Real account me mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Real account me mistakes
    Real account me hamary pass option nahi hota hay mistakes karny ka agar ham per be real account me mistakes karty hey to unksan kesi aur ka nahi hamara apna hi hota hay, jo be ham ne mistakes karna hoti hey demo account me hamy kar leni chaye aur es ko control be esi free trading account me karna chaye, real account 1 platform hay jes me hamari investment include hoti hay agar ham demo account me jo mistakes karty hey yahi misatkes real account me be repeat karen gey to app khud socho ham ketni bardi ghalti kar rahy hoty hey jo mistakes ham se demo account me control nahi hoti wo real account me be ham control nahi kar saken gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Real account me mistakes

    Dear member Jab Ham real trading account mein trading karte Hain to Ham se bahut sari mistake ho jati hai kyunki trading ek bahut difficult business hai. Mistake ho jana Koi pareshani ki baat nahin Magar in tamam mistakes ko apni trading mein repeat karna ek bahut bari pareshani ki baat hoti hai isliye hamen apna focus yaad rakhna chahie ki mistake ho to us ko note down Karen aur review karke usko aainda apni trade mein repeat na hone dain. Agar aap is ek point Ko follow karen ge aur apni mistake for repeat nahin hone denge to yahi aapki ek bahut bari kamyabi hai jo ki aapke liye future mein bahut kaam aayegi.
    • #3 Collapse

      Re: Real account me mistakes

      Real account mn mistake kren gy to apko usi hisab sy nuqsaan hoga.
      Real mn loss bhi real hi hota hy.
      Real trade lgany sy pehly apny analysis ko achi yrha kren.
      Fundamental analokren. Technically apni soch bechar kren market ki movement ko dekhen k iski kiya movement hy. Phir kisi senior sy bhi mshwra kry k kis pair py trade behtt us k bad trade lagye. Or us mn stop loss take profit bhi set kry to boht behter rahy ga k agr market ki move ap k analysis sy zyada move kry to apko loss zyada na ho.
      Lot ko bhi zyada na rakhen. Lalich kro hy to apko muqsaan hoga soch smjh k or sbr k sath trade lgaen .
      Abhi tak agr ap mistake krtu hain to pehly achi training kren phir trade kren ta k loss na ho ni to phir loss hi jona hy.
      • #4 Collapse

        Re: Real account me mistakes

        Assalam.o.alaikum
        G Jab Ham real trading account mein trading karte Hain to Ham se bahut sari mistake ho jati hai kyunki trading ek bahut difficult business hai. Mistake ho jana Koi pareshani ki baat nahin Magar in tamam mistakes ko apni trading mein repeat karna ek bahut bari pareshani ki baat hoti hai isliye hamen apna focus yaad rakhna chahie ki mistake ho to us ko note down Karen aur review karke usko aainda apni trade mein repeat na hone dain. Agar aap is ek point Ko follow karen ge aur apni mistake for repeat nahin hone denge to yahi aapki ek bahut bari kamyabi hai jo ki aapke liye future mein bahut kaam aayegi...
        $#@#i Khan
        • #5 Collapse

          Re: Real account me mistakes

          Dear agar ap ne dekha ho k ais market mai agar ap kaam karty hai to ap ko ais mai real account par kaam karna ho to ais mai ap ko mistakes ni karni chaye agar hum ais mai koi ghalti kary gay to ais market mai hum ko loss ho sakta hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai agar kisi aik mistake par loss ho jaye to aus k baad hum ko wo apny mind mai rakh leni chaye ya aus ko sahe kar lena chaye ta k hum wo ghalti dobara na kary ais tarha hum jab ais market mai loss karty hai to ais market mai hum ko pata hota hai k hum ne ais market mai loss kis waja se kia hai agar hum ais market mai soch samjh k kaam karty hai to ais market mai loss se bach sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Real account me mistakes

            Real account sy trade kerty huey hamain jab bhi loss hota tou usky pechy hamari koi na koi mistake hoti hai ky ham agar apni her trade main mistakes sy bach jaty hain tou hamain profit bhi hasil ho jata hai hamain jo forex maket main trade kerty huey common mistakes kerty hain woh yeh hain ky

            Running market ki movement ko against trade open ker lena
            ham baghair sochy samjhy market ki bari movement ko dekh ker reverse order main trade open ker lety hain aur hamain loss hona shoru ho jata hai

            Trend ky against trade open kerna
            Ham jab bhi trend ky against trade open kerty hain tou yeh hamari bahot bari mistake hoti hai ky hamain trade open kerny ky bahd loss hona shoru ho jata hai kyun ky market tou hamesha trend ko follow kerty huey hi movement kerti hai tou loss increase hi hota rehta hai

            Jab hamain open trade main loss selected limit tak ho jaey tou bhi trade close na kerna
            Small loss main trade close na kerna bhi hamari bari mistakes main sy aik hai ky jab hamain open trade main loss ho jata hai tou ham phir same loss ky recover hony ka same trade main hi wait kerty rehty hain aur loss increase hoty hoty account wash ker jata hai

            Achy profit main bhi trade close na kerna
            Achy profit main bhi agar ham trade close nehi kerty tou market phir reverse movement shoru ker deti hai tou acha profit bhi loss main badal jata hai aur phir trade hamain loss main hi close kerni perti hai isliay lalach main pery baghair reasonable profit jab hasil ho raha ho tou trade close ker leni chahiay

            Trade open kerny main jaldi kerna
            Fast moving market main trade open kerny ki jaldi hai ham kerty hain tou ham market main baghair sochy samjhy enter ho jaty hain tab hamain loss bhi zyada ho jata hai ky ham kabhi bhi jald bazi main open ki gai trade sy acha profit nehi bana sakty

            Mistakes ka result aur suggestion
            Mistake choti ho ya bari hota hamesha loss hi hai tou hamain koshish kerni chahiay ky kam sy kam in tamam mistakes ki avoid kerty huey apni trade continue kerain ky loss sy bhi bach skein aur acha profit bhi hasil ho saky
            • #7 Collapse

              Re: Real account me mistakes

              Real account mein jyadatar members se mistakes Karte Hain Kyunki Jab demo account per kam Karte Hain To unhen Apne capital ke loss hone Ka Koi Dar Nahin Hota lekin Jab vo real account mein Aate Hain to unhen loss hone Ka Dar Hona shuru ho jata Hai Jiski vajah Se Hua Apne account Khali kar Baithe Hain Main To Yahi kahunga ki agar aap Jaise Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko fearless trading karna Hogi FIR jakar aap Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil kar sakte hain Nahin to aur uske Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Real account me mistakes

                gee han real account main hume samjdari se kam krna hota ha jitna acha hum is business main work krein gey utna hi hume knowledage be hasil hoga hume is main apni mistake ko fallow krna lazmi hota ha jitna acha hum is business main work krein gey utna hi acha hum proft be hasl kr sakte hein menat krein gey tab hi kameyab eb ho sakte kameyabi ese hi nai milti ha kameyabi lene k liye hume hardwork krna bohat zahrori hota ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krte rehna chaiye ye hamre liye eik sab se best online business hume chart indicotor ko dekhna lazmi hota ha ye hamre liye sab se acha online business ha hum is main kameyab ho sakte hein
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Real account me mistakes

                  Jitni Jyada ham log mistake karte hain itna hi jyada Ham to unko loss ke chances hote hain isliye Ham Logon Ko Sapne mistake ko kam se kam karna hoga iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi FIR Ham Logon Ko kamyabi Milegi aur ham log achha profit hassil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Real account me mistakes

                    I think Agar hum real account par kam kar rahey hon ya hum demo account par kam kar rahey hon hamse mistakes zaroor bhi ho jati hein aur hamen always apni mistakes ko avoid karke apni hi mistakes se learning kar leni chahiye na keh hamen tention ka shikar hona chahiye hum apni hi mistakes se jitni ziada learning kartey hein itni learning hum kisi aur jagha se nahin kar saktey hein,
                    Mistakes to hoti hey chahe dunia ka koi bhi business ho but agar hum forex mein work kar rahey hein to hamen mistakes se ziada nuqsan na ho uske liye hamen aik achey plan ke sath enter hona hota hey real trade mein aur Hamen Apne Risk ko bhi achi trha se Manage karna hota hey Stop Loss ko lazmi lagana hota hey tab hi hum is mein achi trha se successful ho saktey hein. Baqi mistakes is the part of business.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Real account me mistakes

                      ji mere Bhai agar aapko forex mein kam karna hai to iske bare mein jyada se jyada experience hasil karna hoga jitna Dada office mein experience karenge utna hi pata trade hasil kar sakenge agar aap ismein demo account per jyada se jyada kam Karen ismein profit hasil karne ki koshish karen to aapko real trade mein kabhi awaaz nahin hoga lekin han agar aap trading mistakes karte Hain to iski vajah se aapko accha loss ho sakta hai aur aapka account ki baat ho sakta isliye hamen real trade mein mistake se bachana chahie agar hamen mistake karte Hain to hamen ismein loss hota hai aur hamen agali bar was mistake se taiyar rahana chahie agar hamen ek bar loss ho chuka hai to hamen vah dobara mistake nahin dharani chahie isiliye agar Ham mixture karte Hain to dam opened mein to koi baat nahin lekin agar Ham isko mistakes ko real account mein karte Hain to hamen ismein loss ka samna karna pad sakta hai isliye hamen frocks mein kamyab hona hai to mistakes nahin karni balke full confidence ke sath aur acche tarike se trade karni hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Real account me mistakes

                        Asalam o alikum dear friend ap ny bilkal tek kaha hy ham real account m jb trading krty han to wahan hmary pas mistakes ka koi chance ni hota ham real account m koi galti ni kr skty q k jb b ham koi mistakes krty han us sy hamy bhari loss hota hy or loss ko cover krna koi asan ni isy cover krty krty ham or zyada loss krty jaty han or apna account wash kr bythty han aksar traders loss cover krny k chkar m zyada sy zyada trades open krty han jis sy unan loss hota hy or account wash ho jata hy is liay hamy hmasha phly demo account m practice krni chaiy or jo b mistakes hon wo demo account m hi krni chaiy demo account m jb ham mistakes krty han to hamy un sy sekh lyna chaiy or real account m trading tk hamy in mistakes sy bachna chaiy ta k kamyab hon
                        • #13 Collapse

                          Re: Real account me mistakes

                          Dear mistakes ham zindgi k hr hisy m hr kam m karty han mgr forex jasa k aik bot bara profitable business hony k sath sath aik risky business b hy is liay is m hamy ziada smbhal kr chlna hota hy hamy jo mistakes karni hoti han demo account main kar lyni chaey demo account hmary trading sekhny k liay hota hy jis m ham acha experience hasil karny k sath ham trading b sekhty han is m jo mistakes ham karty han un ko count kar k un sy sekhty han k hamy kis waja sy humy loss hoa hamy demo account main practice kr k apni mistakes ko khatam kar lyna chaey q k real account main ham koi bi galti karny ka risk ni lyna sakty hamy demo account m hi kam kar k apni trading ko behtar bna lyna chaey
                          • #14 Collapse

                            Re: Real account me mistakes

                            Forex trading business Ne Hamen kabhi bhi real account mein mistakes Nahin Karni chahie Hamesha koshish karen Jab hamare pass knowledge experience Ho Jaaye then apni real countertrade order Laga Ke acchi earning Hasil Karen qk sometime Ham Apne real account mein mistakes kar dete Hain without experience iski vajah se main bahut jyada loss ka Samna karna padta hai Lo se bachne ke liye hamare pass experience and knowledge karna bahut jaruri hai hamare pass knowledge or experience Hoga utna easily real account mein Laga sakte hain isiliye han trader Har senior trader kutta hai ki without experience kabhi bhi real account trading na Karen Kyunki mistakes ki vajah se Hamen loss ka Samna karna padta hai Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Real account me mistakes

                              dear mambrs jesa k hum sub jany hain k deo account aik trading ka practice account hai jis main hum rtrading ko bahtr taraiky se sikh skty ain or demo accuon main trading karty wqt hum jo jo galtian krty hain osko ecover karna zarori hota hai jub hum demo par he apni galtia sahi kar lty hai tu pher real account main kam hoti jhain es liye apklo chahye k apni practice main he apni galtiun par dehan den jitna ap dehan dengy otna he ap apni galtiun ko sodhdar skty hain or apny real account main apni trading ko bahtr kar skty hain real account main galin karny ka loss zyda hota hai jub k demo main apko zyda loss face nahi karna parhta demo main capital bhi zyda hota hai jub k real main hmara capital bhi boht munasib hota hai es liye soch msjh kar kma krna hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X