Indicators ka istemal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka istemal
    Forex market me app terminal me har tarha key indicators use karny ka advantage le sakty ho magar es ka tareeqa ye hona chaye key app demo account me hi har indicator ko use kia karo, real account me indicators testing app ko market se wash out be kar sakti hay, demo account me app ye samaj sakty ho key indicators kesy work karty hey aur daily base par market movement kia hay, real account me esi koi app ko testing mistake nahi karni chaye, har popular indicator ko use kia karen es se app ki information me ezafa ho saky ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ka istemal

    Dear agar baat ki jaye indicators ki to ais market mai ap k pass kafi zayda indicators hai jin ko ap use kar k kaam kar sakty hai aor ais market mai ap trades laga sakty hai ais market mai agar ap ne deha ho to chart par jab ap koi indicators lagaty hai to ap ko ais mai aus k hisab se signal mil jata hai aor ap ko aus par trade lagani hoti hai her indicator k hisab se trade milti hai agar ap ais mai koi trade lagaty hai to aus mai ap ko aus indicator k hisab se kai dafa trade mai loss bhi hota hai aisi liay ais market mai agar ap ne koi indicator use karna hai to ap ko ais mai sab se phly ye dekhna hai k ais mai ap jo indicator use kar rahy hai aus par trade kaisy leni hai aor aus se ap ko kitna profit ho sakta hai aor loss ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12323613
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ka istemal

      ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex trading indicator ke sath nikal sakte hain indicator aapko signal leta hai FIR aapko signal per trailer ghani hoti hai aur use signal se aapko profit bhi ho sakta hota hai aur isase aapko loss bhi ho sakta hai isiliye aapko chahie kya aapko desh mein jyada se jyada experiencemarket mein bahut se indicator hai jinki badaulat Ham achcha profit hasil kar sakte hain lekin uske liye aapko market canalize karna hoga aur jyada se jyada market ko Jana hoga to hi Ave kacche indicator ka selection kar sakte hain aur is market mein ek accha profit kar sakte hain mere hisab se agar aapke pass hai to aap apne time management on karte hain aur uske badek acchi trade lagakar ek accha profit hasil kar sakte hain aapko indicator ki jarurat nahin padegi agar aapko indicator use karna hai to aapko iske bare mein knowledge hona chahie aur FIR aap ismein trailer gakar ek accha profit hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ka istemal

        Dear member Forex trading mein indicator ko bahut ahmiyat hasil hai Ham apni tamam trades indicators ki madad se hi place karte Hain. Mukhtalif qisam ke indicator judgement ke liye use hote Hain Magar Jab ham kuch indicators ka result calculate karte hain aur ham ek point Per ekatthy hote Hain to Ham apni trade wahan place kar dete Hain jis ka matlab yah hota hai ki hamare technical analysis aik point per muktafiq Hain. Sab se aham baat yeh hai ki hamen indicators ka sahi istemal bhi aana chahie Jab Ham ek indicator ki use karte Hain to hamen chahie ki Ham internet se usko place karne aur judgement Karne Ka tarika bhi learn kar le agar aap Ko mukammal result lena hai to usko istemal bhi karna aana chahiy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ka istemal

          Indicators ko Demo par Check karen:

          Yes brother apne bilkul sahi bat ki hey keh hum jis indicator par bhi work karna chahen to hamen direct us indicator ko apne real account par check nahin karna chahiye aur kabhi bhi hamen foran us indicator ki samajh nahin ati hey jab tak keh hum demo account par us indicator par achi trha se kam nahin kartey hein aur yehi wajha he keh hum ziada se ziada indicators ko jab use kartey hein to hum confusion ka shikar ho jatey hein aur sab se bara masla phir hamare loss ka bhi yehi banta hey isliye hamen always cool mind ke sath work karna chahiye aur Demo account par ziada se ziada hamen work karke sab indicators ko bari bari is mein test karna chahiye aur phir hamen aik hi indicator ko select karna chahiye jis par hum Permanent kam kar saken tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hein.
          https://t.me/pump_upp

          اب آن لائن

          Working...
          X