Loss ho jaye to khud ko blame kia karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho jaye to khud ko blame kia karen
    Forex trading business me loss hony par agar app khud ko blame nahi karen gey ya es loss ka reason app Forex market ya broker ko samjy gey to app kabi be learning ka nahi soch sakty aur na hi learning work karna zarori samjy gey, khud agar koi ghalti ham tasleem karty hey to ham es ko repeat na karny ki har possible koshish be zaror karty hey, loss ho jaye to khud ko blame deny ki waja se ham learning be aur zeyda karen gey aur jo mistakes ham par lety hey us ko avoid karny ya per se repeat karny ko be control kar saken gey, Trading me app se koi be ghalti ho jaye to app ye zaror deka karen key app ne ye ghalti kinu ki hay aur es ko control kesy kia jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

    Dear ais market mai jab ap trade lagaty hai to ais mai ap ko aus par loss bhi ho sakta hai aor profit bhi ho sakta hai ye nai hai k ap ais market mai trade lagaty waqat bahot hi bari lot use kary jis se ap ko agar loss ho to atna zayda ho k ap ka account hi aus se wash ho jaye ais liay ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ne ais mai risk kitna lena hai aor apni trade k sath stop loss use karna hai aus k baad hi ap ko ais market mai trade karni hai agar ap ko ais market mai loss ho hi jata hai to aus ki waja check kary k ais mai ap ko loss kis waja se hoa hai agar ap ais market mai loss kar lety hai to ap ko ais mai ye pata ho k ais mai ap ne ais loss ko recover kaisy karna hai aor aus se dobara kaisy bachna hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

      G han agar loss ho jata hay to app kia karty hey app apni ghalti ko accept hi nahi karty es ka aur be zeyda nuksan hota hay, agar appni mistakes ko accept kar leya jaye to traders me mazeed learning karny ka jazba peda hota hay, mistake ko accept na karny ki waja se ham apni ghalti kesi aur par dal dety hey jo bilkul be teek nahi hay, hamesha khud ko blame kia karen aur agar deka jaye to loss hony ki ghalti be apni hi hoti hay kesi aur ki nahi, agar app kesi ko follow kar key be loss karty ho to ye be app ki ghalti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

        gee han bhai agr hume is main lose hi jaye tu phr hume is main apni mistake ko fallow krna lazmi hai hum is main sarif ur sarif menat kr k hi kameyab ho sakte hein kameyab hone k liye hume is main work krna lazmi hota ha jitna acha hum is business main work krein gey kameyabi hume khud hi mil jaye gey hume is main demo account kas istamal krna lazmi hota ha demo account ko hum real account ki tra istamal krein gey tab hi hum achi practice kr sakte hein hume is main daily work krna krna hota market main success lena asan nai hai success hume menat se hi milti ha earning k liye lerning krna bohat hi zahrori ha hume is amin soch samj k work krte rehna chaiye
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

          ji mere Bhai aapane bilkul theek hai agar aapko ismein Ho jaaye to aapko khud ko hi blame karna hota hai kyunki iski market to updown hoti rahti hai yah ek legal business hai ismein koi fraud nahin hai aapko ismein agar profit hasil karna hai to aapko ismein jyada jyada experience hona chahie ismein jyada Karenx band Karen jitna Dada aap ismein transparent karenge jitna jyada aap demo account per kam karenge utna hi achcha ab ismein profit hasil karenge agar aapko ismein loss hota hai to aapko apni mistakes ki vajah se hota hai agar aap ismein knowledge karte hain ya koi dusri mistakes karte hain market ko sahi se nahin karte isliyeaap to khud ko hi blame Dena hoga kyunki aap khud hi acchi trade karenge to hi aapka profit hoga isliye ek acchi trade ke liye aapko experience ki jarurat hoti hai isliye aapko demo kaun per kam karna chahie aur jyada se jyada experience ka game karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

            Dear friends Forex currency trading aik online business hy aur is mein loss and profit donon hi aate Hain. Ham human hain aur tamam humans emotion ko follow karte hain aur us se bachana hamare liye bahut mushkil kam hota hai isliye Jab hamen profit milta Hai to hamen Khushi feel hoti hai aur jab loss aata Hai to hamen dukh feel hota Hai yah normal feeling hai. Jab bhi aap ko trading mein loss aaye to aap kisi ko bhi blame mat Karen na hi is mein aap ka koi kasur hai aur na hi is mein market yah trading platform Ka kusoor Hai. Apne loss se aap learning Hasil Karen aur dekhen ki kis wajah se aap ko loss aaya Hai taki aap yahi mistake dobara apni trade mein na Karen aur aainda ke liye hamesha small lot size use Karen Taki loss jittna bhi aaye aap ko zyada taklif Na Ho aur zyada bada nuksan bhi Na Ho.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

              Traders hamesha apni he ghalti say loss kertay hain. Kiyu kay forex trading aik aisa business hai jiss mai traders apni marzi say he kaam kertay hain jiss ki wajah say aisa bilkul nahi hai kay kisi tarder kay account ko koi aur operate ker raha ho ya broker company apni marzi say he trade open aur close bhi ker rahi ho.Jab sub kuch trader nay khud he kerna hai tou uss mai honay walay loss ka zimaa daar bhi her trader khud he hota hai koi aur kaisay ho sakta hai. Jinn tarders ko yeh baat samajh aa jaati hai kay loss mai unki apni ghalti he hoti hai aur market ka koi role nahi hota tab wo tarder success ki taraf apna safar shuru kerta hai .

              Traders jab loss pay khud ko blame kerna shuru kertay hain tou unhain apni ghaltioo ka ehsaas hota hai aur ghaltioo ko khatam kernay kay liye apni learning aur knowledge kays aath saath phir traders apnay demo account ki practice ko bhi khud he ziada ker kay apna loss recover kernay ki koshish ker laitay hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ho jaye to khud ko blame kia karen

                Loss & Profit Business ka hisa hein:

                Loss & profit har business ka aik hisa hota hey aur forex business mein bhi same isy trha se hi hum work kartey hein aur agar hamen is business mein loss ho bhi jata hey to hamen zara bhi pareshan hone ki zarurat nahin hey kioun keh yeh business is mein loss and profit to chalta hi rehta hey isliye hamen chahiye keh jab bhi hum koi bhi trade lagayen to usko hum apne pas diary mein note kar len aur jab bhi hamen loss ho jaye to hamen chahiye keh hum apne loss wali trades ke achi trha se analysis karen takeh hamen pata chale keh akhir hamen loss kis jagha se aur kioun hua hey aur tab hi hum is business mein apni mistakes ko improve karke phir se acha profit karne ke qabil ban saktey hein aur hamen kabhi bhi apni aap par ya broker par koi blame nahin dalna chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Ap jab apny loss ko aik bar kar laity hain tu ap ko cheye woh mistakes find karain jis sy ap ko loss ho raha hai. woh ap time to time cover karian or us kay bad ap apni trading mai sahi tarha sy manage kar skaty hain. sath main ap jab loss karty hain tu ap ko cheye kay ap loss jo karty hain us sy sabaq seekhain us mai sy ap learning karain or sath main ap practice us sy zaida sy zaida karain. Es sy ap bad mai achi earning kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X