Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.
    Short time frame mai ager khabi check Karin tu lagta yahi hai ke short time frame kay candle per bannay walay trend ziada consistant trend nai hoty hain aur short time frame kay trend bar bar aur taize say chance b ho rahy hoty hain.

    High time frame ke candles per traders ziada behtar analysis kar sakty hain. aur experienced traders kay khayal mai trend ko sahi trah say judge karna hai tu phir high time frame he ziada best rehta ha. Iss kay sath dosra faida yeh b hota hai ke high time frame kay candles ka trend b bohot taize say chance nai hota ha uar kuch din tak almost har time he chalta hai . iss liye high time frame per trend ka bara behtar aura cha idea mil jata hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

    ji han bilkul sahi time frame mein baithe guidance mil jaate hain lekin mere Bhai vah bahut jyada long term trade Ho jaati hai jaise ki agar aap w1 per kam kar rahe ho to iska matlab yah hai ki aap aap ki 1 mahine 4 candle banegi to itna koi bhi wait nahin karta
    • #3 Collapse

      Re: Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

      Ji han short term time frame craft reading karna chahte hain to acchi trading kar sakte hain lekin Jitna big time frame Hoga utani hi acchi aapko trade mil sakti hai isliye H1 yah h phone mein agar aap acchi trade Hasil karna chahte hain to use ji chat par aap Achcha trade Hasil kar sakte hain isliye kam time mein aapko market ki candle profit ki taraf Nahin Milegi isliye kam se kam h one time frame mein Main agar aap trading Karte Hain To fir aap accha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Chahat Mein candles Jab new Banti Hai Tabhi aapko acchi trade mil sakti hai isliye aap Jitna Bada timeframe main market ko analyse Karenge utna hi Achcha aapko profit Hasil ho sakta hai aur itni acchi aap trading kar sakte hain isliye chat ko delete karna aapko aana chahie aap Har trade Mein accha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

        Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ap ko ais market mai time frame k hisab se kaam karna hota hai mean agar ap ne long term trading karni hai to ap ko ais mai bara time frame use karna hota hai ais mai agar ap kaam karty hai to ap ko ais mai market ki moment ko dekh k pata chal jata hai k ais time market trend mai move kar rahe hai ya retracement le rahe hai aus k hisab se ap ais market mai jab kaam karty hai to ap ko ais market mai fiada ho jata hai agar ap ne ais market mai trend ko samjhna hai to ap ko her time frame mai aleda samjh aati hai k market ka trend kai hai ap ko apny trading plan k hisab se kaam karna hota hai ais mai analysis k liay diffrent time frames use kary aor aus k baad ais market mai trade lagye.
        • #5 Collapse

          Re: Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

          Market Trend in Large Time Frame:

          Mene jitne bhi experience traders dekhey hein aur unka jo trading style mene dekha he to sab ka trading style yehi hota he keh woh sab bhi Large time frames hi use kartey hein aur apki bat bilkul sahi he keh jab hum large time frame par work kartey hein to hamen jo trend milta hey woh bohot hi ziada Clear milta hey aur bohot hi ziada saaf shafaaf milta hey us mein hamen kuch ziada confusion nahin hoti hey aur Large time frame mein jo trend hota hey woh bohot hi smooth tarikey se chalta hey jis se hum achi trha se analysis karke aik achi trade nikal saktey hein aur us mein trend ke ghalat hone ke bhi chances bohot hi kam hotey hein aur yehi wajha he keh jitne bhi professional traders hotey hein woh Large time par hi work kartey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

            Trading terminal pay trends kabhi bhi small time frames mai nahi daikhay jatey bulkay trends daikhay kay liye hamesha big time frames ko select kia Jata hai. Time frames isi liye hotay hain kay short term trading kernay waley ya long term trading kernay waley dono he type kay traders iss say faida utha lain.

            Scalping kernay waley traders hamesha M5 aur M15 time frame ko select kertay hain kiyu kay scalping mai short movements pay big lot sizes kay saath trading hoti hai. Big time frames hamesha woh traders use kertay hain jo serious type trading ker rahey hotay hain. Big time frames mai trading kernay kay liyeM30, H1 ya D1 best hai. Kiyu kay iss mai jo selected ya trading kay liye proposed pair hota hai uss mai bohat achibtrading trends aur analysis kay base pay ki jaa sakti hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jiaza : High time frame mai tend ke behtar guidance mil jate hai.

              Terminal me time frame ko jetna be market ko analysis karny key ley large use kia jaye es ka faida ho sakta hay, small time frame me market ko analysis karny ki ghalti nahi karni chaye, fake trend bahot zeyda hony ki waja se small time frame use karny ka zeyda faida nahi hota magar jab ham large time frames (1 hour, 1 week, month 1) jesa larget time frame use karen gey to bahot kam esy trend ko face kia ja sakta hay jo key fake ho sakty hey zeyda tar true aur strong market trends ko hi ham identify karny me kamyab ho sakty hey es ka bahot hi faida hamy long term trading me ho sakta hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X