Jaiza: Maximum suporrt ka profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Maximum suporrt ka profit
    ji main Jana chahta Hun ki maximum sports Ham kitna kamyab ho sakte hain aur ismein hamen kitna fayda hota hai agar Ham maximum sports se kam karen to agar Ham ismein pending order open karen to uska hamen kya fayda hai aur use hamen kitna profit hasil ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Maximum suporrt ka profit

    Dear ais market mai ap ne jo baat ki hai support ki to ais market mai jo price action traders hai wo ais mai resistance aor support level draw kar lety hai apny chart par aor aus k baad wait karty hai k market aun mai se kisi level par jaye ta k market waha jaye gi aor aus jaga par ko ya to break out ka signal market dy gi ya ap ko ais mai bounce back ka signal dey gi ais mai ap ko dekhna hota hai k market ne waha par koi candle stick pattern banaya hai to aus par ap trade laga sakty hai aus se ap ko trade confirm ho jati hai aus k sath price action par ap agar kaam kary to aus mai stop loss kam hota hai aor take profit zayda hota hai ais tarha ap ais market mai acha profit bana sakty hai aor kamyab ho sakty hain ais safe trading ho jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Maximum suporrt ka profit

      Maximum Support Level:

      Jab aap koi bhi Suppor level Draw kartey hein to woh apke Time Frame par bhi depend karta hey kioun keh jo barey time frame hotey hein un mein aap bara Margin rakh saktey hain aur jo chote time frame hotey hein un mein aap chota margin hi rakhtey hein, Jab aap kisi bhi Chart mein koi bhi Support level select kartey hein to phir aap ka jo Target hona chahiye woh Maximum Us support se uper jo Resistant point hota hey woh hona chahiye kioun keh jese hi market kisi support level ko touch karti hey to woh seedha puraney Resistance point ko dobara ja kar touch karti hey isliye hamara jo Maximum Profit hona chahiye woh Support ke uper jo Top par Resistance point ho us par hamen focus karna chahiye aur Support ke Nichey hamen foran Stop Loss daal lena chahiye is se hum Chotey risk ke sath aik bara profit easily kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Maximum suporrt ka profit

        Mery khayal me 1 trader ko bahot hi maximum aur limit se zeyda learning key ley hardworking karny ki zarorat hoti hay app key mind me hona chaye key mehnat key baghir app koi be big step Forex business me nahi le sakty hey, app agar long time se trading kar rahy hoty hey per be fundamental analysis karny key ley app ko mehnat karni hoti hay, Forex bahot hi acha business hay magar mera opinion ye hay key ye profitable business esy traders key ley hay jo mehnat kar sakty hey mehnat na karny waly traders es business me nuksan me rehty hey.

        اب آن لائن

        Working...
        X