Jaiza:experiance ho ya mehnat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:experiance ho ya mehnat.
    ji mere bhai main uske bare mein suna hai ki ismein mehnat ki bahut jyada value hai mere hisab se ismein experience bhi hona chahie main yah Janna chahta Hun ki ismein experience jyada jaruri hai ki mehnat mere hisab se to main jyada jaroori hai kyunki main se Banda jyada experience bhi hasil kar leta hai aur experience ke bagair Ham trade Karen to Ham ismein profit hasil kar sakte hain ya nahin experience ke bhaiya Ham successful trader Ban sakte hain ya nahin yah mehnat ke bhaiya Ham successfully Ban sakte hain ya nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

    Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai agar ap mehnat karty hai aor ais market mai learning karty hai to ap ko ais market mai experince ho jata hai aor aus k baad hi ap ais market mai kamyab hoty hai agar ap ne dekha ho jo banda ais market mai mehnat karta hai wo ais market mai kamyab tab hi hota hai jab wo ais market mai kaam sekhta hai aor aus k sath sath ais market mai kaam karta hai to wo ais market mai kamyab hota hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai experince hasil karna chaty hai to ap ko ais market mai kaam sekhna pary ga aus k baad hi faida ho ga ap ko ais market mai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

      Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main ap jtni mehnat karty han utna knowledge or experience ap ko hasil hota ha is ley humy maximum learning karni chae ha ap ni mehnat jari rakhni chae ha jtni ziada ap learning karty han or practices karty han to ap ko utna he knowledge or experience gain karty han jis ki waja sy ap ko profit hota jata ha is ley humy apni mehnat pe tawaja dani chae ha q k ap ki mehnat sy auto pe ap ka knowledge or experience ziada ho jay ga forex trading main ap k pass knowledge or experience jtna ziada ho ga ap easily forex trading ko seek or samj k karna or ache trading karny gy or ap ka profit bi acha hota jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

        Kamyabi k liye dono hi boht usefull factor hen. In mn ik ho ik na ho to phir bhi ap us kmyabi ko ni pa sakty jisko pana chahye. Experience kiya hota hy. To dosto experience kisi bhi kam ko jo ham practikrty hain to us sy hasil hota. To ham ye keh sajty k mehnat kro gy to experience hasil hoga. To jab experience hasil ho gya ap ap ny mehnat chorni ni balky knowledge haail kren itna knowledge k ap us k sath apna experience istimal kr k kamyab ho jaen. To dosto jab ham trading ki bat krty to experience k sath apko analysis bhi krny party hain jo k mehnat k sath hon gy to trade k liye dono ka hona zarori hu.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

          forex trdaing main mhant ki oht ahmiyat hai or jub mahant hoti hai hmara expiernce bhi tab he gain hota hai aghr hum aik do trade main profit earn kar k yah kahen k hmara expiernce boht acha hai tu yah galat soch hti hai hari forex trdaing main actually apka exiernce yah hota hai k ap oht arsy se yah kam kar rahy han or es main hmari mahan se he hum apni trading main kamyb hoskty hain es liye apko apki mahant ka phal apk expirnce ki shakal main milta hai tu hmain chahye k hum apni trdaing main aghr achi earning karna chhaty han or kamyb hona chahty hain tu hmain zyda se zyda mahant karni chahye or aghr hmara expiernce ach anahi hai tu hmain demo account main zyda se zyda trdaing ki practice karni chaye jitni hum trdaing ki practice karen gy otna he hum jaldi kamyb hungy or hmari trdaing main los hony k chnaces kam se kam ho jaty hain or hmain ach aprofit bhi tab he milta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

            Traders ko experience musalsal mehnat say he haasil hota hai kiyu kay aisa tou nahi ho sakta kay tarders mehnat nahi karain aur bus haath pay haath rakh kay baithay rahein aur ye samjhain kay iss tarah unka experience barhta jaey ga. Iss liye experience kay liye mehnat zaruri hai aur mehnat ziada ho to experience bhi utna he acha hota hai. Tou yeh kehna munasib hoga kay experience aur mehnat aik dusray kay liye laazim o malzoom hain. Ab agar traders trading kay start say mehnat shuru ker lia karain tou unhain iss ka faida aur nateeja apni real live trading mai zarur milta hai .

            New traders ko ye chaiye kay woh pehlay din say he ye maqsad apnay saamnay rakhain kay unhoo nay ziada say ziada mehnat kerni hai aur uss mehnat ka nateeja unhain laazmi acha he milay ga tou kaamyabi yaqeenun unkay qadam choomay gi. Iss liye experience kay liye mehnat kertay rahain aur mehnat say experience bhi haasil kertay rahain dono he tareekoo mai success hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

              Experience tab hi ata hey jab aap is business mein mehnat kartey hein aur jab aap is mein achi trha se mehnat kartey hein aur hardwork kartey hein to phir aap is business mein acha experience hasil karne mein kamiyab ho jatey hein aur phir aap is mein jitni money chahen earn kar saktey hain is mein is chez ka koi doubt nahin hey but first of all apko aik achi mehnat ki zarurat zaroor parti hey takeh apko experience ho jaye aur jab aik dafa aap is maqam tak pohnch jatey hein keh apko aik acha experience ho jata hey to phir aap kabhi bhi is business mein fail nahin hotey hain aur always successful ho saktey hain.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main mehnat or experience dono ki bot zyada ahmiat hoti hy na to ham mehnat kiay bagar achi trading kr skty han or na hi achy experience k bagar trading kr skty han mgr phr b dakha jaiy to mehnat sb chezon m sy best hy mehnat or zyada mehnat ki ahmiat apni jga bot zyada hy q k agr ham mehnti han mehnat k bagar koi b kam ni krty to asy hi ham mehnat kr k hi experience hasil karty han agr hmary pas mehnat hy to experience ham khud mehnat sy hasil kr lyty han dunya k hr kam mehnat k bagar ni chal skta mgr forex to aik bot zyada risky business hy is m hamy zyada mehnat or experience ki zrort hoti hy ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi is m agy barh skan gy
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                  Dear Forex Mein kamyabi Ke Liye donon Hi bahut successful function hai Forex trading Mein mehnat ki bahut ahmiyat hoti hai aur jab mehnat Hoti Hai Mara experience bhi tab bhi badhta hai agar Ham Ek Ko trade Mein profit Aaran Karke Ja kahan ke hamara experience bahut achha hai to yah galat Soch hoti hai hi hi isiliye experience ke liye mehnat ki jarurat Hoti Hai mehnat jyada ho to experience bhi utna hi Achcha hota hai to yah Kahana munasib Hoga Ki experience aur mehnat ek dusre ke liye lazmi aur majlum hai ab Agar traders trading ke start se mehnat shuru kar li Kya Karen to unhen iska fayda Jarur Milta Hai new traders ko yah chahie ki vah pahle din se hi mehnat Karen Aur Dil lagakar kam Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                    G ap ny bilkul thek kaha jasa k hum janty han k forex trading aik difficult and hard working business hy is main mahnat or knowledge ka hona bohat zarori hy forex trading main hum experience ko nazar andaz nai kar sakty is main experience ka hona bohat zarori hy mahnat sy zyada experience ko importance dyni chahya forex trading k rules ko read karna chahya or is k rules ko follow karna bohat zarori hy tabi ham zyada sy zyada profit hasil kar sakty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                      experience or mahnet karny waly he forex mai kamyba hoty hain to hamy pahly learning gain karne h ge hamy aik time ttable bana kar kam karna ho ag pher he hum gay bar saky gy forex aik acah business hain hum gar maai bath kar is mai kaam kar sakty hain hum i s mai bager pasiao ky account bana kar be km kr sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah htoa forex kabe be bena na hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kaary gy to hamy kuch be hsal nahi ho ga forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                        Hard work kia jaye to traders kesi na kesi tarha se experienced ho jaty hey key wo kesi be trading strategy ko use karty howy kamyabi hasil kar sakty hey, baghir hard work key traders es waja se nakam ho sakty hey key un ka trading experience be 1 point par ruk jata hay jab tak trading experience increase nahi hota us time tak traders ko apni kamyabi ka yakeen be nahi rakna chaye, mera personal opinion ye hay key jo traders mehnat karty hey un ko etna confidence ho jata hay key wo acha experience gain karny me aur acha knowledge hasil karny me kamyab ho saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                          insan koe bhi jub kaam shuroe karta hy to us ko karny ky lie us ko mehnut ki zarorut hoti hy qeyon keh agr woh us kaam main mehnut kary ga to us ko us kaam main faeda ho ga or woh jaisy jaisy mehnut karta jae ga to us ko us kaam main kamyabi hasel hoti jae gi or us ko us kaam main aik waqt guzarta jae ga ab jaisy jaisy waqt guzarta jae ga waqt ky sath sath us ko experiance hasel hota jae ga or jaisy jaisy experiance hasel hota jae ga to utni hi zeada us ko us kaam main kamyabi hasl hoti jae gi or jetni zeyada us ko us kaam main kamyabi hasel hoti jae gi utna hi us ko zeyada naffah hasel hota jae ga to pata chala keh pehly mehnut hy pher experiance hy donon zarori hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                            hamy acha expeirnece gain karna ho ga hamy mahnet py foruce karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik acha business hain humj is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kaar sakty hain agar hum forex mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik wasee busness hain hum is mai bager passiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hujm is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain yai aik wasee busines hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy market ko anaklysiz kara ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:experiance ho ya mehnat.

                              Dono jtni zayada ho gy him log itni jldi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jitni Jyada ham log hardworking Karenge itna hi jyada fayda hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X