Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading ka?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading ka?
    Dear members maira aap say sawaal hai kay traders agar aik waqt mai aik he pair ya commodity pay trading kertay rahey tou ziada faida ho sakta hai ya phir aik waqt mai ziada say ziada pairs aur ziada commodities pay kaam kernay say ziada fgaida haasil ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

    Dear mera opinion to ye hay key 1st jo be trade ham open karty hey es ko importance dena zarori hay aur es ki entry point best hona chaye, agar ye single order jo app ne kam lot key sath open kia hota hay ye agar profit me change ho jaye to es ka bahot faida ho sakta hay, app ka confidence be increase hony key sath app ko market ki samaj be ajati hay es signal trade me profit earn karny key bad app 1 se zeyda trades open karny ka kamyab risk le sakty ho, 1 se zeyda trades app ko market trend conform hony key bad open karny chaye aur signal trade open karny se hi loss be kam ho sakta hay aur market trend be conform ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

      dear yeh to har traders k knowledge pay depend krta hay k wo is main kaisay aur kis hissaab say kaam krta hay agar hamaray pass acha experience hay to hamko kabhi bhi aik pair say kaam nai krna chaye aur agar ham markeet main bahut kam knowledge say enter hain to hamko yeh soch samjh kr kaam krna chaye k hamko ziada say ziada risk kabhi nai laina chaye aur ham markeet ko is nazar say daikhaingay k ham is main baghair kisi knowledge aur experience say aur baghair achi skills k acha earn kr saktay hain to yeh hamari bhool aur bahut bari mistake hay jo hamko aik din bahut barray lose say do chaar kr sakty hay
      • #4 Collapse

        Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

        Mera jahan tak Knowledge aur experience kam karta he to mein yeh kehna suggest karunga keh hamen always aik hi pair par just aik hi trade laga kar uska wait karna chahiye because agar hum ziada pairs par aik time mein ziada trades le letey hein to uska hamen bohot hi ziada nuqsan uthana par sakta hey aur agar apke aik hi waqt mein bohot sarey trades bhi apke against chaley gaye to phir aap ka bohot hi ziada loss hoga aur apne jo bhi profit kiya hoga woh bhi sarey ka sara loss mein badal jayega aur iske ilawa agar hum ziada orders open kartey hein to hum bohot hi ziada confusion ka shikar ho jatey hein aur hamen samjh nahin ati keh ab ham kiya karen, Kioun keh phir aik trade apki profit mein jati hey to dusri loss mein chali jati hey aur phir apke jo emotions hotey hein woh kafi ziada high ho jatey hein aur aap achi trha se work nahin kar partey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

          Dear friend Jab aap ek se zyada pairs per trading karte hain to aap ko thori mushkil aati Hai us ki vajah yah hoti hai ki aap ka zehan mukhtalif hison mein butt jata hai aur aap ka focus qaim nahin rahata. Kisi ek ya do selected pair per currency trading karna ek bahut achcha tarika kar hai agar aap is ko adapt karen ge to aap bahut focused qism ki trading kar saken ge. Jab rozana ki buniyad per aap ek currency ko analyse karen ge to aap us currency ke prediction mein master bante jaenge aur yahi cheaz aapko fayda de gi phir aap Jo bhi trade lagayen ge us mein aap ko earning Hasil hogi. Is liye Mera zati mashwara yeh hai ki hamen ek ya do currency psirs ko select kar ke un per trading karna chahiy.
          • #6 Collapse

            Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

            Dear ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai aik pair select karna chaye aus k baad ap ko ais market mai aus k resistance aor support level draw kar leny chaye kun k agar market aus leve par jati hai to ap waha se trade laga ley ais k sath sath ais market mai ap ko major levels ka pata hota hai aor ap aus par trade laga k acha profit bana lety hai aik pair par kaam karny se ap ko pata hota hai k ais mai abi kon sa pattern ban raha hai aor ais pattern mai ap ko kitna risk lena hai kun k ais mai ap ko trend ka pata hota hai aor aus par ap achy se trade kar sakty hai agar ap aik se zayda pairs par kaam karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai planing k hisab se karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

              Tamam forex traders apni apni stretigies ko apply ker ky forex market main continue trade ker rehy hoty hain kuch single trade open ker ky profit ya loss per trade close kerny hain kuch traders aik hi time main kei trades open ker ky trade continue kerty hain aur jab jab koi trade profit main aati hai tou trades profit main close kerty rehty hain tou apni equity ko increase kerty rehty hain jab equity balance sy required profit target tak increase ho jati hai tou tamam trades chahy loss main hon ya profit main close ker li jati hai aur end main acha profit ban jata hai hamain chahiay ky ham forex market main aik hi waqat main aik trade open kerni chahiay ky jab aik hi Trade main required profit hasil ho jaey ya aik limit tak loss chala jaey tou trade close ker leni chahiay then new trade open kerny ky bary main planning kerni chahiay taky hamain continue forex market main trade kerty huey profit hasil hota rehy jab ham kei trades open ker lety hain tou hamain achy profit ko umeed kam hi hoti hai ky kuch trades main agar profit bhi hasil ho chuka ho tou kei trades aesi bhi hoti hain jin main loss chal raha hota hai tou profit main close ki jany wali trade sy hasil hony waly profit ko bhi withdraw nehi kerwaya ja sakta isliay aik time main aik trade open ker ky continue kerna best trading stretigy hai
              • #8 Collapse

                Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

                gee han dost ap ne thek kaha hai trader ko eik hi pair main knowledge hasil krna chaiye ur oshi main trading be krni hoti hai agr hum eik hi pair main zada work krein gey tu os ka faida hum uda sakte hein is main hume kameyabui menat se hi milti hai agr menat krein gey tab hi hum is main acha trader be ban sakte ban sakte hein agr hamre paas eik hi pair ka acha knowledge hoga tu hum asnai se is main kameyab be ho sakte hein hume is main kameyab hone k liye menat ki zahorrat hoti hai ur hum is main jab menat krte hein tu os ak sila be hume milta ha hume demo account main daily acha work krna lazmi ha acha work hoga tab hi hum is main eik acha trader be ban sakte hein
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

                  Main To Yahi kahunga Jo log bhi Pakistan Hai Forex forum per kam kar rahe hain unhen sirf aur sirf ek hi pair select kar lena chahie Jis per vah trading business ke kam ko Karen Kyunki Agar Ek pair ki acchi understanding ho jayegi aur uski market movement ko aap samajh Jaenge to aapko jyada pyar se mein ghus Ne ki jarurat Nahin padegi ek hi pair se aap itni acchi Anek Hasil kar lenge jitni ke Jyada pares se Hasil Nahin ho sakti
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

                    Aik he pair per trading karna maire khayal say ziada behtar rehta hai . kion ke aik he pair per triadng Karin tu phir iss ka traders ko yeh faida ho jata hai ke traders aik pair ke expert ban sakty hain. aur traders ko maire khayal say aik pair ka expert hona b chaiye. bohot he ziada pair per trading karny mai ziada pairs kay fundamental ko understand karny kafi mushkil ho jata hai ya phir ziada pair per trading karny ke liye traders ko kafi ziada mehnat karna parh jate hai.
                    Iss baat ko mind mai rakhty hoie yahi lagta hai ke Forex traders kay liye behtar yahi hai ke woh aik currency kay trading pair per trading Karin tu ziada behtar rahy ga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ko aik he pair ka ziada faida hai ya aik waqt mai ziada pairs pay trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                      Dear members maira aap say sawaal hai kay traders agar aik waqt mai aik he pair ya commodity pay trading kertay rahey tou ziada faida ho sakta hai ya phir aik waqt mai ziada say ziada pairs aur ziada commodities pay kaam kernay say ziada fgaida haasil ho sakta hai?
                      Dear friend forex trading main main agr ap k pass Knowledge or experience ho to ap aik waqat 2 sy 3 pairs main easily trading kar sakty han or agr knowledge or experience kam ha to aik time main aik pair main trading karny to ap ko fayda ho ga is ley humy chae ha k hum apny knowledge or experience pe tawaja dan or maximum learning or practice karni ho ge tab he humy knowledge or experience hasil ho ga or hum easily ache trading kar sakeny gy or is sy ache earning kar sakeny gy chae ap aik pair main trading karny ya phr aik sy ziada pairs main trading karny is ley humy apny account k mutabiq ache lots size istamal kar k ache earning karni chae ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X