta ha sub logo ka
                    • #11 Collapse

                      Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

                      Forex trading business mai traders mukhtalif trading strategies apply ker kay apna business run kertay rehtay hain. Forex trading mai total business he sell aur buy ka hai iss kay elawa koi aur business ka tareeka nahi hai. Forex trading mai traders buy ya sell mai trades open kertay hain tou woh market ki movement ko daikh kay he kertay hain. Jab market mai buying ziada ho rahi hoti hai tou buy ka trend banta hai phir trader buy ker laitay hain aur issi tarah jab market mai sell ka trend banta hai tou traders sell mai trade open ker laitay hain. Iss tarah traders apni trades mai munasib profit ka wait kertay hain aur phir jaha unhain acha profit mill Jata hai woh apni trades close ker kay profit lay laitay hain.

                      Forex trading mai jaldi buy ya sell ka nuqsaan nahi hota bulkay jaldi trade open kernay ka nuqsaan hota hai chahay woh sell mai ho ya buy mai ho. Jald baazi hamesha traders ko nuqsaan daiti hai kiyu kay market ki movement ko daikhay baghair trade kerna loss ka sabab banta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

                        Forex trading me wait karna trading ka hissa hai ap ko jaldi na buy karna hai or nahi jaldi sell karna hai or agar ap trading me jaldi kary gy to ap ko loss ho sakta hai is liye ap ko chahiye k ap trading karty huwy sabar kary intzaar kary or jab ap ko sahi point mily tab hi ap trading kary or profit ly ap.
                        Trading karty huwy buy or sell k liye ap ko alag analysis nahi karny party bal k ap ko analysis sy pata chalta hai k trade buy ki karni hai ya sell ki is liye ap ko sell or buy me jaldi nahi karni chahiye sell or buy karny se pehly anaylsis kar ly or analysis me jo aye ap wo kar ly chahy wo sell aye ya buy aye or agar trend ki smjh na lagy to kisi or pair me kar ly trading or agar phir b smjh na aye to ap ko wait karna chahiye trading me jaldi sy ap ko hamesha loss hi ho ga is liye jaldi sy bachy or achi trading kary.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Question : trading mn jaldi sell krny ky kiya nuqsan hain?

                          Forex trading business Ek bahut hi risky trading business hai agar Ham without analysis sal ki trade order Lagate Hain To sometime Ham opposite trade lagakar loss ka Samna karte hain bahut se traders jaldbaji Mein profit ke chakron mein sell ki trade order Laga Dete Hain aur Market ki apan down situations ko Dekhte nahin hai aur na hi market news ka analysis Karte Hain Is Tarah Aise members ko bahut heavy loss ka Samna karna padta hai Forex trading business Mein Achcha profit Hasil karne ke liye koshish karen ki sal ki trade tab lagaen Jab aapke pass knowledge information aur learning power ho aur aap easily market news ko analyse Kar Ke trade Laga sake aur profit ka vate kar sake

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X