Traders los kinu karty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders los kinu karty hey?
    Forex market me zeyda traders loss hi kinu karty hey profit be earn kar sakty hey magar esa bilkul be nahi hota, jesy hi trading start ki jaye to ye conform nahi hota key loss ho ga ya profit es ki waja kia hay?

    as a new traders mera opinion to ye hay key market ko na samjny ki waja se ya apni hi lalach ki waja se traders ko loss ho sakta hay aur koi esa reason nahi jes ki waja se loss ho, demo account me profit hi hota hay magar demo me trading key ley bahot zeyda free money available hoti hay aur ham greed be nahi karty yahi waja hay key demo me profit aur real account me loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders los kinu karty hey?

    Dear agar baat ki jaye loss ki to ais market mai hum ko kisi trade par loss bhi hota hai aor kisi trade par profit hota hai agar ap ne ais market mai dekha ho to ap ko ais market mai planing karni hoti hai k ais market mai ap ne kitni lot use karni hai aor aus k sath sath ap ne jo trade lagani hai aus par ap ko kitna risk lena hai agar ap ais market mai trade k sath risk reward ratio use karty hai to aus par ap ko kafi zayda loss ho sakta hai kun k ais market mai kai dafa trades mil jati hai magar aun mai risk reward kam hota hai aor banda aun par lot bari use karta hai jis ki waja se loss hota hai ya apni trading strategy k hisab se lot ni lagaty aor ais market mai kafi zayda loss kar lety hai agar ap ne ais market mai profit banana hai to strategy k hisab se hi kaam karna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Traders los kinu karty hey?

      ji mere Bhai agar aap forex mein kaam karte hain to aap main ismein do tarah ke hote hain to ismein aapko loss hota hai yah aapko ismein profit hota hai ismein loss khane ki sabse badi vajah yah hai ki aapke pass experience nahin hota agar aapke pass iske bare mein experience nahin hai to aap ismein Los hi khaenge isiliye aapko chahie ki ismein jyada se jyada mehnat Karen ismein confidence ke sath trade Karen ismein lalach na Karen agar aap lalach karte hain to aapka accountwash bhi ho sakta hai isiliye aapko chahie kya aap ismein se trade Karen iske bare mein pahle knowledge hasil Karen demo kaun to jyada se jyada kam Karen money management what time management ke sath chale to hi aap logon se bhej sakte hain aur ismein jyada se jyada profit kar sakte hain apni mistakes ko dobara nahin ho raha hai unse sikhen
      • #4 Collapse

        Re: Traders los kinu karty hey?

        Trading main loss ki wajah.
        Dear members trading aik business Hy aur is mein profit and losd dono hi aata hai isliye is mein Koi pareshani ki baat nahin Hai ki trading main loss kyon aaya hai. Trading me loss ki bahut si wajohaat ho sakte hain lekin sab se common ek hi hoti hai woh Hai hi knowledge ki kami, misal ke taur per Ham Jab trading start karte hain to hamare pass trading ki mukammal learning nahin hoti aur is waja se hamen apni trade mein loss a jata hai. Hamesha koshish Karni chahie ki trading start karne se pahle hamen mukammal knowledge Hasil karna chahie phir uske bad real trading account trading start karen.
        • #5 Collapse

          Re: Traders los kinu karty hey?

          Forex trading business mai traders ko sub say pehlay tou ye samajhnay ki zarurat hai kay yeh aik business hai aur iss mai profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai. Jab tak traders iss baat ko he nahi samjhengay kay ye business hai tou uss waqt takk traders loss bhi kertay rahen gay kiyu kay laalach aur bay sabri bohat buri cheez hai. Jab traders jald baazi mai aur greed ki wajah say aisay faislay kertay hain jinn kay peechay unki koi working nahi hoti. Na he pairs kay trends daikhay jatey hain aur na he analysis ko study kia jata hai tou traders ko trades open kernay ka baad loss he hona hai.

          Traders jab newly iss business mai atey hain tou uss waqt unhain ye bataya gaya hota hai kay yaha iss business mai raato raat ameer hua jaa sakta hai . Demo account mai tou bohat acha profit hojata hai kiyu kay uss mai new traders big lot kay saath kaam kertay hain jiss say loss aur profit ki ratio mai profit hamesha acha rehta hai. Issi liye live trading mai loss ziada hojata hai kay traders demo ki practice ko he real mai apply kernay lagtay hain jab kay real live trading mai bohat si cheezain tabdeel ho chuki hoti hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Traders los kinu karty hey?

            Ziada tar trader ke loss karne ki wajuhaat:

            Forex business mein jo bhi traders enter hotey hein un mein se bohot hi kam traders aisey hotey hein jo isko proper learn karke enter hotey hein otherwise baqi jitne bhi traders is mein enter hotey hein woh thora bohot hi is mein trades lagana jantey hein aur foran is mein enter ho jatey hein.
            Aur yehi wajha hoti hey keh jab bhi new traders is mein enter hotey hein aur unke pas knowledge & experience ki kami hone ki wajha se woh is business mein Bohot hi ziada greedy ban jatey hein aur apne emotions ko achi trha se control nahin kar patey hein aur yehi wajha banti he keh woh is business mein just aur just loss hi kartey hein aur is mein achi trha se kamiyab nahin ho saktey hein.
            https://t.me/pump_upp

            اب آن لائن

            Working...
            X