Jaiza: Trading is:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading is:
    10% Buying

    10% Selling

    80% Waiting

    Forex trading business mein Traders ko jo bohot hi important Role ada karna hota hey woh hey "Waiting" Bohot sarey traders is business mein isliye bhi fail ho rahey hein keh un ke pas Knowledge and Experience hone ke bawajood bhi "Wait" karne ka jazba nahin hota hey jiski wjha se woh is business mein fail ho jatey hein,
    is business mein Buy & Sell ka koi ziada Role nahin hey, woh to har koi kar sakta hey chahe new trader ho ya Old trader ho, Lekin wait just aur just aik acha aur successful trader hi kar sakta hey, isliye mein sab trader ko yehi advice dunga keh is business mein agar kamiyab hona hey to apko wait karna seekhna hoga aur aik achey time ka wait. Tab hi aap is business mein achi trha se successful ho saktey hein.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading is:

    Yes dear ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k agar ap ko ais market mai achi trade mil jaye to ap ais market mai enter ho jaye agar ap ko ais market mai koi achi trade ni milti ap ais market mai wait kary jab tak ap ko ais market mai achi trade ni milti ais market mai ap ko enter tab hi hona hai jab ais market mai ap ko achi aor confirm entry mily tab hi ap ko trade open karni hai ais tarha ap ais market mai achi trading kar k profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai planing karni hai aus k baad ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai agar ap fazool trade lagaty hai to aus par ap ko loss hi hota hai ais liay loss se bachny ki try kary aor ais market mai apna account growth kary.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading is:

      ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha forex trading is waiting agar aap ismein vate nahin kar sakte to aap ismein kavyam nahin ho sakte isko mat dena chahie aur ismein jyada se jyada kitni tahsil karna chahie jitna jyada Ham ismein time spent karenge aur jitna jyada confidence ke sath chalenge kuchh nahin hamen achcha ismein profit abhi kar sakte hain yah kaisa online business hai joki bahut bada business her Puri duniya mein pehla hua hai aur Puri duniya mein lakhon karodon log isase jyada profit Kama rahe hain aur ek successful businessman ki tarah kam kar rahe hain isiliye hamen bhi agar is mein kamyab hona hai to iski jyada se jyada knowledge honi chahie ismein jyada se jyada experience hasil karna chahie jitna Radha hamareutna hi hamen mein kamyab ho sakte hain aur utna hi Ham ismein profit hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading is:

        Aesa kabhi nehi hota ky ham just market main investment kerain aur trade open kerty hi hamain profit hasil hona shoru ho jaey yeh forex market hai jis main trade kerny ky liay hamain broker ko bhi commission dena hota hai jis ki waja sy hamari her trade loss sy start leti hai aur loss increase bhi hota hai aur decrease hony ky bahd jab hamara spread wala loss recover ho jata hai tou usky bahd hamain profit hasil hona shoru ho jata hai jis ky liay hamain kafi zyada time wait bhi kerna perty sakta hai hamain chahiay ky jab bhi trade open kerain tou trend ky mutabiq kerain taky bahot jald hamara spread clear ho jaey aur hamain profit hasil hona shoru ho jaey sirf yehi waja hai ky hamain kuch kam wait kerna pery lekin jab bhi ham baghair trend ko read kiay aur baghair analysis ky aur baghair sochy samjhy market main trade open ker lety hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jis ky recover hony ky liay long time wait bhi kerna perh sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading is:

          Forex trading both ziada important business ha jis sy hum ache trading kar k ache earning kar sakty han forex trading main sell or buy kea jata ha just analysis karny hoty han jab hum achy analysis karty han to us k mutabiq trading karty han stop loss or take profit sy humara account safe or Acha profit hasil kar sakty han jtni hum trading ko seek or samj k karny gy humy utna he ziada profit ho ga
          Forex trading aik international business ha jo k online kea jata ha puri duniya sy is ko duniya k kisi bi Kong sy kea ja sakta ha is k ley ap k pass acha internet or mobile PC ya laptop hona both zarori ha tab he hum log kamyab ho sakty han forex trading ko hum demo account main ache trading kar k seek sakty han forex trading main humy ache earning k ley ache planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum behtar trading kar k kamyab ho sakty ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading is:

            Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading aik asa difficult business hy jisy smjna asan ni ham smjty han k forex m main chez jo ham ny krni hoti hy wo hy sell or buy mgr in chezon sy hi forex ni chlti forex market m sb sy zyada ahm Chez hy w8 krna trading main wahi traders zyada tar successful hoty han jo trade open kr k apni trade ka w8 krty han jo traders forex trading main w8 krna ni janty wo hmasha loss hi krty han aksar traders trade open krty han to trade agr thory sy loss m b jati hy to wo zyada loss k dar sy foran close kar dyty han jb k unan market k wapis any ka intzar krna chaiy chahy ham old hon ya new traders hon hamy is market m successful hony k liay achy time ka w8 krna chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading is:

              g han bhai jan ap ny bilkul sahi or boht achi bat ki hai main apki bat se agre krta hun forex trading main boht se mambers ayse hain jin k apss trading ka knolwedge or expiernce tu boht acha hai laken wo apni trading main wait nai karty hain wo chahty hain k hmain jaldi se profit mil jay or hum apni trading main zyda se zyda paisa kama len ta k aik he din yah aik he at main ameer ho jaen jub k yahi soch un ko aghy nahi barhny dety hain or na he faida othany dety hain ase soch ks ath hum kbhi bhi apni trading main kamyab nahi ho skty hain q k hmari trading main hmain loss he hmai apni wjah se hota hai q k ju hum khudd he koi na koi galti kar jaty hain tu pher hmai apni wah se hmain loss ho jata hai tu es liye apny kam ko ayse karen jis se apko loss na ho
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading is:

                Trading planing esi ko kehty hey key market ko analysis kia jaye aur koch der wait kia jaye agar din me ham 80% market ko watch kar key wait kia karen aur 20% hi trades open karny key decisions len to hamari trading me automatically behtari a sakti hay, magar bahot se traders ka trading style hi es key opposite hota hay, esy traders jaldi me hoty hey aur market ko 10% analysis karty aur wait bilkul be nahi karty es kisam ki trading kamyab nahi hoti aur agar kamyab ho be jaye to regular profit earn karna es style key sath trading me karna bahot hi mushkil kam hay,

                achi planing kesi be trades ki account equity ko increase kar sakti hay hamari har planing achi honi chaye aur daily hamy din ka bahot zeyada time market ko watch karny me guzarna chaye aur jo be decision ham len ye kabi be fail nahi hony chaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading is:

                  Trading asal men securities ki kesi exchange k zareay khareed aur farokht ko khty hn aur wo exchange is Kam k Lea commission charge krty hn aur traders k Lea saholet paida krty hn k wo physical ya ghr baithy hi phone call ca stocks ki khareedo farokht ko asan bnaty hn.
                  Forex men Trading krty hovy traders ko kuch baton ka khayal rakhna bht zarori hota ha.
                  Knowledge ,experience k hoty hovy traders ko complete market analysis k sath experts k opinions ko madenazer rakhty hovy market trend ko daikhy hovy aur sabr aur tasali k sath trade ko open krna chahea ta k traders ki profit k sath high satisfaction level b mill saky.
                  Forex trading men loss aur profit sath sath chalty hn Jo trader's complete market analysis k sth Aur high level of knowledge k sath sabr aur tahamal k sath trade krty hn profit earn krty hn aur Jo en baton ka khyal nahi rakty wo loss men rehty hn.
                  الحمد لله رب العالمين

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X