Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?
    Pak forex forum mai bahtreen jawabaat kay muqabalay mai ki janay waali posts pay milnay waley thanks ki kia ehmiat hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

    Dear ais forum par jo contest chal raha hai ais mai agar ap ne koi achi post ki hai to aus par ap ko thanks mil jaty hai magar abi ais mai ye pata ni hai k ais mai hum ko ais ka kitna bonus milta hai agar hum ais forum par jo kaam karty hai ais mai hum ko jo bonus milta hai aus mai thanks ka aleda bonus ni likha hota ais mai hum ko jo bonus milta simple bonus likha aata hai ais liay ye pata ni hai k hum ko jo thanks milty hai ais ki kitni importance hai agar ap ais mai acha kaam karty hai to ap ko ais mai bonus waisy hi acha mil jata ha kun k ais contest mai log atny zayda thanks ni dety agar ap ne ais forum par kaam karna hai to ap ko ais mai planing k hisab se kaam karna chaye tab ap ko ais mai faida ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

      dear agr ap contest mai acha work krna chahte hein tu os k liye ap ko is main knowledeg wala kam krna hota ha kew is main kameyab hona asani nai hai menat krein gey tab hi hum contest se acha bonas hasil kr sakte hein hume is main daily kam krna hota ha ur hum daily kam krein gey tab hi kameyab be ho sakte hein hume soch samj k work krte rehna chaiye hume tecnical analysis ko dekhna hota ha jitna acha work krna chaye gey tab hi hum kameyab be ho sakte hein hume is main lambi lenght ki post krni hoti hai jitna acha work krein gey utni hi asani se kameyab hote hein hume chart analysis indicotor ko fallow kr k kam krna hota ha acha work kr k hi kameyab ho sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

        Thanks ki Ahmiyat

        Is forum par aap jo bhi post kartey hein ya jo bhi thread kartey hein us mein jab kisi ko apka thread ya woh post pasand ati hey to apko woh member thanks deta hey aur is wajha se forum apki bohot hi ziada respect karta hey aur apko iska kafi ziada benefits milta hey jab apko log thanks kartey hein to iska matlab he keh aap aik achi post aur aik achey threads kar rahey hein jiski wjha se forum apko appreciate karta hey aur apko aik achey bonus ki shakal mein prize se nawazta hey aur apko aapki mehnat ka sila deta hey isliye hamen chahiye keh hum always achey aur informative post kartey rahen is se hamen forum ki taraf se bhi acha responce milta rahega aur Members ki taraf se bhi milta rahega aur hum is forum par life time tak easily work kar sakengey.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

          Contest post and Thanks.
          Dear member behtreen jawab ke contest Main Jab Ham hissa Lete Hain To Hamen chahie hi acchi aur informative post create bhi Karen aur reply bhi Karen Jitna zyada experience aap dusre traders Se share Karte Hain utna hi zyada experience aap ka increase Hota Hai is liye Hamesha koshish karen ki acchi post aur thread create Karen. Jab Ham koi acchi thread ya post Karte Hain aur traders ko Pasand Aati Hai To Uske Badle Mein woh Hamen thanks Dete Hain, is Forum Main thanks ka matlab rating Kya Hota Hai ki Jis post per thanks kitne Jyada Hote Hain vah utna hi jyada rate karti hai. Lekin bonus Mein thanks ka amal Dakhal 30% Hota Hai hi aur 70% post ki quality matter karti hai isliye Hamesha acchi aur creative post Kariye Karen. Ek baat zehanasheen kar le ke fake thanks Lene se aap ka complete bonus wast ho sakta hai aur account bhe banned ho sakta hay isliye aisi Koi koshish mat Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

            A.o.a .Jaha Tak thanks ki bat hn forex forum men tu is ki bohut zeyada importance hn . thanks post ki quality ko show krta hn.agr ksi post py zeyada thanks aty hn tu it's mean k post achi Han valuable hn. AP sub sy request hn k post py thanks Kia Kary q k sub ki post good quality wale hoti hn forex py or ye on ki bonus men b izafa krti hn .
            • #7 Collapse

              Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

              Hamare post per Insan Jyada Hota Hai Kyunki Agar ham log acchi post Kahate Hain To Ham logon ko bahut hi fayda hota hai aur ham log Kafi Achcha process hassil kar sakte hain aur bonus parcel kar sakte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada acchi post Karni chahie Taki Ham Logon Ko fayda Ho aur ham log se fayda hassil kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                bhai jan mukably ki posts main thanks ki boht value hoti hai jis trha hmary kam ko sarha jata hai esi trha hain hmary kam ko jo jo psad krta hai oska hmain rward milta hai bonus ki shkal main or aghr hum contets main thanks ki ahmiyat par bat karen tu boht zyda ahmiyat hai thanks ki thank se he hmain bonus caha milta hai or hmain es k liye boht he miyari threads or posts karni parhti hai jub hum miyari threas bnay hain tu hmain or miyai posts karty hain tu logon ko wo pasanmd bhi ay hain or jub hara kam logon ko pansnd any lagta hai tab he wo thanks dety ain os thank sse hmain bonus bhi acha milta hai tu hain sub ko chahye k zyda se zyda achi or iyrai posts or threads bnaen jis se hmain hmari mahnat ka phal achy bonus k stah mil jay
                • #9 Collapse

                  Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                  Ji sawal to ap nay bil kul thek kia hay kun k aj kal aksar yahi trend chal raha hay k har members yahi chahta hay k un ki posts pay ziada ziada thanks hon chahay woh posts quality wali na hon kun k un kay mind main yahi bat beth chuki hay k jitnay ziada thanks hon gay utna hi ziada bonus milay ga lehaza esi wajah say har aik ki yahi race hay k woh thanks ki quantity ko increase karay aor big bonus hasil karay jab k asal haqeqat kuch aor hay Forum pay thanks kay sath sath posts ki quality ko ziada dekha jata hay yehni jes member nay threads kay jawab yehni reply main Forex kay baray main acha technical knowledge post kia ho ga us member ko us ki post ki quality kay hisab say acha bonus milay ga chahay us nay aik hi thank kun na lia ho han agar post bhi achi hay aor us pay others kai members nay thanks bhi kiay hain to us soorat main ziada faida ho sakta hay lakin bay kar aor fazool post pay ziada thanks fake tasawar kia jata hay aor baz dafa to aisay thanks par account bhi banned kia dia jata hay lehaza ham sab members ko ziada thanks ki bajay posting ki achi quality ki taraf tawajoh daini chahiay thanks khud ba khud mil jayin gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                    Forex forum me posting ka koi be section ho thanks ki importance bahot zeyda hoti hay es ki waja ye hay key agar app key 1 post ya thread ko 2 se 10 thanks milty hey to es ka matlab hay key app key thread ya post ki quality achi hay aur jes ne thanks kia hota hay us key knowledge me ezafa howa hay ya per us ko app ki posting pasand ai hay es se bonus me ezafa hota hay, ye matter nahi karta key post contest ka hay ya other kesi section me post howi hay, posts ko thanks milna chaye tab hi us ki rating increase ho sakti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                      Muqably ki post mn thanks ki importance. Pyare members thanks hy kiya or milta qn hy. Jab bhi ap koi bhi bat istrha ki share krty hain jo k knowledge sy bhari ho or log ap ki bat achi trha samjh k us sy faida utha saken to wo apko honour dety hain or to un k pas kuch ni hota mgr wo apko thanks bolty k ap ny hamen acha knowledge diya. To ye thanks lazmi ni pesy hi milen to importance hy balky un logon ka pyar hota jo wo ap ko dy rhy hoty hain. To zyada sy zyada thanks len achi achi post kr k. Kr achy sy achy knowledge share kren. Ta k log apki post ko dil lga kr paren bhi or apka name bhi ho k flan vnda boht achi post krta hy. To jab forex dekhti hy k bandy ny itni achi post ki or itny log like krty to wo bhi apko reward dety hain or bones dety hain. Or jo post sab sy achi hoti usko 15$ tak inam milta hy. Wo bhi thanks hi hota apko company ki tarf sy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                        Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex forum k muqabila m ham jo posts krty han agr wo achi or mayari hoti han un m rules k mutabiq kam kia gya hota hy to hmari posts ko like kia jata hy or thanks dia jata hy jis ka hamy to bot faida hota hy bonus milta hy mgr jo thanks ya likes dyty han unan kuch ni milta jis ki posts py thanks ya likes dia jata hy us ko faida hota hy contest m hr member ko us k achy mayari or rules k mutabiq kiay gy kam k mutabiq bonus dia jata hy agr ham topic sy hat kr is m posts karty han to hamy is ka koi bonus ni milta ya to hmari post delete kr di jati hy ya to count ni hoti
                        • #13 Collapse

                          Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                          dear foex main chahen normal posts hon yah mukably ki posts hon donu main he thanks ki boht value hoti hai q k enhi ki base par he hmain bonus milta hai or contest main hmary jo thanks ki uality hoti hai wo bahtr or achi hony par he hmain acha bonus milta hai es liye hmain apny kam ki quality ko har hal main qaim rakhty howe karna hota hai jitna acha kam kaengy otna he acha hmain bonus mily ga or hum apni trading k liye acha bonus bhi lay skty hain es liye hmain chahye k hum zyda se zyda mahnat karty hain tu apny kam ko perfect karen apni posts or thareds main information share karen or knowledge bhi share karen apki posts se jitny mamabers ko sikhny ka moka mily ga otna he apko zyda thanks milny k chances bhi barhengy es liye apny kam ko bahtr se bahtr karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Muqabalay ki posts mai thanks ki kitni importance hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                            Pak forex forum mai bahtreen jawabaat kay muqabalay mai ki janay waali posts pay milnay waley thanks ki kia ehmiat hai?
                            Actually Mein Pakistan Forex forum ki taraf se jo contest ho raha hai vah members ke knowledge ko increase karne ke liye ho raha hai lekin bahut Sare member Yahan per sirf aur sirf Achcha bonus Hasil karne ke liye Aate Hain bhai forum administrator ko jo log bevakuf samajhte hain aur fake thanks Laga Dete Hain unko Pata Hona chahie ke forum Ne pahle hi Apne rules Mein Likh Diya Hai Jo Koi Bhi system Mein catch Hoga usko Achcha bonus bhi nahin Milega aur account bhi block kar diya Jaega isliye aap honesty ke sath is business Mein kam Karen Taki aap aap ko accha bonus Hasil Ho agar aap form ke senior members ko Dekhen Jinke thanks bahut hi Thode hain lekin unko Kafi Achcha bonus mil raha hai aap sirf Apne knowledge or experience ko share Karte Rahen aur Jitna Jyada Achcha knowledge aapke pass Ho use forum per share Karen aapko bhi kisi ke thanks lene ki jarurat Nahin padegi Achcha bonus Jarur mil jaega
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X