Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?
    Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

    Ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ais market mai ap ne agar normal trader ki tarha kaam karna hai to ap ko ais market mai ye pata ho k professional trader kaam kaisy karty hai kun k ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais market mai professional ki tarha kaam karna hai to ap ko ais mai money management k hisab se kaam karna chaye aor aus k sath sath ap ko ais market mai apni trade k sath stop loss laga lena chaye aor ais market mai trade lagani ho to aus k sath sath ap ko ais mai lot size ka khas khyal rakhna chaye kun k agar ap ais market mai achy se kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai aor ap ais market mai acha profit bana lety hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

      Forex market main her trader pehly aam trader hi hota hai ky continue forex market main trade kerty huey her koi kuch time period ky bahd professional trader ban jata hai tou aam trader aur professional traders main jo difference hota hai un main some are following

      PROFESSIONAL TRADERS

      Professional traders kabhi bhi trade open kerny ki jaldi nehi kerty all the time market ko observe kerty rehty hain aur jab bhi acha chance milta hai forex market main trade open ker ky acha profit hasil ker lety hain
      Professional traders kabhi bhi money management aur risk management ko baghair forex market main trade open nehi kerty ky aesa na ho ky trade open kerny per loss hona shoru ho jaey aur woh loss increase hoty hoty account hi wash ker jaey
      Professional trader kabhi bhi bara risk nehi lety ky short time main bahot zyada profit hasil ho jaey continue forex market main normal ridham sy trade kerty huey professional traders apna target achieve ker lety hain

      NORMAL OR AAM TRADERS

      Normal ya aam trader main aik tou experience ki bahot zyada kami hoti hai ky forex market main investment ker ky trade open kerny ki bahot jaldi hoti hai ky market main enter hoty hi Trade open ker ky bahot zyada profit hasil ker lain jo kabhi bhi hota nehi hai
      Normal traders sirf market ki bari movement ko read ker ky reverse order main trade open kerty hain ky ab bahot movement ho chuki hai one direction main ab market reverse zarur move kery gi tou acha profit hasil ho jaey ga lekin woh bhi bahot kam trades main hi hota hai aksar aesy trade open kerny per bhi account wash hi ho jata hai
      Normal traders kabhi bhi planning ky sath trade open nehi kerty aur jab kisi open trade main kuch loss ho jata hai tou market ky reverse ho ker profit main aany ky liay wait hi kerty rehty hain koi safety measures nehi lety ky loss ko control ker lain aur result main account wash ho jata hai

      PROFESSIONAL TRADER KESY BANA JA SAKTA HAI

      Start main tamam traders normal hi hoty hai aur woh traders hamesha normal hi rehty hain jo forex market main trading ko completely learn nehi kerty jo mehnat kerty hain aur forex market ko complete learn ker lety hain woh bahot jald professional trader ban jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

        Traders mai aam aur khaas ka faraq sirf unkay experience aur experties ki wajah say hota hai. Uss kay elawa koi aisa faraq nahi hai kay wo kisi aur wajah say sagregate nahi kia Jata. Traders mai aam traders unhain kaha Jata hai jo kisi experience aur proper learning kay baghair trading shuru ker laitay hain aur unkay khayaal mai forex raatoo raat ameer honay ka zariya hai laikin ye ghalat guidance hoti hai. Aam traders kabhi bhi itna acha business nahi ker patey aur hamesha struggle he kertay rehtay hain.

        Khaas traders wo hotay hain jo proper learning, knowledge aur demo trading practice kay baad trading business mai aatey hain aur aur unhain trading ki her oonch neech ka bhi undaza hota hai. Aisay traders slow and steady kaam kertay hain aur phir kaamyab ki taraf jatey hain. Aik waqt Ata hai jab wo trading mai expert ho jatey hain. Iss kay elawa aam trader aur khaas trader mai koi faraq nahi hota hai. Traders ko chaiye forex trading business say faida uthain jaisay poori duniya mai laakhoo traders forex say apni life ko bahter say bahter kertay jaa rahey hain
        • #5 Collapse

          Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

          Ek professional trader jab trade open karta hai to wo har trade k lye alag se planning karta hai aur market ka analysis karta hai jab k jo professional nahin hota wo kisi b analysis k baghair trade karta hai aur planning b nahin karta jis ki waja se uski aksar trades loss men close hoti hain.......
          • #6 Collapse

            Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

            Normal Trader:

            Forex business mein lakhon Croron traders work kartey hein aur in mein se bohot sarey traders aisey hotey hein jo Sirf normal traders hotey hein yeni keh unke pas koi Knowledge and experience nahin hota hey aur woh is market mein enter ho jatey hein aur average ke hisab se bhi normal traders professional traders se kafi ziada hein, aur yehi wajha he keh Loss ki average bhi forex mein profit se ziada hey. uski sab se bari wajha Lack of knoweldge and exprience hota hey jo keh normal traders mein hota hey.

            Professional traders:

            Iske muqable mein Market mein jo professional traders hotey hein woh Fully Plan ke sath is market mein enter hotey hein aur unke pas kafi ziada knowledge and experience hota hey aur woh jab bhi market mein enter hotey hein to aik acha profit hasil karke hi nikaltey hein kioun keh unke pas Achi achi strategies hoti hein aur Successful plan hota hey aur yehi wajha hoti hey keh wo is market mein bohot hi kam entry lete hein lekin jab bhi lete hein acha profit bana kar hi nikaltey hein Professional traders mein koi emotions nahin hotey hein aur na hi un mein Greed nam ki koi chez hoti hey aur na hi woh kisi shortcut ke chakron mein Loss kar rahey hotey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

              1 aam trader jo key normal trading hi kar sakta hay esy traders zeyda market key bary me knowledge nahi rakty aur na hi market me trades open karny ka time dekty hey aur na market analysis karny ki soch rakty hey, esi trading kamyab nahi hoti jo baghir sochy samjy plan key base par ki jaye, jab key professional traders bahot zeyda sochty be hey aur market ko analysis karny ka experience be rakty hey, 1 normal trader risk management nahi kar sakta magar professional traders me risk ko manage karny ki quality hoti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

                Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy professional trader or am traders m bot farq hota hy professional trader hmasha trade open krny sy phly anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr trade open krty han unan koi jaldi ni hoti k aik dam sy market ki fori movement py buy ya sell kr dan wo hmasha soch smj kr trade open karty han jb k normal traders market ki movement ko dakh kr fori trade open kr lyty han jis ka nuqsan ye hota hy k market foran wapis a jati hy or hmari trade loss m chli jati hy or phr ham loss ko cover ni kr paty professional trader hmasha money management or risk management k sath trading krta hy or bharpor mehnat k sath trading krta hy jb k normal traders apni trading py zyada twja ni dyta us ki soch jaldi sy ziada pasa kmany ki hoti hy hamy hmasha professional trader ban kr kam krna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

                  aik aam trader aur professional trader main bohut ziada fark hota hai ju ky main ap ko explain karta hun aur en ky beach ju fark hai wo btata houn.
                  professional trader
                  aik professional trader forex main kabhi bhi jald bazi nahi karta hai aur hamesha kisi achi logic ky sath trading karta hai aur ager usy aik week trade na bhi mily tu wo trade nahi karta aur wo proper money mangement aur risk mangement say kam karta hai aur stop loss aur take profit use karta hai aur acha plan akr ky kam karta hai.
                  Aam trader
                  aik aam trader hamesha jaldi bazi karta hai jis ki waja say usy nuksan hota hai aur na he wo kisi rules ko dekhta hai aur na he kisi chez ko follow kar ky kam karta hai trade mily na mily us nay daily apni trader lgani hoti hain aur aik he tiem main ziada say ziada trades lgani hoti hain yehi fark hota hai ju aik trader ko kamyab bnata hai aur hmain bhi professional method say kam karny say success mil sakti hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek aam trader aur professional trader mein kya Fark hota Hai?

                    bhai jan forex rading main aam or professonl ain kuj nahhi hota hai forex main sub se pahly tu kam karny waly sub he tradors he hoty hain or sub he aik jesa kam ka rahy hoty hain q k koi bhi pany kam ko aysa nahi kta hai k wo am tradors kahlaya jay es liye sub he trdars he hoty hain laken un k kam ka farak hota hai koi boht acha karta hai kam or koi acha kam nahi karta hai es liye hmain chahye k aghr hum apni tdaing ko bahtr karengy tu hum achi earning kar skaengy jub k aghr hum apni trdaing main nakam ho jaegy tu hum apni trdaing main kam cah anahi kar rahy hungy tab nakam hongy tu apny kam ka miyar bahr karen tradors tu ap ban he gay hain apny trdaors hony k liye khud ko professonal bna kar kam karen jis se ap kamyab bhi hungy or apko loss hony k chnaces bhi kam se kam hungy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X