Re: Jaiza: forex me ap kisi ko copy kren ya koi apko copy kry to uska koi nuksan??
Forex trading kertay huay Agar kisi successful trader ko copy kia jaey tou koi problem nahi hai bulkay iss say ziada faida hota hai. Jinn traders ka trading career abi shuru ho raha hai aur experience Kamm hai unhain zarur apnay senior aur expert traders ko follow bhi kerna chaiye aur unhain copy bhi kerna chaiye iss Tarah new traders ka experience barhta hai. Forex trading mai new traders ko iss bat ka zarur khayal rakhna chaiye kay jab kisi dusray trader ko follow karain ya advice laina chahay tou usay personally zarur jaanta ho aur kisi bhi soorat mai apnay trading accounts ki kisi kisam ki detail nahi Dia karain. Takay kisi bhi kisam ki pareshani say bachay rahain. Iss kay elawa kisi dusray trader ko follow kertay huay apnay account balance aur equity ko zehan mai rakh kay uss kay mutabiq he copy karain. Jaisay Agar aik expert trader apni trade 0.05 kay lot size say open ker raha hai tou copy kernay waley trader ko apnay balance kay mutabiq he trade open kerni chaiye aur balance Kamm hoto trade usi pair ya commodity mai open Karey per lot size ko zarur Kamm ker ley. Iss liye copy zarur karain laikin aqal bhi istamaal kertay rahain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим