Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?
    Asslam o alaikum. Friends please mujhy btaen k support or resistance kiya hy. Or is ka istmal hmary liye kitna mufeed hy. Or is ko ham use kesy krty hain. Apny apny experience share kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

    Dear mery khayal me to support and resistance level ki trading zaror karni chaye ye useful be hay aur es ka nuksan be nahi hota, hamara main maqsad hi ye hona chaye key ham kam se kam loss ko face kar saken es key ley support and resistance level ki trading mery kahayal me ideal trading hoti hay, newbies ko be chaye key wo zeyda risk na leya karen aur hamesha hi support and resistance level ki trading strategy ko use kia karen other koi be trading strategy khas kar new traders key ley dangerous ho sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

      Technical strategies me support and resistance level ki trading hi esi strategy hey jes key base par safe aur profitable trading possible hay, kesi aur strategy me risk ka factor zeyda ho sakta hay aur profit ka margin be kam hota hay magar support and resistance level trading strategy asi hay jes ko use kar key new traders be safe trading ka advantage hasil kar sakty hey, agar app fundamental analysis ki trading be karty hey to support and resistance trading strategy key base par app key ley trading karna behtar hay.
      • #4 Collapse

        Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

        Assalamu Alaikum dear Forex members Mere mutabiq support and resistance level ki trading Jarur Karni chahie yah bahut hi acchi aur useful hai aur iska Hamen Koi Koi nuksan Nahin Hota Hamara man aim Yahi Hona chahie ki Ham Koi Aisi strategy banaen jisse Hamara loss kam se kam ho aur ham Jyada profit Kama Saken iske liye sport resistance level ki trading bahut hi Jabardast trading hai aur jo log newly form Mein kam karte hain unko bhi chahie ki vah Jyada risky trading na Karen aur Hamesha hi support and resistance level ki trading strategy ko use Karen Iske alava Agar newly member apni strategies Apna ayenge joke unke unexperienced base per Hogi to Unka nuksan ho sakta hai aur vah Apna account wash kar sakte hain isliye newly members ko chahie ki vah support and resistance level ki trading ko hi use Karen
        • #5 Collapse

          Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

          Dear agar baat ki jaye price action traders ki to ais market mai wo resistance aor support ko hi dekh k ais market mai trade lagaty hai aor ais market mai se acha profit banaty hai magar ap ne ais market mai agar kaam karna hai to ap ko ais mai sab se phly to ye dekhna hai k ap agar choty time frame par kaam kar rahy hai aus bary time mai aik dafa resistance aor support level draw kar ley aor aus k baad ais market mai ap choty time frame par jab kaam karty hai to ap ko ais mai acha result milta hai kun k market resistance aor support ki respect karti hai aor aus k hisab se ap ais market mai jab trade lagaty hai to aus par ap ko achi entry point mil jaty hai jaha se ap trade lagye to acha profit ho jata hai.

          Click image for larger version

Name:	Resistance &amp; Support.png
Views:	4
Size:	60.9 کلوبائٹ
ID:	12323618
          • #6 Collapse

            Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

            Jab tak koi fundamental news na ho tou market sirf aur sirf support aur resistance per hi move Kerti rehti hai ky jab support per ponchti hai tou reverse ho ker resistance ki taraf chal parti hai aur jab resistance per ponch jati hai tou support ki taraf chal parti hai hamain forex market main scalping hamesha short time support aur resistance ko follow kerty huey kerni chahiay ky jab market support ya resistance per ho aur koi fundamental news bhi na ho tou hamain reverse order main trade open kerny per profit hasil hota rehta hai hamain bar bar trades open aur close ker ky kuch profit hasil hota rehta hai tou scalping ki waja sy hamara her day ka acha profit ban jata hai tou hamain support aur resistance per zarur trading kerni chahiay lekin fundamental news ko mind main rakhna chahiay ky jab koi news forex market per effect kerti hai tou tamam supports aur resistances break ho jati hain agar trade open ho tou bahot bara loss hony ky chances hoty hain ky ham phir loss ko control nehi ker paty
            • #7 Collapse

              Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

              Support aur resistance ke base per trading karna chaiye kion ke Support aur resistance ke base per trading karna kafi faida mand sabit ho sakta hai.
              Traders ke aik bohot he bari tadad trading mai Support aur resistance ke base per trading kerti hai aur apny trading analysis ke liye traders Support aur resistance kay levels ka khayal kar kay he trading karty hain.
              Support aur resistance kay level ke base per traders ko faurex market mai prices ke movement ke baray mai kafi acha idea mil jata hai . Support aur resistance ko apni trading mai zaroaur apply karna chiye aur trading mai achy entry points kay liye market kay Support aur resistance ko touch karny ka wait karna b kafi faida diata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

                Support and Resistance

                Forex business mein support and resistance ka bohot hi ziada role hey aur purey world se is business mein jo mere khayal mein sab se ziada trade hoti hey jis point par trade hoti hey woh Support and Resistance point hota hey, Support and Resistance Basically aik aisa point hota hey jahan market Uper ya Nichey ki taraf Reverse hoti hey kioun keh yahan par Already itne ziada traders Buyer ya Seller bethey hotey hein keh woh Market ko Break nahin hone detey hein aur Market ko phir se Reverse phenk detey hein aur isy wjha se yahan par jo bhi professional traders hotey hein apne pending order laga kar beth jatey hein aur jese hi market in points ko touch karti he to woh yahan se aik achi aur safe trade lagatey hein jis mein apko Stop Loss bohot hi kam mil jata hey jab keh profit ka Margin bohot hi ziada mil jata hey.

                Click image for larger version

Name:	support and resistance.jpg
Views:	3
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12323635
                https://t.me/pump_upp
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Support or resistance ko ham hamen use krna chahye ya ni?

                  forex main sab sy ziada strong price action support aur resistance level hai ju market main ziada impact karty hain en ki bohut ziada accuracy hoti hai jiss waja say market main analysis karty hain dunia jahan ka koi bhi setup ho ap jiss strategy say bhi analysis karain ap ko sath main support aur resistance ko lazmi dekhna parta hai phir he ap ki wo strategy success rehti hai forex main jab bhi aik new trader ata hai us ko ham ager basic pay support aur resistance level na sekhain tu wo forex main agy nahi par sakta hai ess lea forex main jitna mumkin ho saky support aur resistance ko advanced level pay sekhna chahea chhay ap ko fee day kar he kyon na sekhna pary phir bhe ap ko sekhna pary ga.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X