Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Islamic Point of View se Forex business kesa hey?
    Dear Members:

    Bohot sarey log is business par Aitaraaz kartey hein keh yeh Islamic point of view se theek nahin hey, isliye mery sab dosto se guzarish he keh isko islamic point of view se Describe karen.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

    Dear jaha tak mainy ais k bary mai study ki hai aor ais k bary mai pata hai to agar ap ais market mai kaam karty hai aor aus k liay ap ais mai learning karty hai aor ais market mai trade lagany se phly analysis karty hai aor aus k baad ap soch samjh k ais mai risk apny account k hisab se lety hai to ye halal hai kun k ais mai agar ap jowa jaisy khelty hai aus tarha kaam kary gay to ap ko ais mai faida ni ho ga kun k ais market mai jab ap kaam karty hai to ap ko ais mai jab trade lagani ho to ye na kary k bas aik bari si lot laga dety hai market jis taraf chali gai ais mai ap ko analysis karny hai aor apny knowledge k hisab se ais mai trade lagani hai tab ap ais mai se jo paisa kamaty hai wo sahe hota hai aor aus ko ap halal samjh k use kar sakty hai aus mai ap ne mehnat ki hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

      Assalamu Alaikum dear Forex members Forex Ham Jab trade Karte Hain To usse pahle market ko acche se dekhte hain analyse karte hain aur apne experience and knowledge ky mutabik trade Lagate Hain Ki Hamen jisse profit ho sake Iske alava Forex Mein Ek Bansuri Option hota hai Jisne Hamen fix profit and loss hota hai yani ki usmein Ham ped Lagate Hain usmein Ek 6 profit khelo Suna hota hai jo ke juaa ke zimra main ata Hai jo ky Islam mein haram hai isliye Hamen binary option Se Bachana chahie aur simple aur Sada account banana chahie jismein Ham kam Karke profit Kama sakte hain aur Halal tarike se bonus Kama sake binary option Mein kam agar koi bhai kar raha hai to vah bhi Chhod De Kyunki yah Islam Mein haram hai aur Hamen Nahin chahie ki Ham islam ky mutabik na chalein Iske alava Forex Ek bahut hi Jabardast business hai Forex ko Ham haram business nahin kar sakte Hamen kam Karke Ek accha profit earn kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

        Piary dost islamic point of view say agar daikah jaiy to hum is business main work kar sakty hain kyon k hum is business main hard work karty hain aur jo loog mehnat kar k earning karty hain woh islam main halal hy jis business main nafa aur nuqsan dono hon woh business halal hota hy forex business main hum real business ki tarah he work karty hain agar hum acha work karty hain to humain is main profit hota hy aur agar hum mehnat nahi karty to humain loss hota hy
        • #5 Collapse

          Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

          Islamic point of view se agar app Forex business ka jaiza lena chahty ho to ye depend karta hay key app ka trading account swap hay ya swap free hay, agar app swap free trading account ko Islamic point of view se deko to es type key account me interest (sood) ka koi len den nahi hota aur ye profit Muslims key ley Islam me halal hoti hay, aur agar app swap account me trading karty ho to lazmi bat hay key app Interest le kar hi trading karty ho to ye cheez Islam me bilkul be jaiza nahi aur Islam es ki ejazat be nahi deta, koshish karni chaye key sab se pehly ham business ko Islamic point of view se hi deken.
          • #6 Collapse

            Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

            forex islam main harama hai mager aik binery option hai us ko forex main haram samjha jata hai kyon ky wo aik bet hoti hai ju jiss say market main juwa hota hai aur wo forex main haram hota hai aur aik forex main ju ap ka swap hota hai wo bhi haram hota ha es lea in do baton ka khyal rakhain ky aik tu fix trade na karain dosra ap swap wala account na open karain phir ap ka forex business halaal hai aur ap bgair tention ky es main business kar sakty hain aur forex main profit kama sakty hain kuch log binery trading kar ky juwari ban jaty hain uss main profit tu ho jata hai magr us profit main barkat nahi rehti hai kyon ky wo islam main haram krar di gai ha jiss ki waja say uss main jitna bhi earn ho jay asa lagta hai us main earn he nahi hoa.
            • #7 Collapse

              Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

              Forex trading in Islamic point of view.
              Dear member aap ne ek acha question Kiya Hai Islamic point of view se aisa business halal tasawar Kiya jata hai jis mein profit aur loss donon shamil hote Hain. Jab kisi business mein fix profit ho ja fix loss ho to us Surat mein Main vah business halal Nahin hota. Forex trading mein Jab Ham kam karte Hain to yahan per Koi profit ya loss fix Nahin hota balki change hota rahata Hai isliye aap mukammal satisfy ho kar is per kam Karen. Sirf ek point Aisa hai jo ke Ham change kar sakte hain ,Jab Ham overnight trade open chorte Hain use per swipe commission karta hai jo ke kuchh log interest bhi kahate Hain lekin musalman traders ke liye instaforex ne swap free account facility provided ki hui hai to aap apne account ko swap free bhi kar sakte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Islamic Point of View se Forex business kesa hey?

                Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Aj kal bohat say log Forex kay baray main es taran kay kai sawalat kartay hain jen main Islamic point of view say jaiz na jaiz pocha jata hay aor es baray main har koi apna apna nazria pesh karta hay baz log to aisay bhi hain jen ko Islam ka kuch knowledge nahi hota aor woh bohat wrong kisam ki information share kartay hain jo k bohat ghalt kam hay kun k as a Muslims ham sab par Islam ko thek taran say understand karna zarori hay aor others peoples ko bhi Islam kay baray main theek taran say guide karna bhi bohat zarori hay miss guide karna bohat bara guna hay es liay Forex kay baray main hamain khud say koi bat karnay say pehlay kisi aalim-e-deen say pochna bohat zarori hay. Yahan tak main nay suna hay woh yeh hay k jes karobar yehni business main sood ka lain dain nahi hota woh business Islamic point of view say thek hay aor jaiz hay aor jes business main sood shamil hay woh Islamic point of view say haram hay aor bil kul jaiz nahi hay ab ham khud yeh dekh saktay hain k Forex ka business ssod kay sath hay ya nahi agar baghair sood kay hay to jaiz hay aor agar sood kay sath hay to najaiz hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X