Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts aur threads kiyu delete hotay hain?
    Dear members pak forex forum pay aam forex ki guftagu mai tou posts aur threads normally delete ho he jatey hain magar koi Bata sakta hai kay forum kay bahtreen jawabaat kay muqabalay mai posts aur threads kiyu delete hojatey hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

    Dear ais forum par ap ne dekha hai k log ais mai repeat threads laga dety hai jis ki waja se wo delete ho jaty hai agar ap ne aus thread par reply kia ho to aus mai ap ki posts bhi thrread k sath delete ho jati hai ais liay ap ne agar ais forum par kaam karna hai to ap ko ais mai sab se phly to ye dekhna hai k ais mai agar koi thread lagany lagy hai ya ais mai kisi thread par post karny lagy hai aus ko read kary agar topic acha ho to aus par posts kary fazool threads kuch time k baad delete ho jaty hai jis ki waja se ap ko ais mai koi faida ni hota agar ap ne ais forum par acha bonus lena hai to ais mai achy thread lagye wo ap k delete ni ho gay aor aun par ap ko bonus bhi acha mily ga tab ap ais mai kamyab ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

      Threads aur posts zaror delete hoty hey es key ley hamy Forum me posting rules section me jaiza lena ho ga key posts kinu delete hoty hey, koch members threads me aur posts me bonus ki bat karty hey koch members kesi website ya kesi broker ko promote kar rahy hoty hey aur koch esy be members hey key 1 line se be kam ki post send kar lety hey esy members key posts aur threads to delete hi hon gey, agar app ka thread ka title be acha nahi per be possible hi nahi key es ko bonus key ley count kia jaye, posting rules read karna aur follow karna members ka kam hay.
      • #4 Collapse

        Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

        Post & Threads q delete hotey hein:

        Yes dear mein apki bat se agree karta hun aur aksar dekhne mein ata he keh hum agar koi post ya threads kartey hein to woh delete bhi ho jatey hein aur iski jo sab se bari wajha he woh yeh he keh jab hum achi aur mayaari post & threads nahin kartey hein to hamari woh post delete kar di jati hein isliye hamen koi bhi post ya threads karne se pehle is forum ke jo rules hein unko achi trha se read kar lena chahiye takeh hum woh post aur threads kar saken jo keh forum ke rules ke mutabiq hon aur is trha se hum is forum par bohot hi ziada achi trha se work kar saktey hein aur phir hamarey jo Threads ya posten hoti hein woh kabhi bhi delete nahin hoti hein aur life time tak woh is forum par theri rehti hein aur high ranking mein bhi chali jati hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

          Post and threads delete hone ki wajah.
          Pakistan Forex forum mein post aur threads delete hone ki asali wajah to admin hi zyada betar bata sakte hain lekin humare zaati khyal ki bina per site per load ko kam karne ke liye purani thread aur post ko delete kar diya jata hai. Is ke alawa aisa material Jo traders ke liye benefit nahin hota usko bhi remove kar diya jata hai woh tamam post Jo acchi quality ki hoti hain wah forum per maujud rahti Hain. Isi vajah se hamesha yahi kaha jata hai ki Jab bhi aap post karte Hain to koshish Kiya Karen ke quality behtar se behtar Ho Taki aapki post remove hone se a bachti Rahe. Lekin agar Hamari post delete bhi Ho jaati Hai to us mein pareshani ki koi baat nahin hamen Jo bonus Milana hota hai vah unki mad mein milta Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

            ji haan mere Bhai aapane bilkul theek hai agar aap Forex Park form per kam kar rahe hain to aapko yah Janna hoga ki isko aapko rules and regulation follow karne Ho Gaya Mera office ke rules and regulation ko bolo na karte hain jismein post karte hain to aapka trader delete ho sakta hai aur aapka account ki bahan ho sakta hai ismein sabse pahle yah hota hai ki aapko ismein quality poster nahin hoti hai aur khajoor trade nahin karne hote agar aap ismein faizul post karenge to jiski vajah se aapko uska account bhi band ho sakta hai aur aapki post bhi delete ho jaati hai aisi post jinka koi matlab nahin hota vaise hi sujalpur chutiya unko delete kar diya jata hai isiliye aapko chahie ki ismein jyada se jyada mehnat aur experience ke sath kam Karen logon ke sath apna experience share Karen aur quality post karen to hi aapko ismein kaksha bonus milega aur Jin post ka koi bhi matlab nahin hota yah vah vaise hi wajood hoti hain to unko delete kar diya jata hai ya FIR aapko uska bonus nahin milta isiliye aapko ismein hamesha quality post karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

              Post r threads hmari apni hi galtiyon ki waja se deletw hoti haim kiun k aesa to possible hi nahi k achi quality ki post karen r forum ki traf se wo delete ho jay forum per kabhi bhi achi oost delete nhi hoti hain ager fazool post karen r wo delete hojay to is mamly mai to forex ko blame kerna glat hai na
              • #8 Collapse

                Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

                Dear hmari posts or thread is liay delete hoty han k jb ham forum k rules ko follow ni krty hamy chaiy k trading sy pehly ham rules ko study kr lan ta k na ap ka nuqsan ho or na ap k thread py rply krny walon ka zyada tr posts is liay delete kr di jati han jb koi repeated thread creat krta hy jb k ye rules k khlaf hy jb koi repeated thread creat krta hy to us pr kiay gy rply means posts b delete kr di jati han ham rules ko follow na kr k apna b or dosron ka b nuqsan krty han forum hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy is liay is m hamy achi posts or mayari new topic py thread krni chaiy aik to hamy acha bonus milta hy dosry hmari learning achi hoti hy or hmary knowledge m azafa hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

                  Forex form Mein Hamari Threads aur post isliye delete hote hain Kyunki vah irrelevant hote hain Forex trading business ke mutabik Jab Hamari post aur thread dekar aur fazul hoti hai to vah automatically delete kar di Jaati Hai koshish Karenge apni posting ko detail Mein describe Karen aur Apne friends ko lengthy post Karen Jitna Jyada lengthy posting Hogi utna isliye Ham apni posting ke through Achcha bonus Hasil kar sakte hain Kyon Ke Hamari post delete hone ki vajah sometime Hamari Chhoti post Hoti Hai Jitna Chhoti Hamari post Hogi utna Jyada kam bonus Milega bonus ko increase karne ke liye Hamen apni posting ko lengthy aur valuable banana zaroori hai Hamen Apna experience aur knowledge share karna chahie jisse dusre log fayda uthakar kamyabi Hasil kar sake Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

                    Forex mein hamari post ko thread delete hone ki sabse bari waja tread aur post men irrelevant hona ha hamari post jab thread se relevant nahin hogi tu esy fazol tasawar krty hovy delete kr dea jata ha .
                    Aur aksar time aisa hota hai ke members jo thread create krty hn wo forex ca bht zayada hat k hota ha jesy forum na pasand krty hovy delete kr daita ha aur es thread pa kitny b members na posting ki hoti ha wo b delete Ho jati ha.
                    Akser thread Jo create kea jaty hm wo repeted hoty hn es waja ca b delete Ho jaty hm q k en pr phly b behs ho choki hoti ha .
                    Kuch members 4 ca zayada threads ek din men create krty hn tu forum azafi threads ko delete kr daita ha .
                    Akser posts k delete hony ki waja ya hoti ha k wo posts details k lihaz ca bht kamzor hoti hn aur irrelevant tasawar ki jati hn .
                    Kuch post aysi b hoti hn Jin men characters ki tadad bht km hoti ha tu aise post's b delete kr d jati hn .
                    الحمد لله رب العالمين

                    • #11 Collapse

                      Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

                      Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Yeh bat to maray experience main bhi aai hay k Pak Forex Forum pay posting kay doran kai posts delete bhi ho jati hain aor kai threads bhi delete ho jatay hain es ki chand aik wajohat darj zail hain.
                      1: Rules and regulation ki khelaf warzi
                      Pak Forex Forum pay posting karnay kay liay bohat say rules and regulation hain jen pay amal karna Forum members kay liay bohat zarori hay es liay jo bhi posting rules kay khelaf ki hoi ho gi woh delete kar di jati hay.
                      2: Forex trading kay elawa posting
                      Agar koi post Forex kay baray main na ho gi aor us main koi aor bat ki gai ho gi ya us main fazool kisam ka mawad post kia gia ho aisi posts ko bhi delete kar dia jata hay.
                      3: Copy Past Posting
                      Jo posts ya threads posts others member say copy past kar kay gi gai hon gi un ko bhi delete kar dia jata hay.
                      Repeated and Fazool Threads
                      Forum pay aksar new members bar bar aik hi topic pay threads create kar rahay hotay hain aor baz bohat hi fazool kisam kay threads create kartay hain jen ko chand dinon tak delete kar dia jata hay jes say un threads ko reply karnay walay members ki posts bhi delete kar di jati hain.
                      Hamain chahiay k ham rules and regulation kay hisab say posting karain ta k hamari posts delete na hon.
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        Dear members pak forex forum pay aam forex ki guftagu mai tou posts aur threads normally delete ho he jatey hain magar koi Bata sakta hai kay forum kay bahtreen jawabaat kay muqabalay mai posts aur threads kiyu delete hojatey hain?
                        Dear friend ap ny both acha question kea ha jo bi hum new thread post karty han agr us ki quality or quantity ache na ho ya phr wo post already ho to wo post delete kar dea jata ha is ley humy asy new thread ni banany chae han jo already available hon or jo bi new thread post karny to us main full information share karni chae ha or jtna ho sakeny to knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k jo bi parhy to easily samj sakeny or ap ki baat ko zahan maim rakh k practice kary to sab ap ko acha fayda ho or wo kamyab ho sakeny is ley humy proper money management or risk management k bary main analysis karny k bary main ya phr candle chart k bary ya forex trading k bary main koi bi knowledge ho usy share kar sakty han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts aur threads kiyu delete hotay hain?

                          dear forum main kaam krnay say pehlay pak forum k kuch rules hain jinko hamaray liye barri care k sath read krna bahut he must hay aur agar ham in ko achay tareekay say read nai krtay hain to hamaray liye hamari sari mehnat bhi zaya ho sakty hay is liye haamri jo jo fazool posts hoty hain wo forum daikhtay he delet kr daita hay is liye must yahi hay ham aisa kaam karain jis say hamari mehnat k badlay acha reward bhi milay aur hamari posts bhi delet honay say bach jayen aur mairay khayal say iska ka sab say best solution yahi hay k ham care k sath foru k rules ko read karain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X