jaiza: risk in single trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: risk in single trade
    Forex trading business Ek bahut hi risky business hai Agar Hum single trade bhi order lagaen tab bhi Hamen risk uthana padta hai isiliye Hamara mind set Hona bahut jaruri hai profit ke sath sath loss KB equal chances Hote Hain isiliye Har trader ko chahie ki vah koshish karen ki Apne knowledge or experience a market ka analysis karte hue profitable trade select Karen aur risk lete hue trade ka profit mein convert hone ka vate Karen kabhi bhi loss Mein trade close na Karen Agar Ham small risk ke sath trade Lagate Hain To koshish karen ki ek Waqt Mein Ek Hi trade Lagaye Ja sake Ta khelo se bacha Ja sake future ko forecast karna aur isko determine karna bahut jaruri hai Hamesha Apne balance ko Dekhte Hue risk lyn ta kay loss say bacha ja saky shukria....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: risk in single trade

    Jab ham aik hi time main bahot sari trades open ker lety hain tou hamara risk bhi kei guna increase ho jata hai hamain chahiay ky agar zyada trades open kerni hi hain tou sirf aik hi trade open ker ky bara risk ly lain kyun ky agar hamain aik hi open trade main kuch profit hasil hota hai tou hamary liay bahot acha hota hai ky ham trade close ker ky profit withdraw kerwa lety hain agar zyada trades main ham ny risk lia hota hai tou phir kuch trades main beshak profit bhi ho lekin kuch main loss itna hota hai ky ham profit wali trades close ker ky bhi profit ko withdraw nehi kerwa sakty hamari jab tak tamam trades close na hon ham withdraw nehi laga sakty isliay Jitna bhi risk lena hai aik hi trade main lena chahiay taky jab trade close kerain tou hamain ya tou kuch hasil ho jaey ya phir agar ham kuch loss main trade close kerty hain tou ham loss ko recover kerna shoru ker dain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: risk in single trade

      Single trade mai bohot he bara risk laina bohot he ziada risky practice ha . ager traders aik trade mai bohot he bara risk lay laite hain tu jahan per profit milny ka chance hota hai wahin per loss hony ke sorat mai loss b kafi bara ho sakta hai jis say traders ke overall trading mutasir ho sakti hai kion ke bary loss ke sorat mai traders kay capital per kafi ziada negative effect hota hai jo ziada tar recover karny mai b kafi mushkil ho sakta hai .

      traders ko apni total capital kay 5 perncet say lay kar maximum 10 percnet he aik trade mai risk per lagana chaiye aur senior traders single trade mai iss say bara risk lainy ko recommend nai karty hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: risk in single trade

        Dear ais last month jo bonus mila hai aus par mainy aik hi trade lagai hai aor account k hisab se wo lot kafi bari thi jis ki waja se account hi wash ho gia hai agar dekha jaye to ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai atna zayda risk ni lena chaye jis se ap ka account hi wash ho jaye agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai soch samjh k trade lagani hai agar ap ais market mai bahot hi zayda risk lety hai to aus mai ap ko agar loss hota hai to aus ki waja se ap ka account bhi wash ho sakta hai jaisy k mera account aj hi wash hoa hai ais liay hum ko agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai planing k sath kaam karna hai aor lot kam use karni hai tab faida ho ga.

        Click image for larger version

Name:	Big lot.png
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12323565
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: risk in single trade

          Dear member Jab Ham trading karte hain to us ka buniyadi asool money management hota hai agar hum usko follow karen ge to hamare liye kisi trade mein Koi risk nahin ho ga balki market jitne bhi up and down move kare gi to hamara capital save rahe ga. Hamesha single trade ko risk-free samjha jata Hai Magar woh us Surat mein Jab aap ne money management ki ho agar aap ne ek hi trade mein lot size maximum laga Diya Ho to use ek trade mein Hi aapka tamam capital wash ho sakta hai is liye aap kam trade lagaen lekin small lot size use Karen jo ki aap ka account capital ka 40% hona chahiy.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: risk in single trade

            Risk manage karny ka asool hi yahi hay key signal trade me be app ko zeyda risk nahi lena chaye, big capital siraf over trading se hi wash nahi hota es key reasons aur be bahot se hoty hey app ka single trade agar zeyda volume key sath open hay per be app key mind me ye dar hona chaye key esi single trade ki waja se account wash ho sakta hay, mery khayal me kam se kam profit earn karna aur wo be single trade open hona chaye, profit ham other kesi be single trade me earn kar sakty hey hamy es bat ko yakeeni bana lena chaye key hamara single trade profit me close ho.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: risk in single trade

              ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya dekh manage karne ke rasool yahi hai ki is maill trade main aapko nahin Lena chahie big capital sirf aur trading se he was nahin hota iska reason yah bhi hai aur bahut se aise hote hain aap ke saath open karte Hain dar hota tha ki agar aapko single trade mein loss hota hai to aapka account divorce ho sakta hai isiliye hamen khyal rakhna chahie hamen single trade mein jyada rate ke sath train nahin karni chahie single trade openthoda jaldi a profit of single trade mein and kar sakte hain aur ismein ham log bhi kar sakte hain baat ko yakin nahin banane ke liye hamen single trade profit mein hosingle trade mein Ham ek accha profit hasil kar sakte hain aur hamen ismein jyada se jyada experience hasil karna chahie uske bad hamen is missing trade karni chahie Taki Ham ismein successful ho sake
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: risk in single trade

                Agar market Mein kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko chahie ke ham log market Mein kam se kam risk le Kyunki Agar ham log Jyada risk Lete Hain To Ham Logon Ko Iske nuksan Hoga Ham Logon Ko loss Hoga aur ham log Apna account bhi wash Karva sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: risk in single trade

                  Apki bat bilkul theek hey hamen always be carefull hoker aur fully rules and regulations ke sath is mein work karna chahiye tab hi hum is mein apne risk factor ko easily control kar saktey hain aur is mein kamiyab ho saktey hain otherwise agar hm is mein Single trade bhi lagatey hein aur us mein Risk factor high rakh dete hein to phir hum is mein totally fail ho jatey hein kioun keh aik hi trade agar hamari barey loss mein chali jaye to hum aik barey loss mein phans jatey hein isliye mein bhi apki isy hi bat par agree karta hun keh agar hum choti trade lagayen ya chahe bari trade lagayen hamen har hal mein apne Risk factor ko dekh kar hi is mein trade lagani hogi tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hain.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: risk in single trade

                    Ap ny bilkal tek kaha hy zahir c bt hy k loss or profit to dunya k hr kam m hota hy or forex to hy hi aik risky business is m risk k zyada chances hoty han is m hamy bot ahtiyat k sath or soch smj kr trading krni hoti hy is m ham agr single trade open krty han to wo b hmary liay risky ho skti hy wo b hamy loss dy skti hy hamy trading start karny sy pehly hi apna mind bna lyna chaiy k is m hamy profit b ho skta hy or loss b ham trading k liay achi learning krty han acha knowledge or experience hasil karty han to hamy in k sath anylyses ko b study kr k aik profitable trade open karni chaey ta k jis m km sy km risk ho or zyada sy zyada profit ho agr profit km b hota hy to hamy us py hi trade close kar k faida utha lyna chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: risk in single trade

                      Forex trading business mai traders ko bohat si strategies use kerni parti hain jinn ki wajah say traders ko kisi na kisi moqay pay faida zarur ho raha hota hai. Aik acha aur expert trader hamesha apnay account balance ko daikhtay huay trade lagata hai. Jab tak account balance aur pair kay spread ka confirm nahi ho uss waqt tak single trade bhi lagana theek nahi hota hai. Single trade hamesha small lot size kay saath he supportive hoti hai.

                      Single trade kay liye sub say best option crude oil pay trading kerna hai. Crude oil ka spread 0.30 $ hai aur 1 pip0.10$ ki move kerti hai jiss ki wajah say small balance kay saath acha profit ho jata hai aur crude oil ki movement bhi daily bases pay ho rahi hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: risk in single trade

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                        jaiza: risk in single trade<br />Forex trading business Ek bahut hi risky business hai Agar Hum single trade bhi order lagaen tab bhi Hamen risk uthana padta hai isiliye Hamara mind set Hona bahut jaruri hai profit ke sath sath loss KB equal chances Hote Hain isiliye Har trader ko chahie ki vah koshish karen ki Apne knowledge or experience a market ka analysis karte hue profitable trade select Karen aur risk lete hue trade ka profit mein convert hone ka vate Karen kabhi bhi loss Mein trade close na Karen Agar Ham small risk ke sath trade Lagate Hain To koshish karen ki ek Waqt Mein Ek Hi trade Lagaye Ja sake Ta khelo se bacha Ja sake future ko forecast karna aur isko determine karna bahut jaruri hai Hamesha Apne balance ko Dekhte Hue risk lyn ta kay loss say bacha ja saky shukria...
                        Ji ap nay bohat hi achi bat ki hay main ap ki es bat say mutafiq hoon yehni agree hoon. Pehli to bat yeh hay k kisi bhi new trader ko aik say ziada trades open nahi karni chahiay usay har hal main single trade hi open karni chahiay ta k trade ko easily control kia ja sakay dosri bat yeh k jes taran ham sab forum members yeh jantay hain k Forex trading aik risky business hay to ham logon ko Forex trading say during trading koi big profit ki hi umeed nahi laga rakhni chahiay big profit ki umeed rakhna thek bat hay lakin sath sath big loss kay liay bhi any time tiar rehna chahiay es main yeh bhi zarori nahi hay k new traders ko hi knowledge and experience ki kami ki wajah say loss hota hay expert ko nahi bal bohat say expert traders ko bhi Forex trading say kisi na kisi mistakes ya kisi others reason say loss ho jata hay is liay har traders ko chahiay k chhay woh single trade open karain to us kay risks ko pehlay achi taran understand kar lain aor en risks ko manage kar kay hi trade open karain aor sab say important bat yeh hay k koi bhi trader bina knowledge, learning and experience kay koi bhi trade open na karay aor full hardworking kay sath trading karay aor mukamal account mange kar kay hi trading karay aor kabhi bhi over trading na karay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: risk in single trade

                          Ap ki baat sahi hain k signals par trade open karny walo ko bhi apni knowledge or experience ki base par hee risk layna chaia just ye nahi k kisi achy senior members k high bonus dehk kar us k signals ko anhk band kar k trade open karly.

                          Wesay to mai signals trading k bilkul bhi favor mai nahi ho signals par depend hokar trading karna ek bht hee galt tarika hain or ye srif ek short term earning ka sabab hoti hain is say zayda lamby arsay taak forex say earning nahi kar skty hain. Tarding k signals agr learning k liay follow kiye jaye to or srif sehkny ki intention say signal ko dehky to achi baat hain dehky k kesy ek senior member ny ye signals diye hain trade open karny k liay kesay unho nay analysis kiya kis base par analysis kiya agr signals dehk kar ase study kary to bhut acha hain is tahra hee hum apni forex trading ki knowledge ko improve kar skty hain. Laken agr signals srif or srif achi profitable trade k liay dehky to is ka bara nuksan hain .khas tor par naye anay waly members k liay
                          1. Signal follow karny sy ap kabi forex trading ko sehk ni sky gy.
                          2. Signals ko bar bar follow karna srif signals ki abse par hee har bar trade open karny say mind corrupt hojata hain samhj mai anay wali cheez bhi samhj ni ati.
                          3. Signals sehkny k amal ko slow kar dyty hain
                          4. Signals sy lamby arsay k liay earning ni kar skty hain.

                          Mera mashwara hain signals say dor hee rahye
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: risk in single trade

                            hamy soch samj kar risk lena ho ga pher he hum pasisa kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai dya mai be kam kar skaty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasaol ho jy ge forex pakistan mai legal ban cuka ahin hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai paart time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kra sakty hain forex aik international business hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: risk in single trade

                              Agr hum forex mein over trading kartay han aur aik see ziada trade open kartay han tu is se forex mein risk bhi ziada hota hy aur lot size bhi ziada use hota hy kiok forex Aik risky business Hy aur forex mein loss aur profit dono hi brabr han agr forex mein profit ho sakta hy tu forex mein loss bhi ho sakta hy hum ko risk manage Karna cahaiye aur Apne account ki money management karna zaroori hy aur risk ko bhi manage Karna cahaiye aur hum ko agr forex men trade open karni hai tu hum ko market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading Karni cahaiye aur hum agr Aik trade bhi open kartay han tu is mein bhi hum ko Kam risk laina cahaiye aur agr ziada trade open kartay han tu is se risk bhi ziada hota hy aur kiok lot size ziada ho jata hy js se account wash ho sakta hy hum ko Kam risk se trading Karni cahaiye is traha hi hum profit earn kar saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X