Fundamental analysis kia hen forex mn?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis kia hen forex mn?
    Asslam o alaikum.. Dear friends please apny experience sy agah kren k fundamental analysis kiya hain .or ye trading py kistarha asar andaz hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

    Fundamental analysis.
    Forex trading main fundamental analysis bahut zyada important hote Hain woh isliye ke yah market ki moment per bahut ziada asar andaz hote Hain aur market ki movment mein rapidly up ya down jana shuru ho jati hy. Fundamental analysis mein trading ke mutaliq tamam circumstances ka jaiza Lea jata Hai Jin mein GDP, Federal reserve, unemployment aur Is tarah ki important meeting Ko dekha jata hai. Ya kisi country ke head ke press release ki wajah se market ki movement hoti hai isliye ek economic calendar banaya jata Hai jis ki buniyad per fundamental analysis ko easily judge kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

      Dear market ka fundamental analysis news trading hoti hay, app news data collect kar key aur news events se market ki condition ka aur market ki future price action ka idea laga sakty ho, news par depend karna hi fundamental analysis trading hoti hay jo 100% kamyab long term ki trading samji jati hay, technical analysis ko be behtar es ley samja jata hay key market ka current behavior ko understand kia jaye aur indicators key help se hi ye possible hay, news app ko market ki future movement ka be idea de sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

        Market ky analysis two types ky hoty hain aik technical analysis aur dusry fundamental analysis technical analysis ham market ka chart open ker ky kerty hain ky market kin points ky darmian move ker rehi hai ky bar bar reverse ho jati hai kisi point we tou aik taraf support banti hai tou aik taraf ko resistance tou in ko follow kerty huey hi hamain technical analysis per trade kerni hoti hai then other type of analysis hoti hai fundamental analysis ky jab ham forex market main effect hony wali kisi news ko hasil kerty hain aur news ky effect ko news sy pehly hi determine ker lety hain tou hamain phir isi hisab sy forex market main trade open kerni hoti hai tou is terha ky analysis ko fundamental analysis kerty hain jis per trade ker ky ham short time main bhi bahot achi earning ker sakty hain ky news time per market bahot zyada move kerti hai
        Fundamental analysis hamesha technical analysis ko supercede ker jaty hain ky jab market news ky effect sy move kerti hai tou tamam supports aur resistances break hoti rehti hain aur market kisi bhi aik direction main bahot bari move ker jati hai
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

          Dear ais market mai kaam karny k diffrent tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar sakty hai aun mai se aik to technical hai jis mai hum tools aor indicators ko use kar k ais market mai kaam karty hai aus k sath agar hum baat kary fundamental analysis ki to ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai jab kaam karna ho to ais market mai ap ko currency k bary mai pharna parta hai ab ye currency weak ho gi ya strong ho gi aus k baad ap ais market mai jab kaam karty hai to aus mai ap ko kisi event ka wait karna hota hai jab wo event aata hai to ap ais market mai trade kar sakty hai aor ais market mai acha profit bana lety hai ais mai ap ko indicators use ni karny party.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

            Fundamental analysis ka matlab news se market ki movement ka andaza lagana hota hay, agar app esi news ki searching me lag jaty ho jo market par impact karti hay to app market ko fundamental technique se analysis karny ki koshish karty ho, Fundamental analysis work asaan nahi har news market par impact nahi karti aur jo be news release hoti hay ye be zarori nahi key ye market par high impact kary, kesi be country ki economy se be app market ki condition aur es ki movement ka idea laga sakty ho ye be fundamental analysis work hi hay.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

              Fundamental Analysis:

              Forex business mein hum jab hum work kartey hein to hamen fundamental & technical analysis dono ko hi achi trha se learn karna hota hey tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hein.
              Fundamental Analysis basically economic news trading ko kehtey hein aur agar hum News ko achi trha se read kartey hein to hum is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hein aur forex business mein Fundamental and technical dono hi chaltey hein jese hi hum Fundamental ke analysis kar lete hein yeni keh hum Economics purey world ki achi trha se parh lete hein to hamen kafi ziada andaza ho jata hey Purey world ki economy ka aur phir hum sath mein Technical ka mixture mila kar is mein achi trha se traidng kar saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein.
              https://t.me/pump_upp
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis kia hen forex mn?

                fundamental analysis forex main news ko kehty hain jab bhi news ati hai tab he uss sya pehly ham analysis kartty rehty hain ky forex main kesi news ayy ge news kisi bhi major country main ju us ki economy hoti hai uss base ay banti hai farz kaain ager doller hain tu hmain amrica ki economy ky bary main pata hona chahheay aur us ky bary main ap ky pas knowledge hona chahea aur ap ko pata hona chaheaay ky amrica main kitna business hai aur kia export import karta hai aur uss ky bad berozgari kitni hai aur inflation kitni hai fundamental ko samjhny ky lea enhi chezon ky bary main knowledge hasil karna parta hai phir he ap forex main success ho sakty hain aur earn kar sakty hai aur forex market main news ka knowledge hona bohut he zrori haii ky bgair ap technical main success nahi ho sakty hain es lea dono ko mix up kar ky chalna parta hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X