Trading mein spread kaun mukarar karta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein spread kaun mukarar karta hai?
    Trading mein spread kaun mukarar karta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein spread kaun mukarar karta hai?

    Dear jab ap ais market mai koi bhi trade lagaty hai to aus par ap ko spread dena parta hai agar ap ais market mai kisi broker par account banaty hai to aus par ap ko pairs par spread dena hota hai agar ais market mai ap kisi major pair par trade lagaty hai to aus par spread kam hota hai magar cross pairs par ap ko spread zayda dena parta hai agar ap ne ais mai dekha ho to ap k account par jo spread hota hai wo ap ko ais mai apny broker ko dena hota hai aor wo ap ka broker hi decide karta hai k ap ko ais mai kis pair par kitna spread dena hai aisy hi ap ko ais mai agar kaam karna hai to ap ko ais mai spread ka pata ho k kitni lot par ap ko kitna spread dena ho ga ais mai agar ap ne kaam karna ho to ais mai kam spread waly pairs par trade karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein spread kaun mukarar karta hai?

      Forex trading mein different types ke jo broker hein woh is mein involve hotey hein jinke through hum is market mein work kar rahey hotey hein aur jitne bhi brokers hein in sab ke differenet spreads fix huwe parey hotey hein market mein aur jab hum un ke sath account open kartey hein to hum unke spread ko Demo account open karke achi trha se dekh saktey hain keh yeh broker humse kitna spread charge kar raha hey aur yeh sab brokers ka different hota hey koi broker ziada spread charge karta hey aur koi broker kam karta hey aur uske ilawa yeh Different currencies pairs par different hota hey kisi pairs par ziada hota hey aur kisi pair par kam hota hey isliye hamen always woh pari hi choose karna chahiye jis mein spread bohot hi ziada kam ho to hum us mein achi trading kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein spread kaun mukarar karta hai?

        Spread ko Forex market me es ley define kia jata hay key traders ko asani ho key wo low spread key pair me trading karna chahty hey ya per high spread key pairs me, spread 1 pair me buying aur selling prices me difference ko kaha jata hay, low spread key pairs me ye difference kam hota hay aur high spread key pairs me bahot zeyda, ye broker ki fees hoti hay jo key har entry me investors se charge ki jati hay, spread hamesha pip me hota hay, buying price aur selling price me difference pips me show hota hay jes ko bahot asani se define kia ja sakta hay.
        Click image for larger version

Name:	what-does-a-spread-tell-forex-traders_body_what-does-a-spread-tell-forex-traders_dealticket.png
Views:	5
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12325119

        اب آن لائن

        Working...
        X