jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...
    As-Salaam-Alaikum dear traders Forex trading Ek bahut hi risky business hai Ham profit ke sath sath loss ko b uthate Hain isiliye Hamen chahie ki Ham Apne Forex trading business Mein trade order Lagate Waqt stop loss Kabhi istemal Jarur Karen Kyunki sometime Hamari trade bahut jyada heavy loss Mein ja rahi hoti hai jisse stop loss Hamen Zyada heavy loss se Bacha Tha hai aur Hamari trade laws limit margin ke andar andar close kar deta hai Aur Is Tarah Ham Logon se bajate Hain Kyon Ke market ka analysis karna bahut Mushkil hai aur ham Kabhi B market future forecasting Kaise behtarin tarike se isiliye sometime uncertainty ki vajah se Hamari market some time bahut hai abhi aur sometime bahut Lo Chali Jaati Hai jisse Hamen Kafi heavy loss aur profit ka Samna karna padta hai isliye Ham take profit aur stop loss ka istemal Karte Hain Magar mostly Hath ko chahie ki vah stop loss ka margin Jarur set Karen Jyada Se bachne Ke Liye Is Tarah Hamara balance bhi safe rahata hai aur Hamen heavy say bach jaty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...

    Stop loss forex market main trading ky liay bahot important tool hai jis sy ham apni trading main apny balance ko secure kerty huey trade open kerty hain ky hamain profit hasil hota rehy tou bahot achi bat hai lekin agar hamain loss hona shoru ho jaey tou aesa na ho ky hamain forex market main trade kerty huey loss increase hoty hoty account hi wash ker jaey is risk sy bachny ka liay ham trade open kerny sy pehly hi market ki achi calculation ker lety hain ky hamain aik limit sy zyada loss na ho forex market main trade kerty huey tou aesy point per ham trade open kerty huey stop loss laga dety hain tou hamain phir problem nehi hota ky hamara account wash ho jaey ham jab forex market main successful trade kerna chahty hain tou hamain aesy risks jin sy hamara account wash ho sakta hai ko control kerny ky liay aesy tamam options ko use kerna chahiay jin sy ham apny account ko secure rakh ker forex market main continue trade ker sakty hain taky hamara balance bhi secure rehy aur hamain kuch profit bhi hasil hota rehy jis ky liay stop loss bahot zaruri tool hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...

      Forex trading business mai kuch tools aisay hain jinn ka traders ko laazmi khayaal rakhna chaiye. Jiss ki wajah say trading mai acha business kia jaa sakta hai aur Loss say bach kay achay profit kay saath account ka benefit kia jaa sakey. Take profit aur stop loss 2 aisay tools hain jinn kay istamaal say traders ko apna account mehfuz rakhna aur profit secure kernay mai bhi asaani rehti hai.

      Stop loss aur take profit mai bhi ziada zarurat aur ehmiat stop loss ki hain kiyu kay assal cheez account ki apni safety hai jo kay stop loss say he ho sakti hai. Profit tou jitna ziada ho jaey utna he faida hai magar loss Thora say bhi ziada nuqsaan deh hojata hai. Iss liye stop loss ko account kay margin aur apni trade kay lot size kay mutabiq rakh lain iss Tarah. Bohat sahi rehti hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...

        G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k hum ais market mai jo trade lagaty hai aus k sath hum ko stop loss lagana chaye agar hum ais market mai apni trade k sath stop loss ni lagaty hai to aus par hum ko jab zayda loss hota hai to hum mai atni himat ni hoti k hum aus trade ko close kary ais liay hum ko apni trade k sath stop loss laga lena chaye ta k humri trade par thora sa loss ho to trade close ho jaye aor humra account safe rahy aor aus loss ko hum baad mai recover kar ley agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ais market mai jo risk le rahy hai wo ap k account k hisab se ho.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...

          Ji han bilkul aapko stop-loss Ka istemal Karna bahut hi jaruri hai isliye Jab aap stop loss ka istemal Karte Hain To aap acchi trading kar sakte hain Ek professional trader Hamesha take profit aur stop loss ke sath hi trading karta hai isliye apni hurted open karne ke sath aap stop loss set kar de Taki aapko Jyada nuksan Ka andesha Na Ho Kyunki market ka train Kabhi aapka analyse galat bhi ho sakta hai isliye Agar aapka stop loss her trade mein ho to aap kabhi bhi Apne account mein jyada loss nahin kar sakte aap stop loss ki help se apne account ko varshon se bacha sakte hain isliye Hamesha positive trade lagaen aur stop loss ke sath kam Karen Zyada lalach kiye bagair kam Karen tabhi aap Forex Mein success Hasil kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: stop loss ka istamal zaror karain...

            Stop Loss Most Important in Forex Business:

            Forex business mein STOP LOSS ka bohot hi ziada importance hota hey aur is business mein jo traders bhi stop loss ko use nahin kartey hein woh is business mein kabhi bhi successful nahin ho saktey hein aur is business ki jo sab se ziada loss karne wale traders ki ratio bhi isy wajha se ziada he keh jo log Stop Loss ko use nahin kartey hein wohi traders hi is business mein loss kartey hein aur achi trha se kamiyab nahin ho saktey hien.
            Forex market bohot hi risky hey aur agar aap is mein koi bhi trade lagatey hein aur Stop Loss ko nahin lagatey hein to kisi bhi time Market ki agar koi bhi bari Move hoti hey jo keh apke against jati hey to aap is mein bohot hi bara loss kar daltey hein aur is mein permanently apka account tak bhi wash ho jata hey is wjha se hamen always apne account ko protect rakhna chahiye aur yeh us surat hoga jab aap Stop Loss ko apni trading ka hisa bana lengey.
            https://t.me/pump_upp

            اب آن لائن

            Working...
            X