graph or chart ko kis tarha learn kiya hiye...??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    graph or chart ko kis tarha learn kiya hiye...??
    trading Lagane se pahle Hamen MP4 mein chart graph ka land karna bahut jaruri hai jisse Hamen Forex trading ka bahut jyada experience Hasil hota hai Jisko use karte hue Ham easily profitable trade select Karke order Laga sakte hain graph aur Chart ka analysis karna bahut jaruri hai without chart and graph analysis on Knowledge Hum kabhi bhi achcha profit are nahin kar sakte aur kabhi bhi acchi profitable trade Nahin Laga Sakte behtarin profitable trade order Lagane ke liye Hamen MT4 graph chart ko analysis karte hue learning karte hue trade Lagani chahie Taki Achcha profit earn Kiya Ja sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: graph or chart ko kis tarha learn kiya hiye...??

    Market ky chart ko read kerna koi zyada mushkil nehi hota agar ham kisi bhi pair ka market movement ka chart open kerty hain tou hamain pata chalta hai ky market kabhi bhi continue aik direction main move nehi kerti market hamesha apni movement dono directions main ker rehi Hoti hai tou dono main sy aik direction main bar bar thora zyada move kerti hai jis ko Ham market ka current trend bhi kehty hain Jesy market agar ahista ahista upward move ker rehi ho tou up trend hota hai aur agar isi terha down move ker rehi ho tou down trend then ham trend ky mutabiq hi Trade open kerty hain tou hamain forex market main trade kerny sy acha profit bhi hasil hota hai hamain chahiay ky ham koi bhi trade open kerny sy pehly market ky trend ko zarur read ker lain jis ky liay market ky chart ko read kerna zaruri hota hai aur chart ko easily read kerny ky liay hamain candle stick pattern ko hi prefer kerna chahiay ky is sy ham chart ko achi terha read ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: graph or chart ko kis tarha learn kiya hiye...??

      Dear jab ap technical trader banty hai to aus time ap ko ais market mai chart ko dekh k hi trade karni hoti hai ais mai ap k pass diffrent tools hoty hai jin ko dekh k ap ais mai trade karty hai ais market mai ap ko chart ko dekh k hi market k trend ka pata chal jata hai ain tools ko use kar k ap ais market mai kaam karty to ap ko ais mai chart par resistance aor support level draw karny hoty hai aus k sath sath ap ko ais mai trend lines lagani hoti hai ya trend channel lagany hoty hai jin ko dekh k ap ais market mai trading karty hai aor acha profit banaty hai ais mai ap jab time lagaty hai to ap ko ye sari cheazy asani se samjh aa jati hai aor chart par ap ko dekhny mai mil jati hai ain ko use kar k ap chart ko samjh lety hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: graph or chart ko kis tarha learn kiya hiye...??

        Forex ke Charts pattern with Pictures:

        Forex business mein agar hum work kar rahey hein to hamen forex business ke tamam charts patterns ko achi trha se learn karne ki zarurat hoti hey kioun keh forex ki jo totally market chal rahi hoti hey woh chart par hi nazar arahi hoti hey aur jab hum forex market ke charts ko achi trha se analyse karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is business mein achi trha se successful ho saktey hein aur hum is mein daily basis par bohot hi achi aur strong trades nikal saktey hein, is trha se charts ka seekhna forex business mein bohot hi ziada zaroori samjhta jata hey aur jab hum charts ko achi trha se find karne mein kamiyab ho jatey hein to hum is mein achi trha es successful ho saktey hein.
        Deegai picture mein kuch charts mein apko dikha raha hun inko aap lazmi tor par learn karen to aap is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	forex chart pattersn.png
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12325230
        منسلک شدہ فائلیں
        https://t.me/pump_upp

        اب آن لائن

        Working...
        X