Jaiza:indicator kya h or iss sy kya faida hota h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:indicator kya h or iss sy kya faida hota h
    ji Maine suna hai ki forexs mein agar kam karna hai to ismein ek achcha indicator use Karen indicator Kya hota hai is per hamen kis tarah profit hota hai aur yah kis liye use hota hai agar Ham indicator use karte hain to hamen kitna profit hota hai yahan magar real Madrid karte Hain to usse hamen kitna profit hota hai mujhe please koi bhi indicate ke bare mein koi acchi information Dede main bhi indicator use karna chahta hun isase hamen trade mein kya Fark padta hai iske bare mein bhi sari maloomat hona chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:indicator kya h or iss sy kya faida hota h

    Dear ais market mai kaam karny k liay bahot sary indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai trading kar sakty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai aor aus k liay hum ne indicator use karna hai to hum ko ais market mai hum ko ye pata ho k hum kon sa indicator use kar rahy hai aor aus k sath sath hum ais market mai jo trade lagaty hai aus mai humri trade ka take profit kitna banta hai aor aus mai stop loss kitna banta hai agar hum ais market mai indicator ko follow karty hai to aus mai hum ko ye faida ho jata hai k hum ko kuch trades par loss ho jata hai aor kuch trades par profit ho jata hai over all hum ko profit ho jata hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai indicator ko use karny ka pata hona chaye.

    Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12323615
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:indicator kya h or iss sy kya faida hota h

      Indicator Mean ISHARA

      Indicator aik Isharey ko kehtey hein jesa keh apko agar koi ishara de keh kal yeh kam hone wala hey aur us isharey ka koi na koi pehlu bhi apko dikhaya jata hey keh is pehlu se mein apko yeh ishara de raha hun keh kal yeh kam hoga. Same usy trha se hi jab hum Meta trader ka software install kartey hein to us mein bhi indicators ka tools mojood hota hey aap us tools ko dekh len us mein bohot sarey indicators mojood hein, Jin mein Most Famous, Moving Average, RSI, CCI, Bollinger Bands, aur aisey bohot sarey indicators Mojood hein jinko hum apne chart par laga kar dekh saktey hein aur jab hum in indicators ko apne chart par apply kartey hein to yeh market par kuch na kuch ishara show kar dete hein keh market ab is taraf jane wali hey jiski wjha se hum kafi had tak sambhal kar trade kartey hein aur us indicator se ziada faida utha saktey hein.
      https://t.me/pump_upp

      اب آن لائن

      Working...
      X