jaiza: economic calender
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: economic calender
    Forex trading business Mein Hamen economic calendar bahut jyada help karta hai economic calender ki vajah se Ham market ki news ka easily analysis kar sakte hain aur past forecast ko Dekhte Hue actual forecast analysis easily trade ko identify kar sakte hain economic calendar se Ham sell or buy trade ko easily identify karte hue trade order Laga sakte hain future forecast ke liye Hamen 5 forecast ko dekhna bahut jaruri hai passport ka samay sirf economic calendar uski vajah se identify Karte Hain senior traffic Karta Hai Ke economic calendar ko Dekhte Hue news analysis kiya jaaye aur future mein Achcha profit Hasil kiya jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: economic calender

    Dear ap k pass ais market mai kaam karny k liay news ka aik shedule hota hai jis mai ap ko pata chal raha hota hai k kon se din mai kon sa event aa raha hai aor aus se market mai kai faraq pary ga aor aus k sath yehi event jab last time aya tha to aus se market mai kai moment hoi thi ye sari baty ap ko batai jati hai ais k liay diffrent sites hai jaha par ap ko economic calender mil jata hai jis ko dekh k ap ais market mai trade kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai jo normal technical trader hoty hai wo bhi ais mai aik dafa dekh lety hai trade lagany se phly k koi aisi news na aa rahe ho jis se market mai kafi zayda moment ho jaye aor ap ko ais mai loss ho jaye ais liay wo ais mai calender ko dekh k trade karty hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: economic calender

      Economic Calender:

      Forex business mein economic calender ka bhi bohot hi ziada role hota hey kioun keh sara din hum jo market ki movement dekhtey hein kabhi market up jati hey aur kabhi market down jati hey iske Pichey jo market ko chalane wala system hota hey woh economic news ke teht hi chal raha hota hey aur Hamen Always news ke sath update rehna parta hey kioun keh agar hum jo bhi analysis kartey hein uska jo pichey background hota hey woh to news se hi connect ho raha hota hey news ko bhi dekh kar hum koi achey analysis kar saktey hein aur hamen pata chalta hey keh Market news ke sath sath konsa trend bana rahi hey aur phir hum economic and Analysis ka aik mixture bana kar is mein trade kartey hein to hum kamiyab rehtey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: economic calender

        Economic calendar.
        Trading mein economic calendar ko follow karna bahut necessary hota Hai, kyun ki ki news ki wajah se market main bahut fast and rapid moment shuru ho jaati hai is liye agar aap economic calendar ko follow kar ke trading place karen ge to aap ko ziada se ziada chances ho sakte hain. Agar aapane economic calendar ko follow nahin kiya to kisi aisi news ki vajah se aapki trade ke opposite trend chal para to aapka account recover karna mushkil ho jaega. Aksar Ham apni post mein Main zikar karte rahte Hain ki fundamental analysis is mein yahi economic calendar hote hain jin ko follow kar ke Ham apna analysis develop karte Hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: economic calender

          Economic calendar jo key fundamental analysis key ley important samja jata hay es calendar me app ko yearly news events ka schedule mil sakta hay jo key bahot hi useful samja jata hay, economic calendar me jo be news start ho ye news important be ho sakti hay aur esi be news hoti hey jes ko bahot zeyda ehmayat nahi be di jati magar har news ka time key sath release hony ka time es calendar me hota hay, fundamental analysis karny waly traders esi news economic calendar me search karty hey jo currencies par high impact karti hey.

          اب آن لائن

          Working...
          X