Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?
    Pak forex forum pay members aksar trading ka experience share kertay huay loss kay barey mai baat kertay nazar atay hain. Traders apna loss recover kernay kay liye acha trading plan Bana kay execute kernay ki koshish kiyu nahi kertay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

    dear friends foRex business Hai or ap ye bat Lazmi samjhlen k business main loss or profit barabar hai ap dishard na ho loss ki waja se balke jis waja se loss hoa hai os mistake ko correct krne ki koshish kren loss ki waja share kren takay seniors apko guide kren or member ap se sekhen k trade main loss ko kese stop kiya jae.
    • #3 Collapse

      Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

      Bonus per trade kerny waly traders ko jab kuch zyada loss ho jata hai tou dishurted ho ker woh loss ko recover kerny ki bajaey account wash ko priority dena shoru ker dety hain halanky agar koshish ki jaey tou bary sy bara loss bhi recover ho sakta hai lekin ham log koshish hi nehi kerty ky ham zyada mind use hi nehi kerna chahty tou hamain phir loss jo already ho chuka hota hai usko recover kerna bhi mushkil lag raha hota hai tou ham account wash ko priority dety hain taky next month ka aany wala bonus aesa ho jis per hamain previous koi recovery na kerni pery tou ham is waja sy account wash kerny ki koshish kerty hain agar ham achi planning ker ky forex market main trade continue kerty hain tou aesa mumkin hai ky bary loss ky bahd bhi jo remaining kuch amount hoti hai us sy bhi loss recover ho sakta hai agar ham bary loss ko recover kerny main kamyab ho jaty hain tou hamain next time hasil hony wala bonus add hony sy trading ky liay achi amount mil jati hai jis sy trade ker ky ham achi earning ker lety hain
      • #4 Collapse

        Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

        Dear ye hi to masla hai k agar ap ne ais market mai trade ki hai aor ap ko aus par loss ho gia ho to ap aus ko phly recover karny ka aik plan bana ley k ap ne ais ko kitny time mai recover karna hai aor ais k liay ap ne kitna risk lena hai agar ap ais market mai achy se planing kar lety hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to ap asani se ais market mai se apna loss recover kar sakty hai aor aus par ap trade kar sakty hai agar ap ais market mai apny loss ko recover karny ka plan bnaty hai to aus k hisab se ap ko ais market mai kaam bhi karna chaye tab hi ap ko ais mai faida hota hai agar ap ais forum par loss zayda karty hai aor profit kam banaty hai to aus time ap ko apni trading strategy change karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

          Acha Trading Plan:

          yes dear apne bilkul sahi bat ki hey aur mein aap se fully agree karta hun agar hum aik acha trading plan banane mein kamiyab ho jatey hein to phir hamen kabhi bhi aur kahin bhi apne loss ke barey mein bat karne ki zarurat hi nahin hoti hey aur Forex trading mein always aik achey plan ki hi zarurat hoti hey aur jo traders bhi achey plan ke sath is business mein enter hotey hein wohi is business mein kamiyab ho saktey hein aur aik acha plan hi apko aik achey trader ki list mein khara kar sakta hey jab hum acha plan banatey hein to hum kafi ziada strong tarike ke sath trading kartey hein aur hamara jo plan hota hey woh kafi ziada strong hone ki wjha se hum wohi trades hi lagatey hein jo hamen achey profit ki taraf le jati hey.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

            ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha trader ki yahi khwahish poti hai ki isko jyada se jyada free for profit nahin karenge to vah ismein train nahin karenge isiliye hamen chahie ki agar aapko loss ho raha hai to aapko isko recover karne ki koshish bahut achcha hai lekin aisa bilkul nahin haitrader apne loss recover karne ki koshish karta hai lekin agar uske pass balance backup kam hai to vah isko chhod bhi deta hai isiliye uske sath kam karenge tu Hi trader Ban sakengetradable sakenge aapko agar Suraj mein kam karna hai to ismein jyada se jyada mehnat karni chahie loss recovery karne ki koshish karni chahie vah ek successful trader hota hai joki loss ko bhul kar apni mistake se sikha hai aur dobara 1 achieved rate karta hai isliye hamen bhi ISI tarah chahie ki Ham Bismillah uska recover karne ki koshish karen aur jyada se jyada ismein times. Karen aur jyada se jyada experience Karen tab Ham ismein kamyab honge
            • #7 Collapse

              Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

              Aam tor par Forex main ziada tar traders greed ka shikar hotay hain aor big profit ka lalach kartay howay trading kartay hain aor esi lalach main bohat sari mistakes kar daitay hain jen ki wajah say un ko acha khasa loss ho jata hay. Baz traders esi greed ki wajah say Forex ka poori taran knowledge gain nahi kartay aor na hi learning complete kartay hain knowledge and learning kay bad demo pay practice bhi bohat hi zarori hay lakin aksar aisay greedy traders without demo practice trading start kar datay hain aor phir bohat si mistakes kartay hain jes say un ko loss ho jata hay aor esi wajah say woh koi achi planing bhi nahi kartay aor bar bar loss ko face kartay hain. Es liay har trader ko chahiay k woh greed say avid karay aor Forex ka knowledge gain karay aor demo practice say Forex ka acha khasa experience hasil karay aor bad main full planing kay sath trading karay aor kamyabi hasil kar kay apnay loss ko recover karay.
              • #8 Collapse

                Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main hamy kam karty hoay profit b hota hy or loss ka b samna krna prta hy myry khyal sy koi b trader asa ni jo bagar loss k sirf or sirf profit hi hasil kr k forex m kam kr raha ho khas kr new traders to forex m lazmi loss karty han or jb tk koi trader trading m loss ni krta wo achi trading b ni sekh skta zyada tar traders bonus account m loss karty han or un ka confidence khtam ho jata hy or is wja sy wo apna loss cover krny or apna account bachany k bjaiy apni investment kho dyty han apna account wash kr dyty han traders ko chaiy k achy sy acha knowledge or experience hasil kar k bharpor mehnat k sath apna account recover kar lan is m hi un ki kamyabi hy
                • #9 Collapse

                  Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                  Dear ji han bonus per state Karne Wale traders Ko Jab Kuchh Jyada loss ho jata hai to this hokar loss ko cover karne ki Bajaye account wash ko priority Dena Shuru kar dete Hain Agar koshish ki Jaaye to bade se Bada loss bhi cover ho sakta hai lekin ham log koshish hi nahin kar Ham Jyada mind use hi nahin Karte To Hamen FIR loss Jo already ho chuka hota hai usko recover karna bhi Mushkil lag raha Hota Hai To Ham account washko priority Dete Hain Taki next month ka Aane Wala bonus Aise ho Jis per Hamen previews Koi Na karne pade To Ham is vajah se account wash Karen Ne Ki Koshish karte hain Agar Ham acchi planning Karke forex market Mein trade continue Karte Hain To Aise Mumkin hai ke bare mein Los ke bad bhi jo remind Kuchh Mount hoti hai usse bhi Los cover ho sakta hai agar Ham Bade loss ko recover karne mein Kamyab Ho Jaate Hain To Hamen time Hasil hone wala bonus add hone se trading ke liye acchi amount mil Jaati Hai jisse trade Karke Ham acchi earning kar lete hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                    trader apna lose recover kerny ky liyh agher akh acha plain bna lyh to who is my acha earning ker lyh gyh yeh akh acha god business hain or buht sy logh is my achi earning ker rehy hain or trader ko chayh ky is my lose recover kerny ky liyh apis my acha kam kerna chayh or daily is my akh dosry ky muhwry sy kam kerna chyh yeh best hain or ap ka lose bhi asy recover ho jayh gaha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                      G han loss ko recover karny ka be agar plan trades place karny se pehly bana leya jaye to trading karna aur be asaan ho sakti hay, traders hamesha es waja se zeyada fail ho sakty hey jab un ko loss ho jata hay to loss ko recover karna zarori nahi samjy aur ye samjty hey key ye loss recover karna bahot mushkil hay aur namumken be hay magar esa nahi hay jetna hamy trading me loss ho sakta hay magar es se zeyada hamy profit be de sakti hay agar loss ho jaye to traders ko careful ho kar loss ko recover karny ki planing karni chaye ta key jetna loss ham ne face kia hota hay ye be cover ho jaye aur profit be ho saky.
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                        forex aik online business hain hum is mai kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam akr sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nai hotta forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mi free account bana kar be kam kar sakty hain hum is maai part time be kam kara sakaty hain hum is mai ful time be kam kr sakty haain hum garr mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be wakt ka time etable bana kar asane sy kam kar sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                          Agar Ham Logon Ko market mein se loss ko recover karna hai to iske liye Ham logon ko bahut hi jyada hard working karna Hogi Kyunki isko recover karne ke liye ham log jitni Jyada hardworking Karenge Hamare liye itna hi best hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                            hamy loss ko cover karna ho ga pher he hum paasisa kam saky gy forex aik acha business hain hum i s mai nght mai be kam kaer sakty hain hum is ami day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account ban kar be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain h um is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik amm business ke nisba acha business hain forex jasa koi or business nahi hain hum i s mai mahnet karty hain to hum agy barty hain forex all world mai bihat taze sy famous hny ala acha busienss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders apna loss recover kernay kay liye acha plan kiyu nahi banatay?

                              Bonus betrayed Karne Wale triggers Ko Jab Kuchh Jyada loss ho jata hai to disturb Ho Karva loss ko recover karne ki Bajaye account watch ko Dena Shuru kar deta hai Har ladke Agar koshish ki Jaaye to bade se Bada loss we recover ho sakta hai lekin ham log koshish hi nahin karte hue Ham Jyada use hi nahin karna chahte To Hamen FIR lost Jo already ho chuka hota hai usko recover karna bhi Mushkil lag raha Hota Hai To Ham account was ko Dete Hain Taki next month ka Aane Wala bonus Aisa Ho Jis per Hamen Parivar Koi recovery na Karni Pade To Ham is vajah se account was karne ki koshish karte hain Agar Ham acchi planning Karke forex market Mein trade connection Karte Hain To Aisa book Hai Ke Bade loss ke bad bhi Jor Kuchh amount hoti hai usse bhi loss recover ho sakta hai agar Ham Bade loss ko recover karne mein Kamyab Ho Jaate Hain To Hamen next time Hasil hone wala bonus add hone se chatting ke liye acchi amount mil Jaati Hai jisse trade Karke Ham acchi are nikal Lete Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X