Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?
    Dear members Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai? Aap apna jaati experience share Karen Taki tamam logon Ka fayda Ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

    Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain aur hamain acha profit hasil ho jata hai ya hamain kisi aik trade main kafi zyada loss ho jata hai tou ham hamesha emotional ho ker trade kerna shoru ker dety hain aur yeh state aesy bhi ban jati hai jab ham long time ky liay forex market main trade kerty rehty hain jis sy na tou hamain profit hasil hota hai aur na hi loss ho raha hota hai tou bhi ham emotional ho ker trade kerna shoru ker dety hain ham sochty hain ky agar tou profit hasil ho jaey tou acha ho ya phir loss hi ho jaey kuch tou hona chahiay ky agar ham trade main kuch bhi na ker rehy hon tou dil chahta hai ky kuch tou ho beshak profit ho ya loss ho jaey ham phir emotional ho ker bara risk ly lety hain aur profit tou nehi hota lekin account wash zarur ho jata hai hamain agar forex market main trade kerty huey emotional hony say bachna hai tou hamain apni her trade ko stop loss aur sl ky sath aesy pair main open kerna hoga jis main kafi fast movement hoti hai ky aik din main kam az kam hamara stop loss ya tp hit ho jaey aur ham phir new trade same tareeqy sy open ker ky forex market main trading kerty rehain tou ham emotional hony sy bach sakty hain warna koi aur tareeqa nehi hai ky ham emotional hony aur bara loss kerny sy bach sakty hon
    • #3 Collapse

      Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

      Dear jaha tak baat hai emotions ki to ais market mai agar dekha jaye to ais market mai agar ap apny emotion par control ni kar sakty hai aor ais market mai ap bar bar ghalti kar rahy hai to kuch time demo par kaam kary aor apny emotion par control karny ki practice kary mean ais market mai apna kaam karny ka tareeka kar change kary aor aus k hisab se ap ne simple ais market mai aik dafa analysis karny hai aor ais market mai trades laga k pora din market mai online ni hona raat ko check kar ley k ap ko ais market mai kai result mila hai aus k baad ap ais market mai jab kaam karty hai to ap ko ais market mai fadia ho jata hai agar ap ais market mai emotion par control kar lety hai to ap ais market mai bahot hi kam ghaltian karty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

        Emotions iss time per traders per ziada havi hoty hain jab traders apni expectation ko bohot he ziada high kar kay trading karty hain. bohot he bary profit ke search mai traders bary lot size ke trading karty hain.
        Iss liye forex trading mai yeh keh sakty hain ke jab traders ke expectation ziada hon aur woh bary lot size say trading Karin tu iss mai yaqeeni toor per emotion ke involvement b barh jate hai jis say trading mai problems paida ho sakty hain. kion ke bary risk mai phir loss ya profit b bara hony kay chance hota hai jis sy emotions ke traders ke decision making per effect hony lazmi ho jatay hain.
        Iss liye traders ko chaie ke apni emotion per control karna hai tu phir lot size apny money management plan kay mutabiq rakhin aur trading mai apni expectation ko bohot he ziada high side per na rakhin.
        • #5 Collapse

          Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

          How to Control Your Emotions:

          First Choose Low Leverage:

          Emotions par control karne keliye apko sab se pehle jab aap apna trading account open kartey hein to apko chahiye keh aap low leverage ka account open karen aur utni hi leverage rakhen jitna keh hum Low risk ke sath work kar saken. Iska yeh faida hota he keh jese hi hamare emotions high hone lagtey hein aur hum bari trade lagane ki koshish kartey hein to hamari bari trade open hi nahin hoti aur hum wahin par hi apne emotions ko istamaal mein nahin la saktey hein, aur jiski wjha se hum kisi bhi barey Loss se easily bach saktey hain aur is mein kamiyab ho saktey hain, Iske ilawa always aap Stop Loss ko use kartey jayen aur Low leverage ke sath sath jab aap stop loss ko bhi sath mein istamal kartey jayengey to apko tention lene ki koi bhi zarurat nahin hey phir aap kabhi bhi is business mein fail nahin ho saktey hein aur aap long term tak work kar saktey hain.

          Shukriya
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

            dear forex markeet main jis kadar hamko profit nazar ata hay ham say apnay aap pay kaboo rakhna bahut he mushkil hay laikin agar ham is ki learning main is baat ka khaas khayal rakhtay hain k hm har ik trade maon mony managemnt ka hisaab rakhtay huvay earning krtay hain to hamaray andar k tamaam emotions ka khatma ho sakta hay ham is business ki business samjhaingay aur agar ham kabhi kabhaar emotions say kaam laitay bhi hain to wo bhi hamko koi nuksaan nai daiga jis say ham slowly aim professional traders sabit hona start ho jayengay hamko forex markeet main kaam krna bahut he asaan lagay ga ham kabhi bhi emotions say kaam nai karaingay ham ko aik haftay agar koi trade nai bhi milty hay to hamko koi fark nai parrega q k ham nay sirf apnay knowledge say he kaam krna hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

              Ham Logon Ko Apne motion per Jyada Se Jyada control Rakhna Hoga Jab ham log reading kar rahe ho Kyunki motion per control Nahin hoga to ham log Kisi Ek galat side per trade open Google kar sakte hain jisse Ham logon ko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur ham log Apna account varsh Bhi Karva sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

                Dear friend emotions py control hi aik trader ki sb sy bari kamyabi hy hr koi emotions pr control kr b ni skta forex aik bot bara or profitable business hy mgr is m emotions ko use kia jiay to ye aik difficult business bn jata hy hamy chaiy k ham emotions ko zyada sy zyada control krny ki koshish karan jb ham trading krty han to hamy kisi trade m profit hota hy to ham phr ham emotional ho kr trading shro kr dyty han or zyada trades open krty han isi tra jb hamy loss hota hy to usy b cover krny k liay ham zyada trades open krna shro kr dyty han or yahi chez lalich m a jati hy jb ham lalich krty han to nakami ka hi samna krna prta hy ham apny emotions ko asy control kr skty han k trading krty wakt hmara zahn zyada earning ki trf na ho ham km profit py hi khush hon is sy hamy ye faida hota hy k ham lalich ni krty or bari trades open ni krty
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

                  ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar hamen forex matar ki kahani hai aur ismein jyada se jyada profit hasil karna hai to hamen apne emotions ko control karna chahie jitna jyada emotions ko control karke FIR confidence ke sath trade karenge to Ham ismein kamyab honge Hindi motions ko control karne ke liye hamen jyada se jyada experience hasil karne ki jarurat hai itna jyada hamare paas hoga aur jitna jyada hamdam account per kam karenge utna hi hamara experience jyada hoga aur hamen confidence aaega aur FIR Ham emotions ko control karne se karenge karenge karenge to Ham nahin kar sakte aur uska samna karna pad sakta hai jiski vajah se hamare bhi sahi nahin honge isiliye hamen jitna hoga utna hi kar sakte hainismein jyada se jyada time spend karna chahie to abhi Ham ismein motion to control kar sakte hain aur experience to gain karna chahie Taki Ham ek successful aur share trader Ban sake aur ek accha profit hasil kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

                    Dear trading ka doran apny emotions ko contral kar ka trading karni chahya asksar as trah hota jab new trader ak ya do bar kahi profit kar lata hai to us ka bat wo apny emotios pay control nai kar sata aur wo bagher sochy samjay pher trading shoro kar data hai jas ki waja say us ko loss ka samna kartn parta hai ak to new trading ko as bat ka knowledge nai hota ka us nay apny account ko handal kas trah karna hota hai aur kas trah aur kas time pay trading karni hoti hai bagher account management ka ap ak to leverage rak jaty hai aur dosra an ko koi khas market ko analysis karny ka bi pata nai hota jas say loss ka samna karna parta hai as lay jab bi trading karny apny emotions ko control rak kar karny.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions par kaise control Kiya ja sakta hai?

                      Emotional ham kinu hoty hey es ka reason sab traders es ki information ka hona zarori hay over trading jab be ki jaye to traders loss ki waja se emotional hoty hey agar limited numbers key trades open key jaye aur low risk har trade ka rule bana leya jaye to emotions ko ham ignore kar sakty hey, agar limited risk na leya jaye to expert se expert traders be emotional ho sakty hey es situation se bachny key ley traders ko over trading ko apni trading se remove karna ho ga aur fix risk key sath trading karny ki strategy banani ho gi.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X