jaiza:market jab sideway ho tu kisi breakout ko thek nahi manna chahea.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:market jab sideway ho tu kisi breakout ko thek nahi manna chahea.
    dear friends forex main jab bhi market sideway ya consolidation area main ho tu ham ko kabhi bhi uss time ky breakout ko nahi manna chaheay kyon ky tab he hamra false breakout hony ky ziada chanses hoty hain hamain aur ap ka stop loss ky ziada chanse hoty hain es lea ham ko forex market ki movement ko dekh kar he order laina chaheay jab bhi breakout ho tu ap ko blindly trade nahi karni chaheay har tara say market ko analysis kar ky phir trade karni chahea phir he ap ki trade ki win ki ziada acuracy ho sakti hai aur ap ko ziada profit mil sakta hai news trader aksar yehi galti karty hain jab bhi koi new strategy pay work karty hain tu jesy he wo signal deti hai foran ordr laga daity hain jab ky kisi or reason ko dekhty he nahi hai es lea forex main soch samjh kar order laina chahea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:market jab sideway ho tu kisi breakout ko thek nahi manna chahea.

    Dear jab ap k samny market range bana rahe ho to aus mai ap ko agar koi aisa signal milta hai jis mai market aus range ko break karti hai aor aus k baad phir ausi range ki taraf aana start ho jaye to ap ais market mai tab tak entry na ley jab tak ap ko ais mai confirm na ho kun k kai dafa market jo candle banati hai wo range se bahir jati hai aor aus k baad phir market k range k andar aa k candle close kar deti hai aisy hi agar ap ne trade lagani ho to candle close hony ka wait kary aor aus k sath sath market retest karti hai aus par ap agar trade lagaye gay to ap ko aus mai acha result mil jata hai agar ap ais market mai achi trades lagana chaty hai to ap ko ais mai wait karna parta hai achi trade k liay aus k baad ap ko ais mai profit hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:market jab sideway ho tu kisi breakout ko thek nahi manna chahea.

      Dear ye possible hi nahi key jab market ranging (sideways) trend key sath move kar rahi ho aur breakout ho jaye, market me breakout kesi big aur important news ki waja se ho sakty hey, ranging condition me market me big movement possible hi nahi hay, breakout ka wait karna chaye aur jab be market support ya resistance point par ho to breakout ka chance zeyda ho sakta hay es base par app ka intezar karnya zarori ho jata hay app ko fully market ki movement par focus karna ho ga aur jo be weak point app ko milta hay app ko es breakout levels se trades open karny ki planing karna hogi.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:market jab sideway ho tu kisi breakout ko thek nahi manna chahea.

        Yeh zaroori bilkul nahin hota he keh hum har soorat breakout par trade lelen hamen always be carefull rehna hota hey is market mein aur kabhi kabhi hamen aik acha breakout mil jata hey jo keh usy direction ki taraf chala jata hey jo keh hum expect kar rahey hotey hein but Almost jo breakout hotey hein woh fake bhi hotey hein isliye mein to yehi kehna chahunga keh agr aap market mein koi bhi breakout dekhtey hein to hamen chahiye keh hum first of all us breakout ke hone ke bad kuch time tak wait karen koun keh Market ke retracement ke bohot hi ziada chances hotey hein aur uske bad hi hamen jese hi aik achi retracement mil jaye to hamen trade ko start kar dena chahiye aur is trha se hamen aik bohot hi safe Stop Loss mil sakta hey aur Little stop Loss k sath sath aik bara Take profit hasil kar saktey hain.
        https://t.me/pump_upp

        اب آن لائن

        Working...
        X