Trade par risk kitna lena chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade par risk kitna lena chaye?
    Dear ais market mai hum ne agar account par trade lagani ho to hum ko aus par kitna risk lena chaye jis se humra account bhi safe rahy aor aus k sath sath hum ko profit bhi acha ho jaye? Hum ko apny account par kis hisab se risk lena chaye ais k bary mai jo ap ko pata hai wo bata dey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade par risk kitna lena chaye?

    Forex market main jab ham trade open kerny ka risk lety hain tou hamain apni trade isterha plan kerni chahiay ky jab hamain open trade main loss up-to twenty five percent of total balance ho jaey tou hamain her surat trade close ker ky loss ko recover kerna shoru ker dena chahiay jab ham is sy zyada forex market main trade kerty huey apny balance per risk lety hain tou phir jab loss up-to or more than fifty percent ho jata hai tou usko recover kerna bahot mushkil hota hai kabhi kabhi tou aesy trade kerty huey account hi wash ho jata hai ky ham jab bary loss ko recover ker rehy hoty hain tou ham risk bhi bara lena shoru ker dety hain jis ka result yeh hota hai ky hamara loss recover nehi hota lekin account zarur wash ho jata hai hamain koshish kerni chahiay ky jab loss ki limit select kerain ya stop loss select kerain tou woh total balance ky twenty-five percent sy zyada na ho warna zyada chances phir account wash hony ky hi hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trade par risk kitna lena chaye?

      Forex trading ami balance to loss ratio kay saath kerni chaiye. Traders iss ratio ko nazar andaaz ker daitay hain jiss ki wajah say pareshaani ka shikaar ho jaatey hain. Jab traders apnay balance aur margins ko daikhay baghair trading kertay hain tou iss waqt traders ki koi strategy unn kay kaam nahi aa sakti kiyu kay traders currency pairs mai kaam kertay huay tou shayad inn baato ka khayaal bhi rakhtay hain lakin jab commodity ya metals mai kaam kertay hain tou unhain spreads ka knowledge nahi hota jiss ki wajah say lot size ziada ker kay trade open kernay say unka free margin bohat ziada use hojata hai aur wo tarde loss mai jana shuru ho jaey tou account weak hotay hotay wash bhi hojata hai. Traders ko apni strategy iss tarah rakhni chaiye kay commodity ya metals ki trading kertay huay koi aur trade open nahi rakhain takay free margin aur equity ka masla paida nahi ho. Issi tarah traders ko apnay total balance ko daikhtay huay ye bhi khayaal rakhna chaiye kay wo loss kitna support ker saktay hain. Traders ko apnay balance ka 20 say 30 percent he loss ya trading mai istamaal kernay ki planning kerni chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Trade par risk kitna lena chaye?

        Forex trading business mein agar Ham mehnat aur Lagan se kam Karen To Ham easily Kamyab ho sakte hain Hamen chahie ki Ham koshish karen ke Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apna Google set karte hue usko achieve karne ki koshish karen Ham Jitna Jyada struggle karte hain aur mehnat Karte Hain Ham easily Apne Gol ko Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki ham Forex trading business ko learn Karen after learning earning ki koshish karen Itna Jyada Forex trading business ko dil se kam Karenge Hamen utna Jyada fayda hoga mehnat aur Lagan se kaam karna bahut jaruri hai Ham Mein jajba Hona bahut jaruri hai Kyon Ke kamyabi ki jajbe ke bagair Ham kabhi bhi Forex trading business Mein Achcha profit Nahin Kumar Sakte Forex trading Mein trading ke liye Hamen kabhi bhi to Kaise Kam Nahin Karna chahie koshish Karni chahie ki Khud ki learning experience on Knowledge ko Dekhte Hue Ham Forex per profitable trade select Karen order lagakar profit ka vate Karen tar ke Hamara experience be build ho aur Hamen Achcha profit bhi mile
        • #5 Collapse

          Re: Trade par risk kitna lena chaye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
          Dear ais market mai hum ne agar account par trade lagani ho to hum ko aus par kitna risk lena chaye jis se humra account bhi safe rahy aor aus k sath sath hum ko profit bhi acha ho jaye? Hum ko apny account par kis hisab se risk lena chaye ais k bary mai jo ap ko pata hai wo bata dey.
          Dear friend forex trading main humy proper analysis karny k bad trading karni chae ha or proper money management or risk management sy trading karni chae ha forex trading main agr ap k pass Knowledge or experience acha ha to ap ko usi hessab sy trading karni chae ha or proper stop loss or take profit istamal karna chae ha stop loss or take profit main 1 : 2 ratio hona chae ha agr ap 10 pips stop loss rakhty han or 20 pips take profit or din main 4 sy 5 trade open karny to ap ko ziada sy ziada profit ho sakta ha jase k 5 trade open ki or in main 3 ka stop loss hit ho jata ha or ap ko 30 pips ka loss hota ha jab k 2 trade main take profit hit hota ha to ap ko 40 pips ka profit hota ha means ap ko 10 pips ka profit phr bi ho jata ha
          • #6 Collapse

            Re: Trade par risk kitna lena chaye?

            Assalamu Alaikum dear forex members ji han bhai ne bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ka Jitna ho sake utna Hi Kam risk Le Har trade per koi bhi trade Jyada Rishta na lagaen balki Hamen chahie ki vah tradelines mere se kam se kam ho aur Hamen profit Ka Chand sabse jyada ho Agar Hamen koi bhi a raha hai to use time per trade Nahin Lagani chahie Kyunki vah Hamen loss hi Deti Hai disturb ke baare mein Hamara experience and knowledge Achcha Aur Main full confidence Agar Ham Uske hi trade Karenge To Ham bahut jaldi bahut kam time Mein Ek accha profit earn kar Sakenge aur achay trader Ban Sakenge Kuchh log lalch kr ky risky trade lga baithtay hein shaid hamein zaida profit hojay aur bad mein losss kr ky pachta rhay hotay hein is liye hamein chaye ky kabhi bi risky trade pr na jayen agr koi risk lag rha ha to usko chod dein
            • #7 Collapse

              Re: Trade par risk kitna lena chaye?

              Trade par risk kitna lena chahye chahye. To mere dosto sab sy pehly ap Ko is trade ko sikhna chahye .ye trade hy kiya. Kis tarha ki jati hy. Trade hoti kitni qisam ki hy. Trade lgaty kistrha hain. Trade k liye hmen kon kon sy analysis karny chahye. Software ka completely pta hona chahye. Toe sab k sab istmal krny ka pta ho. To ye sab sekhny k liye apko boht zyada mehnat chahye hoti hy. Or ap jab trade k bary mn ye sab maloomat akhti kr len. To us k bad apko apni money management krni chahye or agr to ap kisi pair k boht achy analysis kr lety or apko sure hota k ap abhi is mn profit maximum chances k len gy to risk len apny account ko dekhty hovy. Or agr ap ko kisi chz ka pta ni hy or ap esy hi risk lety hain to mn yaqeen sy mehta k ap ny apny pesy hi barbad krny hoty hain risk bhi working kr k liya jata hy
              • #8 Collapse

                Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                Risk in Forex trading:

                Click image for larger version

Name:	risk reward ratio.jpg
Views:	3
Size:	52.4 کلوبائٹ
ID:	12323643

                Forex ke jo rules ke mutabiq mene parha he to us mein hamen yehi samjhaya gaya he keh apke account ka jitna bhi balance ho us par aap ziada se ziada 3% tak risk hi le saktey hein is se ziada risk agar aap lete hein to woh apke liye kafi ziada risky ho jata hey aur uske ilawa hamen chahiye keh hum jo bhi trade lagayen uska hum jo Risk Ratio rakhen woh ziada se ziada 1:1 ho ya 1:2 ho aur kabhi bhi apka Stop Loss kam na ho Take Profit sey, is trha agar apke Stop Loss ziada bhi hit kabhi ho gaye to apko loss ziada nahin hoga aur is wjha se apka jo profit hoga woh kafi ziada hoga jo professional traders hotey hein unka risk reward ration jo hota hey woh almost 1:2 hi hota hey ya is se kam bohot hi kam hota hey warna hota hi nahin hey.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                  Kesi be single trade me risk ki limit app ko kam se kam rakni chaye minimum risk limit hi market me zeyda time tak survive karny key ley helpful strategy samji jati hay, 1 trade me risk aur reward ki limit app ko same nahi rakni chaye, Professional traders risk ki limit kam rakty hey aur reward limit zeyda, es ki waja traders ka experience hota hay agar app ka trading experience be kam hay aur market analysis karny me be app expert hey to app ko risk ki limit har trade me minimum rakna zarori ho jata hay reward limit ap apni marzi ka rak sakty ho.
                  منسلک شدہ فائلیں
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                    Ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex trading business mein agar Ham mehnat aur lagan se kam Karen to Ham isliye kamyab ho sakte hamen chahie ki Ham koshish karenge jyada se jyada mehnat Karen aur apnaek mind set Karen ki hamen is per pahunchne hai aur itna profit hasil karna hai ismein jyada se jyada struggle ki jaaye uske bare mein experience hasil karna hai itna jyada aapke pass experience hoga utna hi jyada aap achcha se risk utha sakenge aur is profit hasil karenge kyunki aap jitna jyada risk uthaenge utna hi aapko profit ki chaal se bhi jyada honge route nahin jaldi se aapko fayda hoga ismein agar aap experience ke bagair kam karenge to aapko loss bhi ho sakta hai isiliye aapko ismein uthane ke liye jyada se jyada experience ki jarurat hoti hai agar aapke pass ek accha experience hai to aap ismein jitna marji risk uthakar usse profit hasil kar sakte hain aur ismein successful ho sakte hain isiliye ismein experience Lena sabse jyada hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                      trade pay risk ap apny account belence ky hisab sy laity hain farz karain ager ap ky pas 100 doller ka account hai tu ap ko apni per trade pay risk 5 doller laina ho ga ap ki 100 doller ky account main money mangment ky hisab 0.01 ki 2 lot lag sakti hain aur ap ka per trade risk 5% percent hona chahay phir ap khtry say bahir hain kyon ky ap ko ager loss ho ga tu ziada say ziada 10 doller ho ga iss say ziada nahi ho ga es lea ap jab bhi account ko mange karain tu apna account ka risk ziada say ziada say ziada 10 percent rakhain ye recover karna bhe asan ho ga aur ap ko asani ky sath loss ko bhi affoard kar sakty hain es lea ap ko es say ziada ka risk nahi laina chaheay ap rules ky khilaf hly jain gay phir.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                        Ap ny bot acha question kea hy hamy apni trading pr risk lyny sy phly apna account dakhna chaiy or aik achy or kamyab trader ki neshani hy k wo hmasha apni investment py 20 percent sy ziada loss ka risk ni lyta aik kamyab trader hmasha apny kiay hoay loss ko recover karny ka phly sochta hy or jo traders sochty han k ham apny trade close na karan to ye trade or zyada loss m ja kr un k liay recover karna bot mushkil ho jata hy hamy zyada sy zyada risk management or money management k hesab sy kam krna ho ga is tra ham apni trading pr risk km ly kr acha profit hasil Kar saken gy or loss b km sy km ho ga forex aik unique business hy is m ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi zyada profit hasil karan gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                          Dear forex market mein job Bhav trade open karne ka risk Lete Hain To Hamen apni trade Is Tarah plan Karni chahie Ke Jab Hamen opentrade Mein loss up 25% of total balance Ho Jaaye To Hamen Har Surat trade close Karke loss ko recover karna Shuru kar dena chahie Jab Hamen is Se Zyada forex market Mein trade karte hain Apne balance per risk Lete Hain To fir job loss up tu aur 50% ho jata hai to usko recover karna bahut Mushkil hota hai kabhi kabhi to is straight away account hi wash ho jata hai isliye main Soch Samajh Kar trade open Karni chahie Taki Hamara account wash na Ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                            hum trade laga kar acha bonus kama sakty hain forex mai hamy acha experience hasial kar ky risk lena ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik online business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamybe hasial ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ami agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss hi jy ga is mai market ka balm nai hota forex aik amm business ke tarha nahi hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga froeex aik bahtren business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade par risk kitna lena chaye?

                              Jab ham log market Mein risk Lete Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada nuksan hota hai isliye Ham Logon Ko market Mein risk Nahin Le Na Hota Ham Logon Ko hard working Karni Hoti Hai Taki ham log Achcha profit Bana sake Jab ham log risk Lete Hain To Ham Logon Ko Bhi uska bahut hi jyada nuksan hota hai aur Hamara account wash ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X