Jaiza: Fakey Patterns ko find karna aor aun par trade karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Fakey Patterns ko find karna aor aun par trade karna.
    Dear ais market mai ap k samny bahot sary pattern ban rahy hoty hai aor aun ko ap ne khud find karna hota hai aus k baad ap ko aus par trade karni hoti hai ais market mai agar ap ne dekha ho to ais mai Fakey pattern banati hai market ais mai aik bari candle hoti hai aor aus k baad market choti candles bana k aus bari candle ko break karti hai magar aus mai close ni hoti jis se pata chal jata hai k market ne ais candle ko break kia magar dobar andar aa k close ho gai aor ye fake setup dia hai aus mai ap reversal side par trade laga lety hai ais mai agar ap jaldi bazi karty hai aor candle k close hony se phly trade laga dety hai to ais mai ap ko loss ho jata ha ais liay ap ko ais market mai agar trade lagani ho to candle k close hony k baad hi ais market mai trade lagye to ap ko ais mai faida ho ga.

    Click image for larger version

Name:	Fakey Pattern.png
Views:	1
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12463050
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Fakey Patterns ko find karna aor aun par trade karna.

    G han bilkul candlestick chart pattern me koch fake candles be banty hey jo traders ki confusion me ezafa kar sakty hey, fake candles banny ki main waja ye hoti hay key market correction karti hay aur es correction ki waja se market me fake bullish ya bearish candles ban sakty hey, es se bachny ki koshish karni chaye aur jab tak candles se ham market trend ko conform nahi kar lety koi be order place karny ka risk nahi lena chaye, ham kesi 1 candle se hi market key bull ya bear ka andaza lagaty hey aur koch traders jab chart me 1 hi green ya red candle ko dekty hey to order place karny ki ghalti kar lety hey ye bilkul be teek nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Fakey Patterns ko find karna aor aun par trade karna.

      Apne bilkul darust farmaya hey, Mein khud bhi ziada tar focus Candles par hi karta hun aur aik achi candles ka wait karta hun lekin hamen kabhi bhi kisi bhi breakout par foran trade nahin leni chahiye kioun keh aksar dekhne mein aisa hi hota he keh market breakout karke foran retrace ho jati hey aur phir hum koi bhi bara loss kar lete hein.
      is liye mera tarika ye he keh Market mein jab bhi koi candle breakout karti hein to mein us candle ke close hone ka wait karta hun aur phir jab woh candles close ho jati hey jisne breakout kiya hota hey to phir us candle ka jab breakout hota hey jiske break kiya hota hey to mein us canlde par hi trade lata hun is se hamen 99% confirm trade bhi mil jati hey aur hum achi trha se kamiyab ho saktey hein.
      https://t.me/pump_upp

      اب آن لائن

      Working...
      X