Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.
    ji mere bhai hai main yah Janna chahta Hun ki ek forex trader ke liye kitni jyada emotions ki Rani hai agar main emotion ke sath trade karta hun to uska mujhe fayda hota hai nuksan matlab ke mein ek ke bad ek trade lagata hun ya mujhe loss hota hai to main emotional main a jata hun aur usse FIR ek trade laga deta hun to is se mujhe nuksan hota hai to ismein emotions ka kya role hai forex mein mujhe iske bare mein Janna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

    Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to apny emotion par control karna hai agar ap ais market mai sahe se kaam karty hai to ap ko ais market mai learning karni hai aus k baad ap ko ais market mai faida tab ho ga jab ap ais market mai agar loss karty hai to ap ko ais mai thora sa loss ho jaye aor aus k baad ap ais mai emotional ho jaty hai to ap ais market mai lot bari laga dety hai ya ais market mai analysis ni karty aor ais market mai loss kar sakty hai ais liay ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai apny emotion par control karna sekhna pary ga aus k baad hi ap ko ais market mai kamyabi ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

      bhaijan forex trdaing main apka jo emotion hota hai wo positive bhi ho skta hai or negive bhi ho skta hai basically mera khyal hai k forex main emoion se murad yah hai k hum jald bazi main a kar apna kam kiis bhi trha se acha karny ki kosish karty han jis se hmain faida mil jay jub k jlad bazi main ap trading main tu kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain tu apko chahye k aghr ap apni trading main kamyb hona chahty han tu tasali rakhen har point ko achi trha se karen ap kis trha pani trdaing ko profitable bna skty hain es par goor karen es liye apko en baton ka kas khyal rakh kar kam karna chahye jub ap emotion main ajaty hain tab he koi na koi kam kharb kar jaty hain q k jald bazi main ap na tu maket ko achi trha dekh skty han or na he yah plan kar k sktyhain achi tra k hmain kis trha loss kam se kam hoga bus yahi kuj karny se ap bar bar loss ko face karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

        Emotional Trading:

        Forex traders keliye emotional trading bilkul better nahin hoti hey aur yehi wajha he keh purey world mein bohot hi ziada traders loss kar rahey hein aur inki sab se bari wajha hi emotinal trading hi hey aur jo koi bhi forex business mein emotional trading kartey hein woh kabhi bhi is business mein achi trha se kamiyab nahin ho sktey hein aur isliye mein aap sab se bhi yehi kahunga keh kabhi bih forex trading ke doran apne nazdik emotions ko na aney den aur agar ap aisa kartey hein to aap kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hein. is business ka jo sab se bara enemy hey woh hamare emotions hi hein aur agar hum emotional trading kartey hein to hum is business mein totally fail hi hotey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

          Forex aik world wide business Hai. Is mai puri duniya say laakhoo traders her roz karoro dollars ka business kertay hain. Online business mai forex trading aik aisa business hai jisay king kaha jaey tou ghalat nahi hoga. Traders iss business mai loss bhi kertay hain aur profit bhi kamatay hain. Agar aik jaiza kia jaey tou profits tab kamaey jatey hain jab bilkul sakoon say cool and calm reh kay trading ki jaati hai aur is Tarah trading kernay say her baat ki samajh hoti hai aur trade open kernay say pehlay achi Tarah her point ko check ker lia Jata hai aur ki bio point miss nahi hota jiss ki wajah say ghalti ki koi gunjaish bann jaey.

          Jo traders loss kertay hain Agar unn kay losses ki study ki jaey aur unkay losses kay reasons maloom kiye jain tou ye pata chalta hai kay ziada ter traders kay losses ki main wajah unka jazbaat pann ya emotional hona hai. Jab traders emotional ho kay trading ketay Hain tou unn say bohat ghaltiaa hoti hain. Traders apni trade open kernay say pehlay check aur set kernay waali sub cheezo ko ignore ker daitay hain jinn ki wajah say he unhain nuqsaan hota hai. Iss liye trading kay Doraan trader ko emotion pay control rakhna chaiye aur emotional honay pay trading stop ker laini chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

            Ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon trading m wahi log kamyab han or acha kam kr skty han jo apny emotions py qabo pa skan unan apny emotions ko control karna ata ho ham jb b trading start karan hmary pas acha knowledge or experience hona chaiy trading ki achi learning honi chaiy hamy jb koi trade profit dyti hy to ham apny ap ko expert traders smjny lgty han or emotional ho kr zyada sy zyada trades open krna shro ho jaty han or wo trades hamy loss dyti han emotional traders kbi b successful ni ho skta is liay hmari koshish ye honi chaiy k ham emotions sy dor ry kr trading karan or aik successful trader ban jain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

              Assalamu Alaikum dear friends emotion Mein kiye gaye feslao main kamyabi key ratio bahut kam hoti hai emotion Mein kiye Gaye Faisla main Bande Ko nikammi Jyada hoti hai Kyunki Faisla karne se pahle Insan us mein hone wali nikammi ke bare mein nahin sochta balke emotional ho ke vah kam kar deta hai use nahin karna chahie Aisi tarah Forex main emotion pay kabu rakhna bahut zaruri hai Kyunki aap ny market ko dekhate hoy trading karni hoti hai na ki Apne emotion se. Jitna Jyada aap market Mein Hone Wali movement pay Najar Rakh ke trading Karenge utne hi hi jyada successful Honge aur Jyada profit Haasil kar Sakenge isliye emotion se nahin balki market ko Dekhte hue trading Karen Taki aap Jyada profit all experience game kar sake
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: emotions ma trade krni chaiye.

                G nahi dear emotional ho kar trading karny me risk bahot hota hay aur ham right direction me aur good trading kar be nahi sakty hey agar hamari trading me emotions shamil ho jata hay to ham kesi be decision leny me bilkul be confuse ho sakty hey, koshish karni chaye key na to trading karty time ham emotions karen aur na hi loss key bad ham emotions feel karen, simple aur easy mind key sath trading key decisions leya karen koi be ghalat decision jes me emotions ya greed shamil ho to hamy es ko handle karna mushkil ho sakta hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X