order types in forex trading.........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    order types in forex trading.........
    forex trdaing k business main 2 trha k order lgay jaty hain jis se hum trading karty hain jin main 1: pending order kahlata hai jub k dosry ko hum 2: instant order kahty hain

    INSTANT ORDERS IN FOREX TRADING:
    forex trdaing main jo instant orders hoty hain wo osi time main market ko analysis kar k ga diye jaty hain instan order tab lkty hain jub ap khud pc k samny mojood hoty han es main market ki sort e hal ko follow kar k lgya dfiya jata hai aghr market down main ja rahi hai tu um sell kar skty hain or aghr market oper ja rahi hai tu hum buy kar skty hain.

    PENDING ORDERS IN FOREX TRADING:
    frex trdaing main jo peding orders hoty hain un ko ap pahly market k according soch lety hain or asume ka elty hain k aghr market es point apr ay gi tu hum osi ime ko follow kar k apna order pahly he set kar dengy yah wo adors karty hain jo market ko at a time follow nahi kar paty wo aphy he apna order ga dety hain or market wahan any par on ka order open kar deti hai or aghr apka order market k hisab se move na ho tu apka order expire ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: order types in forex trading.........

    Pyare doston Forex trading mein order place karne ke do tarike hote Hain ek ko kahate Hain instant order execution aur dusre ko pending order kaha jata Hai Ham in donon ko describe karen ge.
    1. Instant execution order. Jaisa ke naam se zahir ho raha hai ki instant execution Jab Ham trading platform per Koi order place karte Hain to woh instantly place ho jata hai jo ki us waqt ki recent price ki oper place hota Hai, aise order ko instant execution kahate Hain.
    Pending order. Jab Ham chahte Hain ki Ham ek specific price per order place karna chahte hain to us order ko aap limit buy bhe kar sakte hain aur limit sell bhe kar sakte hain Jab market aapki mukara karda price ko touch kare gi to automatically aap ka order place ho jaega Is tarah ke order ko pending order kaha jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: order types in forex trading.........

      Forex market main trade ham two types ky orders sy ker sakty hain aik instant order jis sy ham forex market main kisi bhi pair main live trade open ker lety hain second hoty hain pending orders tou pending orders ki further four types hain jin main sell stop buy stop aur sell limit buy limit hai agar ham running market main trade live kerna chahty hain tou hamain instant order sy trade open ker ky continue kerni hoti hai lekin jab ham forex market main chahty hain ky pending orders use kerain tou sell limit ky liay ham market ki current position sy upward side per koi point select kerty hain ky jab market wahan per ponchy tou hamara sell main order open ho jaey isi terha jab down ward move kerty huey kisi selected point per ponchy tou reverse order main buy ki trade open ho jaey tou yeh buy limit kehlati hai lekin agar ham sell stop aur buy stop use ker ky trade open kerna chahty hain tou hamain trade aesy lagani hoti hai ky jab market down trend main move kerty huey kisi selected point per ponch jaey ya support break ho tou hamari wahan sy sell main hi Trade open ho jaey ya jab market upward move kerty huey kisi resistance ko break kery tou buy main hamari trade wahan sy open ho jaey tou woh buy stop pending order hota hai lekin hamain acha profit maximum support aur resistance per limits ka pending order open kerny per hasil ho sakta hai stops per profit ky chances bahot kam hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: order types in forex trading.........

        Yes dear ais market mai agar ap ne dekha ho to orders ki types hai aor hum agar ais market mai ain ko use karty hai to hum ko ain k bary mai pata hona chaye ais market mai instant orders hoty hai jin se hum buy ya sell kar sakty hai aor ais k sath sath kuch pending orders hoty hai jin ko hum aus time use karty hai jab market humry level par ni hoti aor hum aus level par trade set kar dety hai jab market aus level par jati hai to humri waha se trades open ho jati hai agar hum ais market mai pending order use karty hai to aus mai hum ko ye faida hota hai k humra aus trade par stop loss kam hota hai aor aus k sath sath hum ko ais market mai faida ye hota hai k market humry analysis k hisab se move na kary to humra order ni lagta.
        • #5 Collapse

          Re: order types in forex trading.........

          Ham Logon Ko chahie ki ham log Jodi Uda open karte hain isko Ham Logon Ko Soch Samajh Ke open karna chahie Kyunki Agar ham log Soch Samajh Ke order open Nahin Karenge To isase Ham Logon Ko nuksan Hoga aur Hamara account bhi Vas ho sakta hai aur ham Logon Ko lost bhi ho sakta hai isliye Dar Ko Soch samajhkar open karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: order types in forex trading.........

            Ofcourse apne bohot hi achey tarikey sey order types ke barey mein samjhaya hey aur waqai is business mein har us bande keliye facilities mojood hein jo keh Market ko live dekh raha ho ya na dekh raha ho woh bhi is business mein apne orders ko pending order mein laga sakta hey, aur yehi khoobi he is business ki jiski wjha se yeh business purey world mein phel raha hey aur har koi is business ko pasand kar raha hey, Hum is business mein agar live bethey hein aur hamen koi bhi acha point milta hey to hum us mein foran trade le letey hein aur uske sath sath jab hum is business mein live nahin hote hein to apne analysis ko achi trha se kar ke apne liye pending order laga kar chale jatey hein aur phir us point par jab market ajati hey to hamarey order Automatic open ho jatey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: order types in forex trading.........

              dear hume is main soch samj k order select krna hota hai is main agr hum without experince k kam krein gey tu asani se kameyab be ho sakte hein hume is main daily analysis ko fallow kr k kam krna hota hume is main tecnical analysis ko fallow kr k kam krna chaiye ye hamre liye eik sab se acha online business ha is main kameyab hone k liye hume dori muskiyat ka samna krna hota ha agr hum is main kameyab hona chahte hein tu asani se kameyab ho sakte hein tecnical analysis ko dekh k kam krte rehna hota ha fundamental analysis ko dekh k kam krte rehna hota ha is business main hume kam se kam risk lena hota ha agr risk zada lein gey tu hume nuqsan hi hoga
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: order types in forex trading.........

                ji Bhai is market mein humne dekha Ho to order ki type hai aur agar is market mein inko use karte hain to humko inke bare mein pata hona chahie is market mein instant order hote hain jinse Ham by yah fail kar sakte hain aur inse hamen trade bhi kar sakte hain pending order hote Hain jinke Ham use time use karte hain jab market hamare level per nahin hoti aur ham use level per trade set kar dete Hain jab market is level per jaati hai to hamari vahan se trade open Ho jaati hai aur agar Ham pending order use karte hain to usmein Ham ko fayda yah hota hai ki hamara use ped par stop loss kam hota hai aur uske saath saath humko is market mein fayda yah hota hai ki market ke hamare analyse karne ke hisab se to hamara order nahin lagta isiliye agar aapko forex mein kam karna hai to hamen in order ko use karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: order types in forex trading.........

                  Forex trading business mai Tarders ko trading terminal pay bohat si sahooliaat muyassir hain jinn ka use ker kay Tarders apni trading ko asaan Bana laitay hain. Forex traders jo cheez sub say pehlay seekhtay hain woh order place kerna hai. Kiyu kay trading business usi say start hota hai. Order window jab open ki jaati hai tou uss mai kuch extra options bhi mojud hotay hain jaisay lot size, stop loss aur take profit ka option isi Tarah uss mai order ki types ka option bhi hota hai. Order ki main 2 types hain. Aik tou normally use honay wala instant execution option hain jo system ki taraf say by default hota hai. Uss ka Matlab hai jo bhi trade lagai jaey gi woh fori tore pay place ho kay active bhi ho jaey gi. Issi tarah dusra option pending order ka hai jiss ka Matlab hai kay order execute nahi hoga bulkay jaha pay price set ki jaey gi waha pay price pohanchnay pay order active ho jaey ga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: order types in forex trading.........

                    hamy forex mai soch samj kar order palce karna chaey forex mai 2 types ky order hoty hain buy ka order or sell ka order forex aik acha busness hain hamy market ke movement ko samj kar dahk kar he ordr lagana ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik asa busienss hain jo hamy learning b deta hain or hamy earning br deta hain hum is mai bager pasuao ky account bana karbe kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo ky band nahi ho sakta forex aik bohat bara business hain is mai dunay ky bary bary mumalik invovle hain forex aik bohat bara business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X