Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

    g hna ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main aghr hum chahty hain k hum acha profit gain karen tu hmain chahye k hum apny emotions par control rakh kar forex main kam karen forex main bohat se mambers ayse hain jo forex main boht jaldi tarki chahty hain or expert bnna chahty hain jub k un ko es bat ka andaz anhi hota hai k wo kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain jub tak mahnat nahi karengy or apny meotions par contro nahi rakhty hain har rador jald bazi se kam kar k agy niklna chahta hai jub k jald bazi main kiya gya kam kabhi bhi apko faida nahi deta hai or na he ap kamyab ho skty hain es liye aghr ap chahty hain k ap apni trading main zyda se zyda profot eran karen tu apko chahye k ap apni trading main acha profit gain karny wal sub he kam karen q k apka kam he apka sub se bara dost hai jitna acha ap kam karengy otna he apko os main faida bhi zayda hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
      Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.<br />Dear jaha tak mainy ais market mai dekha hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai apny emotion par control rakhna chaye aus k baad hi hum ais market mai achy se kaam kar sakty hai agar hum ais market mai apny emotion par control ni karty to hum ais market mai loss kar sakty hai ais liay hum ko sab se phly emotion par control karny ki practice karni chaye aus k baad real account par kaam karna chaye tab hi hum ko ais market mai faida ho ga aor zayda profit ho ga.<br /><br />Emotion par control karny k liay hum ko demo par kaam kar k check karna chye k hum ais market mai money management k sath kaam kary to aus se kai hota hai aus k sath hum jab stop loss lagaty hai to aus se hum ko kitna faida hota hai aisy hi hum ko market mai analysis kar k trade lagani chaye ye jab practice kary gay to hum apny emotion par control kar saky gay.
      Ji bhai jan ap nay bohat hi acha jaiza piash kia hay aor es main bohat achi bat share kia hay main ap ki es bat say agree karta hoon. Forex trading main emotions ko control karna bay had zarori hota hay kun k Forex trading main aksar traders emotions ki hi wajah say bohat ziada mistakes kartay hain jes main aik to woh Forex trading ka complete knowledge gain nahi kartay dosra Forex ko poori taran sekh kar understand nahi kartay aor tesra Forex ki completely practice nahi kartay jes say un main knowledge, learning and experience ki kami reh jati hay jes say during trading un say bohat si mistakes ho jati hain jo loss ki aik big reason hay es kay elawa emotional traders aksar greedy and jald baz hotay hain es wajah say big lot size say trade open kartay hain jes say loss honay ki wajah say un ka account bhi baz dafa wash ho jata hay es liay har hal main traders ko apnay emotions pay control karna chahiay aor poori mehnat kay sath poori taran Forex ko learn kar kay start karna chahiay ta k ziada say ziada kamyabi hasil ho sakay jetna bhi ziada emotions pay control kia jay ga utna hi ziada achi trading ho gi aor achi trading ki wajah say acha profit hasil ho ga.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main sub se zyda hain jo loss hota hai wo apny emotions par cpntrol na rakhny se hota hai boht se tradors apny emtions ain akar khud he galtian kar jaty hain jis se un ko loss ho jata hai es liye hmain chahye k hum aysa kuj bhi na karen ji sse hmain loss ho jay
        zyda tar tradors jub loss hota hai tab he apny emotions ko control nahi rakhty hain or wo khud he koi na koi galti kar jaty hain or un ko loss ho jata hai es liye kbhi bhi jaldi main yah ald bazi main a kar kbhi bhi trading na karen zyda tar loss hony par tradors os loss ko recover karny main jaldi kar jaty hain tab he un ko loss hota hai or jub wo tradors loss ko face karty hain tu pher wo aik or galti tab kar jaty hain jub wo bari lot k sath trading karty hain or yah sochty hain k hum ayse aik he trade main apna loss recover kar skty hain jub k yah bhi apny emotions ka boht he zyda galat instmal karty hain tab bhi un ko loss ho jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

          hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paasia kaama saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakt yahin hum is mai full time be kam kar sakty hain hmy is mai kamyab hony ky liye mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik asa business hain j hamy learning be deta hain ir hamy earning eb deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex pkaistan mai legal or famous business ban cuka hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

            Ji han bilkul dear agar aap apne emotions ko control kar lete hain to aapko Achcha profit Hassan ho sakta hai isliye acche emotion detection tabhi aap forex market Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Motion Control Kar Ke agar aap training karna chahte hain to yah Ek bahut hi accha Tarika Hai Jis Se aap market ke trend ko Maloom kar sakte hain aur apne emotions ko control karke hi market Mein tik sakte hain aur long term trading kar sakte hain Kyunki market emotion ke sath attach Nahin Hoti Ek technical work hai aur ismein technical trading hi Hona behtar hai jisse aap Achcha profit Hasil kar sakte hain otherwise aap ismein emotion ke sath loss Hai loss Hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

              Forex trading main acha profit hasil karny k ley humy ziada sy ziada behtar knowledge or experience hasil karna ho ga jis sy hum log apny emotions ko control kar saken gy jab tak hum learning ni karny gy practice ni karny gy to hum kabi bi apny emotions ko control ni kar saken gy is key humy apna knowledge information maximum kar k practice karni ho jtni hum practice karny gy to humara experience utna he ziada ho ga is ley humy apna experience ziada sy ziada karna ho ga jis sy hum apny emotions ko easily control kar sakeny gy hum or behtar planning or strategy sy trading kar saken gy jab hum apny emotions ko control karny main kamyab ho jany gy to hum acha profit earn kar sakeny gy
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

                Emotional per control Karke acche analysis Karke Ham Achcha profit gain kar sakte hain mujhe ek baat ki nahin aati ke jhoka emotional ka hai hi nahin to use main emotional hone ki kya jarurat hai ya kaam technical kam hai isase apne rules and regulation Hai apun ko follow Karen aap apne confidence ko Bullet Karen aap apne itne satavan Karenge aapki jagamanta perfect Ho To fir aap apne account Ko Dekhe aur money management Karen risk majbut Karen Uske bad trade dekhne ke kis Waqt aapki favourite Mein Hogi tab plus Karen Is Tarah aap Sampark Karen use Waqt Tak jab tak Haath Na Aaye Is Tarah aap ki Baton per Amal Karke good profit Le sakte hain market Mein Jo Bhi log emotional hokar kam karte hain vah bahut loss Mein Krishna loss ho jata hai ki vah free trade Wapas bhi nahi laga Sakte isliye updated ko theek tarike se Lagaya Soch samajhkar lagaen Taki aapki trade co profit ho sake
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

                  Assalamu Alaikum dear friend Forex trading business Mein traders ko imitation per control ki practice Jarur Karni chahie emotional business Kabhi profitable business Nahin Hote Ham Aksar dekhte hain aur sunte Hain Ki traders ke bahut big balance wale account ek hi trade Mein wash Ho Jaate Hain ismein total roll emotions Ka Hota Hai Jab trader Achanak Koi big movement dekhta hai tu emotional hokar Apne agale Pichhle loss pure karne ke liye aur profit Hasil karne ke liye ek trade Mein lot size maximum kar leta hai aur loss Mein Jaane Ki Surat Mein Jis bataiye Andaaz Mein Yahi Sochta rahata hai ki trade profit Mein Chali Jayegi lekin aisa hota Nahin Hai Business mein emotional aur emotional hokar Kam Nahin ho sakta Kyunki koi bhi business Ho vah Mukammal Taur per calculation per Chala Hai Jiska fayda nuksan Kisi Aur galti ki vajah se ho jaaye to recover Bhi Ho Sakta Hai Magar emotional Hoke Jo galti kar li Jaaye uska to Koi HAL hi nahin hai dear Jahan Tak Main is market mein dekha hai ki Ham Agar is market Mein kam Karte Hain To Humko is market Mein Apne emotion per control Rakhna chahie Uske bad Ham is market Mein acche se kam kar sakte hain Agar Ham is market Mein Apne emotion per control Nahin rakhte To Ham is market Mein log kar sakte hain isliye Humko sabse pahle motion per control karne ki practice karni chahie Uske bad real account per kam karna chahie tabhi Humko is market Mein fayda Hoga aur Jyada profit hoga emotion par control karne ke liye Humko demo per kam Karke check karna chahie ki Ham is market Mein Mani management ke sath kam karen to usse Koi koi hota hai uske sath Ham Jab stop loss Lagate Hain to use se Humko kitna fayda hota hai isiliye Ham Ko market Mein analysis Karke trade Lagani chahie ya Jab practis Karenge To Hamen apni emotional per control kar Sakenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Control on Emotion to Make Good profit.

                    Dear member Agar ham demo account may kam Karen aur acche tarike se Karen aur usko serious Lekar Karen aur yah soche ki yah kam Ham real account mein kar rahe hain to hamare Wohi emotion Honge aur ham apne liye target banaen ki Humne yah achieve karna hai Is Tarah kam karne ka maza bhi aaega aur experience bhi baryga aur Jab real account mein Ham kam karne jaenge To Hamen bahut aasani Hogi Kyunki Demo account per Agar ham Achcha experience Hasil kar Chuke Honge Sab Kuchh samajh Chuke Honge to koi masla Nahin hoga lekin Agar Demo account per Hamari practice acchi Nahin Hogi to real account mein jakar Ham bahut Buri Tarah Maar khaenge aur nuksan Utha Lenge aur emotional Honge jo ki nahin hona chahie Kyunki Ham trading ko apni profit ke liye time Dete Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X