Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.
    ji mere Bhai Maine suna hai ki agar Ham trading mein stop loss aur take profit ka use nahin karte to hamen is lost ho jata hai isiliye mujhe iske bare mein mukammal taur per jankari chahie ke isase hamen kis tarah love suvichar sakta hai aur yah kis liye use hote hain aur yah kyon use hote hain agar main stop loss Ho take professional wale gown to isliye mujhe Kya nuksan hoga aur yah professional trader ke liye kitna nuksan hai:1f615:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

    Dear ye to her trader ko pata hai k ais market mai jo kamyab trader hai wo ais market mai her trade k sath take profit aor stop loss lagaty hai aor ais market mai agar ap koi trade lagaty hai aor ais market mai ap ne take profit lagya ho to ap ko ais mai kafi zayda acha faida ho jata hai kun k ap agar apni trade k sath take profit laga lety hai to ap ko ais market her time market par bethna ni parta aor aus k sath sath ap ko ais market mai agar loss hota hai to atna zayda ni hota ais tarha ap ais market mai apna account safe rakh k kaam kar sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai ais liay ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hai aor planing k hisab se ais mai trade k sath take profit aor stop loss lagana hai tab hi faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mianhaseeb پيغام ديکھيے
      ji mere Bhai Maine suna hai ki agar Ham trading mein stop loss aur take profit ka use nahin karte to hamen is lost ho jata hai isiliye mujhe iske bare mein mukammal taur per jankari chahie ke isase hamen kis tarah love suvichar sakta hai aur yah kis liye use hote hain aur yah kyon use hote hain agar main stop loss Ho take professional wale gown to isliye mujhe Kya nuksan hoga aur yah professional trader ke liye kitna nuksan hai:1f615:
      Dear friend forex trading main stop loss or take profit ki importance both ziada ha is ley humy proper analysis karny chae han or us k bad market ko dakh k achy point pe stop loss or take profit istamal karna chae ha jab ap acha stop loss or take profit istamal karny gy to ap ko maximum profit or kam sy kam loss ho sakta ha is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or market ko samjny or seekeny ki kosish karni chae ha jab hum market ko seekeny gy or samjeny gy to humy stop loss or take profit istamal karny main ahsani ho ge or ziada behtar planning or strategy bana k trading kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakty han is ley humy proper stop loss or take profit istamal karna chae ha
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

        Stop loss or take profit qn zarori hen mn apko apny khiyalat sy agah krny ki koshish krta ho umeed hy ap ko parh k gaida hoga.
        Metatrader 4 ik software hy jis k zarye ham apni trade krty hain. To is mn boht sy indicator or tools hain. Jo k apki ttade krny mn help krty hain. Or apko analysis krny mn kafi had tak moawan hain. Ab aty hain stop loss. To dosto ham stop loss wala tool qn istemal krty wo btata hon. Stop loss ham Is liye use krty apny account ko dekh k. Keh agr hmary analysis k opposite market jati to apka account khali na ho jaye baljy ap ny jitna loss set kiya jab market wahan tak gir jaye to auto py apki trade close ho jaye. Jis sy apka account safe rehta or ap or trade kr k recovery kr sakty.take profit bhi same tool hy k jab market us point pay jaye to auto py trade cut ho jaye or apko itna profit ho jaye qn k market ka koi pta ni k abhi to profit mn ja rahi ap wait kren to wo achanak itni gir jaye k jo profit tha wo bhi loss mn chla jaye. To mere members sy request hy k is tool ko sikhen or apni yrade ko safe kren.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

          forex rdaing main stop loss or take profit boht aham points hain jin se hum apni trading karty hain aghr hum en k bgair trdaing karen tu hum kbhi bhi kamyb trdaing nahi kar skty hain es liye apko apnio trdaing main stop loss or take profit lazmi use krna chahye.

          1: stop loss Q zarori hai:
          forex trdaing main stop loss aik strong tool hai jis se hum apni trdaing ko sae kar skty hain apny loss ko clock kar skty hain or stah main apny account ko lock kar skty hai stop loss ka basic yah hota hai k hmain loss hony par kam se kam loss ho or hara accoun na wash ho jub k hum jis bhi rdaing mehod k sath apni rade lgaty hain stop loss k sath lagani chahye.

          2: take profit Q zarori hai:
          forex trdaing main ayh wo tool hai jis k k bagir hmaa order he pora nahi hota haio take profit ain hum apni market k hisab se apny profit ko set kar dety ain or yah chahty hain k hmain itna proft hojay or hum market se bahar a jaen take profit ko hum pips k hissab se se kar dety hain jis se hum apny desert pofit k sath kam kar k market se bahar a jaty hain

          tu hmain apni trdaing main en donu tolls k sath trdaing karni chahye ta k hum zyda se zyda achi or miyari trdaing karen en tool sse hum apny account ko bhi maage kar skty hain or apni traing main money mangement bhi kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

            Stop Loss and Take Profit:

            Forex business mein Stop Loss and Take profit yeh dono bohot hi barey aur Most Important tools hein aur basic bhi yehi hey forex ki keh aap jo bhi trade lagayen us mein Stop Loss and Take Profit ko lazmi rakhen is tarah apka account aik proper way par chalta hey.

            Stop Loss ka Importance:

            Stop Loss ko jab hum apni trade ka hisa bana len to yeh hamarey liye boht hi ziada behter hota hey aur is se hamara risk factor bohot had tak kam ho jata hey, jab bhi ham koi trade lagatey hein to Stop Loss ko jab hum set kartey hein yeni keh agar hum 20 point hi stop Loss lagatey hein to hamara 20 Point ka hi loss hota hey aur jitna loss ham afford kar saktey hein hamen utna hi loss hota hey us se ziada ka loss nahin hota hey.

            Take Profit ka Importance:

            Take Profit isliye bohot zaruri hota he keh Forex ki Market mein Up Down laga rehta hey aur Market apne aik Makhsoos trend tak jakar phir retrace hoti rehti hey isliye jab hum achi trha se anlysis kar lete hein aur hamen yeh confirm ho jata hey keh Market ne is point tak ana hey to phir hum wahan par Take Profit laga lete hein Takeh Market us point par akar hamara Profit side par kar dey aur phir agar market retrace bhi ho jaye to hamen koi nuqsan na ho yeh faida hota hey Take profit yeh bohot hi zabardast tool hey. aur in dono ko hamen apni trading ka hisa bana lena chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

              Asalam o alikum dear friend ap ny bot acha question kea hy or jasa k sb janty han forex trading aik behad risky business hy is m kamyab or professional traders hmasha stop loss or take profit ka istamal krty han stop loss or take profit hmary account hmari investment ki aik tra sy safety hy ham in k zriay apny account ki management kr lyty han in ki forex m bot zyada ahmiat hy stop loss forex m trading krty hoay tb use karty han k hamy zyada loss hony sy phly hi hmari trade close ho jaiy ham apni trade or account ko dakhty hoay us k hesab sy jitna loss brdasht kr skty han utny pips nechy stop loss lga lyty han jis sy hmara account bary loss sy bach jata hy isi tra take profit m b ham take profit wahan use karty han jahan hmari trade profit sy agr loss ki trf ja ri hy to khud close ho jaiy is wja sy stop loss or take profit ki forex trading main bot zyada ahmiat hy
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                Dear friend aapane bahut Achcha Sawal kiya hai aur Jaisa Ke Sab Jante Hain Forex trading Ek behad risky business hai ismein Kamyab aur professional traders Hamesha stop loss or take profit ka istemal karte hain stop loss aur take profit Hamen account Hamari investment ki ek Tarah Se safety Hai Hamen in Kesari Apne account ki Management kar lete hain Inki Forex mein bahut jyada ahmiyat stop loss for X Mein trading khate Hue tab use karte hain ki Hamen Jyada loss hone se pahle hi Hamari trade close ho jaaye Hamen apni trade aur account ko Dekhte Hue Uske hisab se Jitna loss batash kar sakte hain utna Paisa stoploss Laga Lete Hain jisse Hamara account badlo se baith Jata Hai ISI Tarah take profit mein bhi Ham take profit vahan use karte hain Jahan Hamari trade profit Agar laws ki taraf Ja Rahi Ho To Khud close ho jaaye is vajah se stop loss or take profit ki Forex trading mein bahut jyada ahmiyat hai Hamen chahie ke yahan stop loss or take profit ko Nazar Mein rakhte Hue kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                  agar hum trading kaarna chatey hain to hamy take profit ko or stop loss ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business ain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamayeb hasao ho jy ge forex aik legal business hain hum is mai bager pasia ky account bana kr be kam kar sakty hain forex aik asas business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex mai hum qapny bhoss ap he hoty hain hum is mai pairs mai or currency mai kamk r sakty hain forex aik unique business hain yai business pakistan mai legal or famous ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                    Stop loss

                    Trader key mind me ye bat honi chaye key terminal me jo be trading tools investors ko provide key jaty hey es key koch na koch fawaid zaror hoty hey stop loss es ley zarori hay key es tool ko use karny se ham risk ko zeyada had tak manage kar sakty hey aur risk ko kam karny ka control be hamary hath me hota hay, kesi be professional trader key ley stop loss order kesi facility se kam nahi hota, market ko analysis karny key bad aur conformation hasil karny key bad be expert trader stop loss key baghir trades open karny ki ghalti nahi karty,

                    Take profit

                    Stop loss ki tarha take profit trader ki market me bahot help karta hay aur trades ko profit me close karny me aur loss me jany nahi deta hay, profit ko manage karna be trader key ley zarori hoti hay aur without take profit key traders kabi be apny profit ki protection nahi kar sakty hey.
                    Click image for larger version

Name:	0_gdVbqJUUU-ZYCt5v.png
Views:	2
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12325645
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                      Asslam o Alaikum friend g apny bilkul Thek kaha hy ma ap ki bat sy krta hu q k hum Sara month forex my mehnat krty hy ta k hum achi earning kr sky is liy jub b hum trade lgaty hy to humy soch smj k trade lgani cahiy ta k hum loss sy bech sky is liy Zroori hy k trade lgaty hi hum take profit b lgana cahiy q k forex trading boht hi complicated business hy is my market ki movement ka conform kisi ko b pta ni hota k kis waqat kidr movement kry gi is liy take profit Zroori hy q k profit my trade ho or hum or profit ka lalach kry gy to kia pta trade profit ki bijay loss my a jay or zyada loss ho jay or kia pta account hi wash ho jay is liy humy take profit k sath stop loss ka b istmal krna cahiy ta k hamari mehnat zaya na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                        hamy stop loss ko kabe be ignore nahi karna chahey hamy ache leanring gain karne ho ge pher he hum stop loss ko use kar saky gy forex ai bohat bara business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao y account bana kra be kam kr sakty hain yai kabe be band na hony wala acha business hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain yai aik wasee business hain hum is mai agar lalachi ba ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex pury pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                          G stop loss or take profit ki wajah sy him log loss sy Bach skty ha or take profit ki wajah sy Acha profit Hasil kr skty ha asa krny him logo ko hi fida data ha asa krty rhna chyae is ka hi fida ho ga him logo ko bhot hi zayada fida
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:Stop loss or take profit q zrori h.

                            Forex mai bohat si aisi cheezain hai jo seekhna bohat zaruri hoti hain laikin unhain istamaal kerna ya na kerna her trader ki apni will and wish pay depend kerta Hai. Issi tarah MT4 trading terminal pay trade open kertay huay bhi bihat say aisay option traders ki sahoolat aur asaani kay liye diye jatey hain kay traders unhain use kerna chahay tou ker saktay hain aur traders unn ko mukhtalif conditions mai use bhi kertay hain. Take profit aur stop loss bhi aisay he options ya tools hai jinhain trade open kertay waqt use kia jaa sakta hai. Zaruri hona ya zaroor na hona traders kay apnay haath mai he hota hai aur iss baat ka faisla her trader khud kerta Hai. Kiyu take profit ka Matlab hai kay trader aik profit limit pay price set ker daita hai jab trade ki price uss limit ko touch kerti hai tou trade uss pay auto pay close ho jaati hai issi tarah stop loss hai jiss mai traders apnay loss ki limit set ker kay aik price select ker laitay jain jab trade uss ko touch kerti hai tou trade khud say close ho jaati hai. Traders ko ziada loss say bachnay mai help mill jaati hai aur Dusri taraf ziada profit bhi nahi mill pata. Iss liye her trader apnay apnay account aur apni apni engagement ko daikhtay huay stop loss aur take profit ko use kerta Hai aur jaisay usay munasib lagta hai wesay he zaruri ya ghair zaruri ka kind Bana kay inko use ker laita hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X